forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    forex mein loss honi ak sab se bari waja ye hai k hum log demo par work karty nahi hain or driect he real par work start kar dyte hain jise hum ko market ki kuch smja nahi ata or jab smja ati hai tu bhot zayida los ho chuka hota hai hum ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      yes good question, asal men loss hone ki man waja ap ke pas experience or knowledge ka na hona he jis ki waja se ap se trading karte huwe ghalti ho jati he or loss uthana parta he.
      • #678 Collapse

        Loss se bachne k lea zruri hai. k pely iss ko seka jaey orr pr demo mien practice ki jae. jab apny demo practice kr k mutmaen ho jaen k ab iss kabil hien to pr ap real meain invest kren tb hi ap loss se bach skty hie.
         
        • #679 Collapse

          yes you are right Ziada tar aisa hi hota hai baghair knowledge k trading karoge to yehi hoga mere dost, isay acha hai k abhi apni trading ko stop karo aur pehle trading ki sahi se knowledge hasil karo aur demo account pe uski practice karo aur tab tak krte raho jb tk tumhari skills achi na hojaien. Phr apni live account mein trading karo aur farq daikhna
          • #680 Collapse

            forex mai loss hone ki waja hai ke foex ik bussiness hai jese dosre bussiness mai profit or loss hota hai issi tarha forex mai bhi loss hota hai lekin insan ko forex ke loss se tension nai leni chahiye kiyon ke aghar loss hai to forex mai logaon ke liye profit bhi boht hai.
             
            • #681 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
              dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
              lose hna ki waja ya ha ky ap ka dyhan or kisi hta ha agr ap dyhan sy kam kry to ap ko kbi lose ni ho ga balky profit ho gy par ap ko dyhan sy or dimg hazar kr ky kam krna parta ha ni to ap sub lose kr bhaty gy phr wo tym hath ni ayae ga agr ap dyhan sy kam kr gy to phr ap kmyab ho jaye gy warna ap ko pta hi ha duniya ki zalalt
              • #682 Collapse

                Forex main loss hone ki waja aap ka km expertiencve ha aur aap ki life bi bht disturb hoti hager aap ko is mai bar bar loss ho jaye aur aap sad ho jate hain
                 
                • #683 Collapse

                  g my dear forex main loss hony ki assal wja knowldge na houna or iska expiriance na hona uski wja sy he hamen loss hota hai forex ka agr knowldge lyna hai to demo account pr prctic boht zroori hai thenx:p
                  • #684 Collapse

                    salam pakistan forex forum mei loss ki sub se bari waja yeh hai k humre pas best knowlege nei hai or best expernice nei hai or mehnat bi nei karte is waja se losss hota hai
                    • #685 Collapse

                      deer mery kheal mian practice ka na ya kim ho na our jlid baze se kam lena hota hy our mistakes zyada kerna ho a hy trade jo blkul nien honi chahyain
                      • #686 Collapse

                        forex main loss hony ki aik bri wja greed hta hai agr trader greed ky sth trading gkry ga to usy 98% loss hny ky chancses hty hain or aisa zayada tr new traders ky sth hta hai
                           
                        • #687 Collapse

                          asslam o alaikum:-jnab mairy khiyal mainloss us waqat hoota hay jab lalich kia jay ya pher kam karny ka treqa na aata ho agar aap ko treqa nahi aata to phlay kam karny ka treeqa seekh lain
                          • #688 Collapse

                            bhai jaan agr ap ko loss ho rah hy bar bar tau merykhiyal me is ke main reason lake of knowledge lack of experience lack of confidance hy ap ko trading ka itna idea he nhi hy k trading kerty kesy hain ....
                            • #689 Collapse

                              forex trading mein loss hone ki wajah ye hain ke apke pass kam knowledge hoti hain aur ap trading karne nikal parte hain.............................................. ...................................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                forex may loss hone ki kia wajohat ho sakte ha aik to ye k ap k pas lack of knowledge tha ap ne is ki practice be ne ki aor third main rason ap may patience ne ha is waja se ap ko los ho sakta ha..try to avoid these all factors.,..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X