forex me loss ki waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Forex me Los ki bohot si waja hoti hain Jin me experience na hona ya knowledge ka na hona hoti he lakin sub se bari waja forex me lalach karna hoti he.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      forex trading loss ki wajah trader ka inexperience hoana hoata hay warna forex trading aik aysa platform hay jis main loss kam aur profit ziada hoata hay
       
      • #438 Collapse

        forex mein loose aur profit hota hai kosis karay es mein kaam kartay howay tention na ley ap ku loose he loose hoga aur daily market ku view karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
         
        • #439 Collapse

          helo my dear forex main loss ki ak he waja ho sakti h or wo h k experience na hona or experience tb he hoga jb hmain demo accunt pr kam krain gy demo account pr kam krny sy hmain bohat si asi chezoin ka pta chalta h jin ka hmain pta nie hota demo account sy he hm ak achy treader bn sakhy hain
          • #440 Collapse

            jee apki baat tou 100% drust hai forex me loss ki sab sy bri wja ye he hoti hain k agar hmary pas expireance nhe hota tou hume loss ho jata hai agar hmae forex ka knowldge nhe hota tou hume loss ho jata hai agar hum forex ki practice nhe krty phr bhe hume loss ho jata hai forex k leye expireance knowldge ka hona bohat he zrori hai
            • #441 Collapse

              Asalam o alikum dear ap n both acha question kea hy forex aik difficult business hy is m hamy hr chez ki zrort hoti hy agr ham lalich krty han to b hamy loss hota hy loss ki sb sy bari wja kam knowledge or kam experience or hmara hardworking na krna hy
              • #442 Collapse

                I can translate two star causes of losses that obtain in this business. Either group commence trading segment without opening learning and thence experience with a demand of noises. or grouping do not swap with correction and interchange greedily to acquire large and hurried profits.
                • #443 Collapse

                  Yeh bat saheeh keh forex main loss sirf aur sirf kam knowledge ki waja say hota hy. Lekan sometimes knowledge to hota hy lekan insan ziada lalach key chakar main loss kar bethta hy. Is leye hamain trading key doran lalach say door rehna chaheye aur stop loss ka use zaroor karna chaheye takeh aap ziada loss say bachay rahain aur kam profit ko accept karna chaheye.
                  • #444 Collapse

                    Dear Friends and Brothers salam TO aLL.,,,,,,, gys foreex aik asy business hai jis main loss and profit dono shamil hain aur humein loss hota hain to humein apni khud ki mistakes ki waja say hota hain toh humein apni galtiyo say seekhna chaiyen aur anida mistake kiya bagir business say earning lnai hogi
                    • #445 Collapse

                      hellow dost ap na achawa sawl kia haaur ma tou ya hi samgta hu ka forex aik asa bussiness ha jis ma ap earning kr sakty ho but is ma apko kbi na kbi loss kr laty ho kiu ka shaid ap ka pass experience nhi hota ha aur ap ko knowledge ka b nhi pata ha aur ap na demo ko sahi sa nhi lia ha is liye ap ko kam nhi chorna chiaya.....
                      • #446 Collapse

                        muhtaram loss ho nay ki sab say khass wajah yeh hai k agar ap soch samajh kar forex trading ka kaam nahi kr rahay tu loss hota hai agar ap laalach nahi karo or soch samjh kar karo tu buhat kam loss hota hai
                        • #447 Collapse

                          trading ma loss hoonay kee bohat see wajah hoo saktee hain experience ka na hoona bina planning trade open kerna or un pairs per trade kerna jinka aap experience naa hoo.
                          • #448 Collapse

                            asalam-o- alikum forex ma loss ki sb sa bri wja lack of knowledge about the forex business and lack of trading experience ha is ka ilawa carelessness of the trader and greed main reason ha forex ma loss ki
                            • #449 Collapse

                              dear agr hmary psss experience nhio hy agr hmary pss knowledge nhi hy tau hm me loss ko face kar skty hain .... iss liy hmen har pal apni learning ko improve krni chahiy taa k hm apni earning ko b improve kar sken ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex main loss ke waja tajarbe ka na hona . jab ap trading kar rahe hote hain to aak ap ko tajarba nahe hota dosra ap market chek kar ke ardar nahe lagate jis ke waja se ap ko loss ho jata h barhal loss or profit to sath sath chalte rahte hain .laken tajarba bhe lazme h. laken phir bhe lalich se bhe bachna chai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X