forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    forex mein loss honay ki koi ek waja nehi ahi sb sa phlay knowledge ka na hona hai phr ,no anlaysis aur no experience , no money mnagemernt , greed , emotion , no confidence , main loss is waja sa hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      valkum salam of course my dear brother i am agree forex trading business main experience kay na hony ke vaja sy loss ka hona . or ic main zada say zada pratice na hony ke vaja ho skti ha. forex trading business main serious attitude ka na or mistake decion lena .kun kay market aj kal bhot taz chal rahi hoti ha
      • #423 Collapse

        forex trading main loss ke wesy to boht sari reasons hain forex trading main loss ke main waja hai perfect knowledge ka na hona forex trading main agr ap ka knowledge theek nai hoga to ap zahir see bat hai kay galat tareekay say trade karen gay aur forex trading main lack of practice bhe loss ke boht bari cause hai forex trading main mistakes ko avoid kar kay loss say bacha ja sakta hai
        • #424 Collapse

          bhai forex main us wkt loss ata ha jab trader market ko baghar sochy smjhy is main kam shoro kr data ha jo trader sahih experience kay sath is main trading krty hian un ko is bat ka khatra na hota ha aor woh loss main na jaty hain
          • #425 Collapse

            ager hum forex may loss ki vja btana staret kary to poora chart define kerna pary ga kafi vjuhat hain like jaldbazi wait na kerna apna order close kerna bara volume use kerna or b bohot kuch
            • #426 Collapse

              Due to lake of knowledge and experience and lake of planning we can fail in forex and we can face loss in forex, so we should do learn more and try to make our experience and knowledge then we can expect to get the success and can earn more.
               
              • #427 Collapse

                forex me loss honay ki sab say bhari waja lack of knowledge concentration experince practice or time kamm daina hai in cheezo ko adopt karo ap ko loss nahi ho ga
                 
                • #428 Collapse

                  aap ko demo accounts pa kam krna chaye is ka bad real mian ana chaye agar asa kro gay tu loss ko kam krn amin maded mila ge wrna apa ko loss brhta he rehy gaa strtgy change kr ka dekh lain paisrs ko badal ka dekh lain shyd loss kam hu jaye
                  • #429 Collapse

                    forex main loss unhi logon ko hi hota hey jo is business ko achi trha se learn ahin kartey hain aur is main without knoweldge and experience ke is main enter hotey hain to un logon ko is business main always los shi hota hey.
                     
                    • #430 Collapse

                      FOrex bohat hi risky business hai aur is mein loss ki kai waja ho sakti hein aur mere khyal mein main waja ye ho sakti hai k without learning jab ap trading karte ho tu yaqeenan loss hi hota hai.
                      • #431 Collapse

                        dear ap ko chahye k pehly demo main trading karty or mukamal maharat hasil karny k baad real main aaty ap aesa kia krain k forum ki posts ko aek month tk read krain or trading main volum 0.01 rakhain or news ko bhi watch krain phir trad krain
                        • #432 Collapse

                          dear forex trading mn loss hmen hmesha apni istakes ki wja sy hi hota hy forex trading mn loss hony ki sb sy main waja trading k doran gredd krna hy agr hum greed sy bch jayen to mara loss km ho sjkta hy ya bilkul b khtm ho skta hy
                          • #433 Collapse

                            forex ma loss hamen kai treaqon say hota hay es ma baz okat to hamen es ma treading karty huy kahayal aa jata hay kay es ma agar ham over treading say kam lain gay to hamen benifit hoga or woh log jo kay es ma lalach say kam katy hain unhen bi es ma loss ho jata hay
                            • #434 Collapse

                              iski wajah yh ho sakti hay apnay yahn kay rules kko proper follow ani kiya hoga balkay ho sakta hay kay greed ki wajah say bhi asa ho sakta hay lakin apko chahaye kay yahn par kam karti rahaein awr apnay loss say experience gain karain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                i like it.Assalam o allikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non serious attitude ka hona aur ghalat decision lena kun kay market bohat taiz chal rahi hoti hay us waqat aap ka aik ghalat decision aap ko loss day sakta hay
                                . i love it...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X