forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Ham forex trading business me us waqt money lose kartay hyn jis waqt na to hamaray pas acha experience ho , na hamaray pass patience ho , aur greedy or risky trading ho us waqt hum money lose kar bethtay hyn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      dear doost,,
      sedhi c baat ha bhai jaan agar bina jane trade karo .itt mean k agar bina samjay aor sekhy tradeing karo gy to loss hi ho ga na q k ye to aik ayasa business ha jo sirf sekkh kar hi kiya jaye to ata ha aor bohat sai research mangta ha pyaareee..
      • #408 Collapse

        bhi app forex loss hone ka balkul yah wajah ho gee ka app ko forex kay baray itna knowledge our experience nhi hay forex ko join karrny say pehlay as ka baray may leran karna zarrore hay tak app ko loss no ho app jitnee practice forex may karay gay itna hi app ko knowledge our experience hasil ho ga
        • #409 Collapse

          Sahi kaha....make a target k humein din main 10$ earn karnay hain us say zyada nahi....kion k forex main lalach insan ko lay dobti hay.
          Jab ap din main 10$ earn karlo to phir dosri trade nahi karo us din. this is the best practise that I am doing.
           
          • #410 Collapse

            forex main boht c wja hain loss ki kiu k ya ik risky business or is business main boht sy people job kr rahy hein or boht c mistakes krty hain or is business main mistake krny wala zaida dair successful nhi rehta or wo loss main rehta hai
             
            • #411 Collapse

              bhai jan i think jahn tk abhi me is business ky bary me jnti hon bhai jan ye ik online business ha is ky liy ap ky pass proper knowledge or experinces hona bhut zrori ha ham is business ky bary me knowledge or experinces hona bhut zrori ha loss hony ki b waja yehi ha k ap is business ko smjhty nahi han
              • #412 Collapse

                bhai jaan jb koi b forex mein new ata hai to pehly usy loss hi hota hai kiun k us ko zeda informision nae hoti jab ap is kam ko karty jao gay to ap knowledge bharta jay ga aur ap is kam mein mahir ho jao gy aur ap ko loss kam aur profit zeda ho ga bus ap k loss ki asal yahi wja hai k ap abi juneior ho
                • #413 Collapse

                  forex me loss ki waja yahi he k forex me agar koi dil laga k kam na kare r forex me forex ko na samjhe r forex me hard work na kare forex ki learning na kare to loss to hoga ase me hme forex ko samaj k r forex ki learning karni chaiye.
                   
                  • #414 Collapse

                    my friend mere khiayal ma to forex trading business ma loss kerne ki sab se barri wajha hai logo ko forex market ka complete knoledge ka na hona aur trading experience ka na hona hai.
                    • #415 Collapse

                      I think part of the forex loss and all need process and all will be good with the focus and process all need and always remain patient will be very nice and all need the process and always wait will very well once and for all the need to process and always the focus will be very good indeed.
                      :cool:
                      • #416 Collapse

                        mere khyaal se forex business mein loss ki sab se bari wajah lack of knowledge hy bhaii.. ap k pass zada se zada knowlege hoga to ap ko loss nai hoga
                        • #417 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: javed233 پيغام ديکھيے
                          bhai jan forex ke ek he wja ha loss ke wo ye k humary pas trading ka best knowlige or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis krny ke bjay sedhy real acount par trading krna start kr dety han
                          Jee haan bhai jaan sahi baat hai hume loss hone ki ye bhi kafi bari waja hai ke hum forex ko bina seekhne start kar lete hain jis se hume kuch samajh me nahi aata is liye hum los kar dete hain.......
                           
                          • #418 Collapse

                            loss is indeed part of the forex and it should be removed and that's very bad once and all need the readiness and all should be run with focus and patience in trading is a very important thing once and for all need processes and patient and it was very nice.
                            :o
                            • #419 Collapse

                              dear bro merey khayal say hum ko is main loss is liye hota hai k hum is ko kam experience say start karte hain or is main is k bare main knowledge hasil kar k is ko nahiu karte hain is liye hum ko is main loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                bhai mai is bary mai yahi kaho ga k kabhi humy forex mi aloss hota hai tu hamare apne galti ki waja sai hota hai agar tu humy is kam mai lalach karty hain tu hamara he nuqsan hai aur bad mai humy nuqsan hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X