A loss is not all, it may be key of your success.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    gee bhai forex tradin gmein hmein loss hota he es mein pershan nhe hona he blkeh apne trading mein best future ke planing krne he aur trading mein shaih kam tb hota he jb trading mein risky trade na krein ge aur trading ka experience acha kr ke kam krein ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      very nice my dear friend a ne blkul sahi baat ki hae forex trading ein admi ko loss ka ho jana to part of game hi hae kiunk forex trading ho ya koi bhi doosra business ho us mein loss aur profit dono hi business ka hisa hua karte hein aur phir aisa loss jo ap ko kuch sikha jay to wohi mufeed hota hae......
      • #303 Collapse

        Ye to hai k har wakt hamym loss e nai ho sakta balky ham in loss sy seekh kar apny loss ko kam kar sakty hain ye loss phir hamyn kamyabi ki tarf le k jata hai aur hamyn oksata hai k ham mazeed learning karyn aur apny loss sy profit ki tarf jayn.
        • #304 Collapse

          g han trading me loss app ki success of key ban sakta hay, trading me loss har trader ko hi hota hay magar es se faida esy traders hi uta sakty hey jo apni mistakes me se learning karty hey.
          • #305 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha is business me hmen loss k waqt sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen chahe k hm loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe ta k hm achi earning kr skayn is business me
            • #306 Collapse

              g bhai forex trading mein wo hi log is mien kamiyab hote hian ke jo is mein apne losses se sabaq seekhte hian is liye apko bhi chahiye ke ap is mien apne losses ki mistakes se lesson learn karen.
              • #307 Collapse

                single loss ki vja sy ap na tu trading chor sakty hain na he ap is kam ko acha ya bura kah sakty hain mery khayal main trading main loss humain bohat koch seekhata hai is say hum apni ghaltioun sy jitna seekhty hain itna tu humain kisi teacher say bhi seekhny ko nahin milta aik ghalti par agar ap kabo pa lain tu next time ap is mian bohat ziada earning bhi kar sakty hian is liye mery khayal m ian ghaltioun say paresham hony ki zarorat nahin hai bulky in ko apni success ki key bnana chaye or is main or ziad effort karni chaye
                • #308 Collapse

                  loss ak type ki key of the yours sucesss agar ap aka aucha time dayne gay market ko tu market b ap kafi earning day gi jiss ko ap easily with draw kar skty han or is k lye ap k pass skrill account ka hona zarori ha
                  • #309 Collapse

                    G han ap ne sahi kaha ha is business me loss hi sb khuch nahi ha hmen is business me loss se hmeshah acha experince hasil krna chahe tb hi hm is business me success ho sakty hain or loss se hmen achi learning b hasil krni chahe is business ko sekhny k liye
                    • #310 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                      Profit and loss both are part of trading. Many trader leave forex after some loss. I think a loss is not all. There are many thing to learn from a loss trade. We have to analysis and find out the cause of loss. If we avoid the cause of loss then we can reduce loss in future. So, don't be afraid after loss, try to overcome and see that success come to you.
                      a loss is not all ,it may be key of your success.forex is not depend her luck.forex depend only one the knowledge and experience.you can do the huge learn about the forex. you are success trader.so try to overcome and see that success come to you
                      • #311 Collapse

                        Forex trading mai ager koe trader looss ker daita hy tu usko chahye ke wo preshan na ho balka ye looss uski liya ek key of success sabit hoti hy jis sai wo zaida hardwork kerna start ker daita hy
                        • #312 Collapse

                          agr humain loss nai chhaiye aysa to kbhi nai ho ga is main agr profit hota hay to humain loss b hota hay hard work kar kay practice kar kay humain market main kam karna ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #313 Collapse

                            Loss sey agar ghabra jayen gey to phir success tak nahi puhanch payen gey. Jo log loss sey dar jatey hain aur disappoint ho jatey hain woh is business sey acha profit nahi bana saktey. Is leye loss ko accept krain aur mistakes ko control krney ki koshish krain.
                            • #314 Collapse

                              g bhai forex trading ke business mien loss to har kisi ko hi hota hai lekin is mien kamiyab wo hi hota hai ke jo apne losses ko manage karta hai is liye ap bhi apne losses ko manage karna seekhen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                humai nis main hard work kar kay practice sya kam karna ho ga jis say humain loss km ho ga humain is main success hasil karni haay to is kay liye huamin hard work karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X