forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    mere dost forex trading main loss ki waja yeh 3no reason hai agr ham lack of knwledge aur experience aur hard work na karny se he hame forex main loss hota hai agr ham forex market main apny mind ko hazir rakh kar apny own analysis pe trade kare gay tu ham ko loss nahi hoga is liye forex ko complete learn krny k bad he start karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ji haan bhai jaan aap nay sahio kaha hai bhai jaan agar hum asal main is say kamana chahty hai to phr hum ko is main mehnat karni ho ge kyun ka jab hum is forum main posting karty hai to tab hum ko is main bonus milta hai or jab hum is main bonus hasil karty hai to phr isi bonus ki wajay say he hum tarde karty hai
       
      • #363 Collapse

        dear i think forex ma lose and profit dono he hote hain lakin zyada ter forex trading mai loss ki waja kam practice or zyada greed hai ager insaan k pass knowledge haib he nai or wo zyada se zyada profit erarn kerna cahta hai to yah namumkin hai is se to loss he ho ga na .
        • #364 Collapse

          forex main loss ki sub sy bari waja jo hy woh hy yeh hy keh hum log sekhny k baghir hi apni real trading sharoo kr dety hain is trah sy hum apna hi loss kr rhe hoty hain is sy koi fiada hum nhi utha sakty jb tk keh hum achi experience na hasil kr lain.
          • #365 Collapse

            bhai jan forex trading main loos honay ki waja ik to knowlege kai kami ho sakai hay jitnai zayda app is main practive karian gai utna hi zayda profit gain karian gay
            • #366 Collapse

              forex m loss karnay ki bohut si wajoohat hain lack of planning, knowledge, study, learning and many more things because many peoples take it easy and dont practice so it is not wasy keep practicing
              • #367 Collapse

                bhai her traders ki loss ki different reason hoti hay kisi trader kay pass experience bhe hota hay and knowledge bhe hota hay lekin planing weak ho gi to bhe loss ho jata hay so in sub points ko mind main rakh kar trading karna chaye
                • #368 Collapse

                  well my dear friend, meray khayal say Forex trading mein losses honay kay bohat say different reason hotay hain, ager hum without learning, understanding aur practice kay working kartay hain tou bhi humein losses hotay hain, ager hum without analysis kay, trend ko follow na kartay huey, market ki news say outdated rehnay say bhi humein losses ho saktay hain...
                  • #369 Collapse

                    brother forex tarding mn loss ki bhot sai wajowat hn. sub say man waja forex tarding mn loss ki lalach karna ha. agar aap forex tarding mn lalch karo gay to us mn bhot loss ho ga. tujarba agar aap k pass na ho to b bhot loss ho sakta
                    • #370 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                      dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
                      there would less planning and knowledge and learning and hard working would also be there these are the things that we have to focus on to get money out of this business and this would be useful thing to be done....
                      • #371 Collapse

                        forex mein loss ki sab se bari wjha yeh hoti he keh hum is business ko withou knoweldge aur experience ke start kartey aur is wjha se hamen is business mein loss hota hey aur hum is main kamiyab nahi ho saktey hain.
                         
                        • #372 Collapse

                          forex me loss ki main waja greed hai is business me aap greedy hoty hain to aap kuch bhi hasil nahi kar paty hain is business se is lye loss se bachny ke lye aap ko is business mehnat karna ho gi or lalach ko chor kar he is me kam karna pare ga .
                          • #373 Collapse

                            Mare khayal se forex me zyada tur loss laluch me gult faislo ki waga se hota he or agr hum ne apne emotions pr control kar lya to hum loss se
                            • #374 Collapse

                              ji haan bhai jaan aap nay sahi kaha hai bhai jaan is main jab tak hamra knowledge nahi ho ga or is ka sath sath agar hamara pass experience or pratics nahi ho ge hum is main kabi bi kamiyab nahi ho sakty hai kyun k is kaam ko karna say pela seekhna bhot he lazmi hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                asslam-o-alikum dear forex trade main loss hone ki sab sy bri wajah experince na hona aur knowledge na hona hai sucessful trader ban'ny k liye ye dono cheze required hain us k baad humhy chahye k hum fresh mind sy trade karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X