forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    forex myn loss honey ki boht c vaja hoti hein iss myn boht sey log aisay hotey hein jo iss ko bger smjhey kartey hein oor iss ko jld bazi myn bhe kartey hein iss liye bhe unhn boht loss hota hai jb k hmyn iss ko smjhna chahye phr mashwara lena chahye/..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      hafsa forex trading aik business hy ye koi game nahi hy is business men loss ki main waja knowledge or experience ka na hona hy log luck base pr trading krty hen jis sy loss hota hy gred sy or emotional trading sy log avoid nahi krty jis sy loss hota hy is iy in sub sy door rahen or easy ho kr trading kren
      • #393 Collapse

        Forex me losse hmen tb hi hota ha jb hm is business me greed se kam karty hain ya phr jb hm is business me knowledge k sath kam nahi karty hain tb hi hmen is business me loss hota ha or tb hi hm is business me apna account washed karty haain
        • #394 Collapse

          bro forex main sub say zaida jo traders hazrat loss karwatay hain wo apni waja say karwatay hain yani apni greed and overtrading ki waja say karwatay hain agar wo is cheez per control kar lain tu aik na aik din is market main kamyab ho jayn gay.
          • #395 Collapse

            Your thread is good that my opinion. We are face the losses is the following reason.
            Lacknof knowledge
            No strategy
            Greedy
            Emotional trade.
            We are trybto improve the skill of Forex market.
            • #396 Collapse

              Forex main new traders ko is liye loss hota hai k un k pass experience ki kami hoti hai is liye new traders ko bohat ahtiat se trade karna chaye
              • #397 Collapse

                Forex me loss ki boht se wajuhat hen in me sb se pehle ye he k ap apny emotions pe control rakhen qk jab ap dehan se trading krengy apka mind pura trading pe hoga to ap theak se kr skengy trading but jb ap apny emotions pe control nhi rakh skte tb ap trading me control nhi kr skte khud ko or ghalta trade kr lete hen
                • #398 Collapse

                  mere bahi je se k ap ne kay he k forex me loos ki waja to mere bahi bahat ye he k agar hamare bas knowledge or experience nahi ho ki to ahme loss ho ga to mere bahi ahme jah ye k ham koi kam kare to is kam karne se bele ham is ki knowledge or experience le le or forex is hard work forex me kam karne se bele ham knowldg or experince hseel kar le ta k ahme loss nahi ho.
                  • #399 Collapse

                    bhai jaan baat yeh hy k forex markit main loss ki wja ye ha k hamaray paas trading skills nai hoti jo k trading k liye bohat zrory han so just try kro zyada say zyada trading skills hasil karnay ki phr trade kar k paisay kamain forex main
                    • #400 Collapse

                      is forex forum main loss ki main waja yeh hay k hum is forex forum main sabar say kam nahi karty jis ki waja say humain is forex forum business main loss hota hay aur humain is forex forum main say acha profit hasil karny k liay acha elam hasil karna chaiy.
                      • #401 Collapse

                        mery khyal k mutabiq forex k trade mien loss experince na hony ki waja sy hota h agr experince na ho to humian loss ho jata h es lye es kam mien experince bht zarori h
                        • #402 Collapse

                          forex mein loss ki aik to ye waja hoti hai kay ap ko forex trading bussniess kay bary mein itni knowladge or information nahi hoti hai na hi ap ko information hoti hai jis ki waja se ap ko loss ka samna karna par jata hai.
                          • #403 Collapse

                            Dear forex ma lose ki sab sy bari waja log market ko smjy bina hi trading order lga dyty hain jis sy un ko lose ho jatya hai or zarorat sy bari lot per order laga kar apny arman pury karny ki khosis karty hain jo un ko kafi expences pari hai or lose ho jata jai.
                            • #404 Collapse

                              Forex trading me Los honay ki Kai waja ho sakti hain jis me experience na hona ya is ki taleem na hona lakin sub se bari waja lalach ka hona he.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g mery kheyal m forex m loss ki waja over confidence ho jana hota hy q k over confidence m a kr insam apni galti se lear ni krta r bar bar wo he mistake krta jata hy jis se us ko loss ka samna krna prata hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X