forex me loss ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Dear forex on people ko loss dyti ha jo is kay bary ilim ni rakhty os ko joay ki thara samjy hain greding ki waja say wo kamyab ni hoty yahi waja ha k loss on ka muqdar bn jata ha knowlede ho experence ho or ap greding na karo to omeed ha ap kamyab tradar bn jao gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      we have a lot of money then definitely value for money much it will affect our minds psychologically, fear loss was afraid something considering the amount has been great even though we use a management money i sense still wrote depending open position of $ 1 to $ 0.10 despite balance different number, so if open position with small lot because we are a small balance was not a burden and tend to be free since been etched in our minds that the balance is still small.
       
      • #468 Collapse

        dear har kam ko karny ky liye us ky bary main malomat ka hona boht zarori hota ha agar ap kisi bhe kam ko without knowledge karo jy to wo ap ko us sy loss ho ja forex main bhe jo log wihtout info kam karty hain un ko loss utna parta ha......
        • #469 Collapse

          Assalam-o-Alaikum g meray khayal may tu yai teeno cheezay he bohat important hai agar in may say aik bhi kam ho tu loss hona yaqani baat hai so agar hum hard working kartay hai tu humay sath sath is ka experience bhi hota hai and humarey knowledge bhi use hoti hai
          • #470 Collapse

            Actually a lot of ways to make it profitable. trading only indeed from our mastery of the indicators as we analisa.Tapi tools we need to remember that no matter how good indicator still will not be able to provide 100% accurate signal
             
            • #471 Collapse

              mery khyal sa agar ham seniur member ha ya newbie koi fraq nhi parta forex karny k liye hamy educated hona lazmi ha aur education hasil karny k liye hamy hamy prectice par tawaja dyni chaye aur demo isska first solotion ha
              • #472 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan forex trading me loss honey ki main wajah experience ka na hona hey aur jin logo ka is me experience nahi hota hey wohi log laluch be kartey hen aur jald bazi be.
                • #473 Collapse

                  g haan apki teekh hai forex myn boht sey log loss kar jatey hein ooor uss ki vaja ye hai k wo iss busines ko samjhtey nahe hein ooor iss ko time nahe detey tab he unhein los ho jata hai loss ko hmyn hmesha cove karna chahye tab he kuch bana jaa sakta ha....
                   
                  • #474 Collapse

                    Forex trading main agar aap ko experience nahe hay to aap oss main jo bhe invest karrain gay aap ko oss main earning kay kam chances hoatay hain iss leay aap experience kay sath trading jkarrauin
                     
                    • #475 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                      dear mera sawal yeh he ap se k forex trading me loss hone ki waja kya he experience na hona hard work na karna ya knowledge na hona?
                      mere khiyal main forex trading me loss ho ne wja ap k pass experience or knowledge kam hone k hain q k ager ap ko knowledge hi ni ho ga to ap ko profit kiss trah ho skta ha is lie shayad ap apne knowledge ki wja se loss khate hain ya ap kam dehan se ni ker rhe hon gain
                      • #476 Collapse

                        Is business me hmen loss tb hi hota ha jb hm is business me greed se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me greed se kam nah kiaa kareen ta k hmen is business me kisi kism ka loss b nah ho or hm is business me achi earning b kar sakyn asani se
                        • #477 Collapse

                          forex mai loss ki bohat c waja hain. un mai sy aik waja lack of practice on demo account hy. us k ilawa agar knowledge of market k begair trading krain toh loss ka risk hota hy. patience naa ho aur agar insaan greed kray toh b loss ho skta hy
                          • #478 Collapse

                            forex k andar ap ko expert bannay k liya to trading skills aur us ki bohat zyada knowledge honi chahiya aur us k sath sath ap ek target set karay jis pa ap implement karay.
                            • #479 Collapse

                              my dear friend forex mai profit or loss dono he hota or loss hona ye ek natural phenomena hai is lye is mai mere khyal se khali profit ki soch rkhna bekar hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex main loss ki sab say bari waja is main aap ka greed karna hai or apnay profit ko withdraw na karwa hai agar aap aisa kartay ho to aap ka profit b loss main change ho jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X