forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    as we know ke jo ache trader hote hen unko loss kiu kam hota he iski waja yhi he ke unko forex ke bare me acha knowledge or acha experience hota he istrah ham bhe yh jab gain karen ge toh loss nahi ga or jab hamare pass skills nahi hon gi toh hamko loss ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      According to my opinion, the main reason of loss in forex our lake of forbearance and lake of cerebration and lake of knowledge and participate, so we should do the learn to growth our knowledge and have and also we use demonstrate trading relationship to do the implementation and be patience all the time to change our life from forex.
      • #528 Collapse

        aap ko chahye ke aap proper trading education gain kare or us se pehle trading na kare, jab aap ko sab samaj mein aaje phir aap demo account pe kam kare us ke baad real account pe chalae.
        • #529 Collapse

          forex main just wohi log loss kartey hain jo is business main wihtout knoweldge and experience ke is main enter hotey ahin aur phir woh is main kabhi bhi ziada achi trha se successful nahin ho saktey hain aur is main always loss hi kartey hani.
           
          • #530 Collapse

            forex me loss hone k ekai reasoon hote hai usme bahut bada reason loss ka hota hai forex me kam practice aur forex me kam experience agar aapke pass ye dono nahi hai to aapko fore xme kabhi profit nahi milta hai aur tesra reason hota hai greed agar aap greed nahi karte hai to aap loss se bach sakta hai
            • #531 Collapse

              janab aap nai aik boht acha awal kea hai mera mashwara ye hai kay forex trading main loss ki sab se bari waja ye hai kay aap kay paas acha experince nahi hota hai aur aapkay pas knowledge nahin hota is waja se aapko forex trading main loss ho jata hai
              • #532 Collapse

                forex trading main loss honay ki waja ya ho sakty hay.kay jab trader is business main ata ha.to us kay pas is business ka knowledge nahi hota ha.jis ki waja say us ko is business main loss hota ha.or jab trader is business main old ho jata ha or us kay pas is business ka experience a jata hay.to us kay bad us ko is business main loss nahi hota ha..
                • #533 Collapse

                  Yes it is risk business in the world So you account is most important the trading market . but you demo practices the most important . the are many thanks for forex company.
                  • #534 Collapse

                    agree krta hun ap ne theek kaha ha k forex me jb hum trading start krty ha to hum start me fear he feel krty ha kiu k hum new hoty ha hamy experience nai hota ha or hum bohat ziyada fear feel krty ha dena chahaiy or khud apna koi or kam karna chahiay. Ap kay bethny se ya aap kay kuch karny se market ne apki favour me nahi aa jana balky targets set kar kay or planning kar kay aap apni habits ko acha bana sakty hain.
                    • #535 Collapse

                      forex mien loose honay ke waja aik he hai aur wo es mein greedy karna es mein hemsha wohi kamiyaab hotay hain ju es mein aur experience se kaam kartay hain thankful for question
                         
                      • #536 Collapse

                        ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to Assalam o allikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non serious attitude ka hona aur ghalat decision lena kun kay market bohat taiz chal rahi hoti hay us waqat aap ka aik ghalat decis
                        • #537 Collapse

                          Forex trading main loss honay key wajha aam tor par ya hoteyha kay is mainham apney lot size k apnay account say bara rrakhtay han or is main ham apna account par nazar nhe rakhatay jis sayhamain loss ho jata ha .
                          • #538 Collapse

                            brother trading mn ap kabhi bhi jaldbazi na karo markeet ko 5mint 1hr or 4hr dakho phir trade lagioor km se km investment mn trade karo or jis mn zyda tazi ho wahan invest karo
                            • #539 Collapse

                              brother i agree you for this question forex me loss hone ki sub se bari waja yeh hai k hum lalach me ajate hain or lalach to aik buri bala hai lalach me akar hum koi bhi kam nhe kar skate hain humen lalach se bach kar kam karna chahiyue hum is business me zarur kamiyab honge...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Dear aap ye website read krain aur experts k given data k mutabaq trade lgaen. www.mtgforex.com kafi experts daily data trend of market k mutabaq dete hain . practice kr k chek kr lain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X