forex me loss hone ki waja?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    forex trading business mein loss honay ki maien wajah hai aap ko market kay mutalik kuch bi khabar na hona. ro aap ka demo account par practice na karna. or ek wajah hai aap ka greedy hona. agr aap en sub cheezo ko kar lo gay tu loss kam say kam hoga aap zada tar profit mein hi jaien gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      forex mein log choon k zyada lalach kerte hyn to unhein lalach maar deti hai aur unko loss ho jata hai. agr lalach na kerin ro aisa kuch loss ni hoga unko
      • #543 Collapse

        Forex main loss hony ki main waja hamari apni ghalti hoti hy jis ki waja sy hum es main loss kr jaty hain or achi earning nahi kr sakty or behter tariky sy es main work nahi kr sakty
        • #544 Collapse

          mere bhai jaan mein tou yh samjhta hoon k ziyada ter log iss busienss per iss liaye loss hasil kertey hain kiyon k woh achi learning ko hasil ker tey nahi hain jiss se inn ko loss ho jata hai.
           
          • #545 Collapse

            Kuch log forex ma ziada nuksan uthaty hain jiski main waja ha lalach jo log thory vaqt ma ziada munafa k lalach ma aa jaty hain unko ziada loss ka samna krna perta ha better yehi ha k ap sabar se kaam lo aur soch samaj k trade kro to ap success hasil kr sko gy
            • #546 Collapse

              bhai jan zada tar logon ko forez trading mn is liay loss hota hai kiun k wo trading k doran laalach mn aa jate hain or laalach trading mn apki dushman hoti hai
              • #547 Collapse

                well my dear friend, forex mein loss honay kay bohat say reasons hain, ager apko iss ki proper knowledge nahi hai aur ager aap iski baghair practice kay working shuru kar dein tou bhi apko loss face karna par sakta hai, ager aap apnay capital kay hisab say bari lot size use kartay hain ye soch kay thori time mein jaldi bara profit mil jae ga tou bhi loss ho sakta hai, aur ager apko loss ho raha ho aur ghabra kay aik aur trade phr aik aur trade laga detay hain kay jo loss hua hai usko recover kar lain tou bhi apko loss face karna parr sakta hai...
                • #548 Collapse

                  Loss hone ke major reasons ye hain ke aik trader ke pass complete trading ka knowledge nai hota aor wo phir bh real trading start kr deta ha dosri reason wo over trading krta ha and then wo patience trading nai krna chahta
                  • #549 Collapse

                    forex me loss ki waja hamara na samj na hai jab tak hum demo account me acheyse kaam kartey howey ap kabhi bhi loss nahe karsktey bs uski waja ye hai k hamein learn kar k sikhna ha
                     
                    • #550 Collapse

                      hello dear in my opinion there are a lot of reason to face loss in the forex trading business my dear some time we use greed and some time we use big volume in our small investment amount so it will the cause of to wash our live trading account my dear.
                      • #551 Collapse

                        mere bhai jana mein tou yhe smajhta hoon k log iss busienss k bare mein knowledge hasil nahi kertey hain jiss waja se woh iss ko achi tara se nahi ker sakte hain aur trader ko loss ho jata hai.
                         
                        • #552 Collapse

                          well forex busines main lsoe ek hi wjaa se hoti hian wo ye k hamre sath shai se knowledge nahi hota and hum is main saih se kaam nahi karty
                          • #553 Collapse

                            forex mn loss hone ke sb se bri yhi hai humare pass knowledge ke boht zyada kami hai ar humain apne emotions pe control ni hai kun k emotion mn aa k insaan boht zyada galt order lga deta hai jo loss ke wajha bnta hai.
                            • #554 Collapse

                              ji haan dear forex mai loss honay ki ahem wajah yahi kay hamay forex mai loss jo hotaa hai hum lewarning nahi kartay hain and blame forex ko kartay hain is liye hamay chaiye kay hum is mai bhut mahnat karen expirience hansil karen and gher bethayt aik bhut achaa profit kamin and loss naa ho hamay jis say learning trading ki karen.....................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                forex trading main loss isi business ka aik part hay aur loss ki aik reason bhe ho sakti hay aur multi reasons ki vaja say bhe loss ho jata hay but commonlly greedy and emotions ye 2 aisi reasons ya mistakes hain jin ki vaja say traders ko big loss ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X