forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    jab ham is ma zayda resk lata ha to he ham ko is ma boht pisa milta ha ya loss hota ha sab ka li ha forex ak ach busines ha sab ko is ma boht pisa milta ha ap be isma boht pisa kam sakt ho sab k liy ha forexak ach busines ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      bro agar ap ko loss par loss ho rahah a to es ki waja ya ha k ap ny forex ko learn ni kia huva or ap ko market k trend ki b samaj ni ha ap tuky sy trading karty ho jis ki waja sy ap ko loss he hota ha es lia mira mashwara ha k ap pahyl demo account use karo or achi practice kar k market ko samjo experience gain karo phir trading karo to ap loss sy bach k profit earn kar sko gy.
      • #333 Collapse

        Forex main loss hony ki sab se bari waja knowledge ki kami hai aur agar hamary pass koi khas technical knowledge nahi ho to hum is market main positive pips nahi laga sakte hain. lehaza hamain koi achi strategy talash karni chahiye ta ke right direction man trading kar sakien
         
        • #334 Collapse

          i think the main and the important reason of the loss in the forex is the skills ,if you will trade with the skills then you will get the success in the forex otherwise you cannot get the success ,the skills are the reason of profit and loss
             
          • #335 Collapse

            mea bhi yaha new ho is lia mjhea kuch kas tu nahi pata but jaha tak manea suna ha loss ki kas waja emotions pea controll na rakhna or demo mea practice na karna q ka demo sea hum experince gain kartea ha
            • #336 Collapse

              forex ek risky business hy is m lsoss ana koi bari bat nahin hy lossss sy hamen experienxe hasil hota or hum future m easy kam nahiun karty k jis sy experience hasil ho or loss a ajy
              • #337 Collapse

                forex ma losss hony ki sb sy bari waah hamara forex rules ko follow na rna hy is sy bari wajah or kia ho sakti hy k hum is forum k rules ko he follow na kren ..............
                and do not copy pasting plz avoid........................
                • #338 Collapse

                  forex ak acha busines ha sab is ma sab ka liy ha forex ak ach busiess ha sab ka liy ha sab is kam ko like karta ha sab ko is ma boht pisa apbe kam sakt ho sab ka liy ha forex ak acha business ha sab
                     
                  • #339 Collapse

                    dear har kam ko karne k liye pehly is ko seakhna hota k k ye kya chez hai aur ise kis tarhan se karna hai sooo trading k time bhi hame is kam ki proper knowlede hona zarori hai soo agar hamy is ki knowledge nai ho gi sooo hme loss hi ho ga soo trading main grip hasil karne k liye hame chahiye k ham demo account main jitni zada ho saky practice karen ..
                    • #340 Collapse

                      Assalam o allikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non serious attitude ka hona aur ghalat decision lena kun kay market bohat taiz chal rahi hoti hay us waqat aap ka aik ghalat decision aap ko loss day sakta hay
                      • #341 Collapse

                        jab ham is ma zayda resk lata ha to ham ko is a loss hota ha ya ak acha business ha is ma ham paty time kamkatr ka pisa kam sat ho sab ka iy ha forexak ach business ha sab ka liy ha forex ak ach business ha
                         
                        • #342 Collapse

                          acha sawal ha bhai apka forex ma loss hony ki sub say bhari waja pracitce na krna ha qk jab tak ap practice nai kro gay jab tak ap profit nai kro gay ya koi game nai ha asay banda begar kasay lalch kay kam krna chahiye loss honay ki aur ya bhi wajohat kay or koi log overconfidence ho jatay ha islay unko loss hota ha
                          • #343 Collapse

                            bhai forex mai loss hone ki ye waja hai k is mai lack of knowledge aur lack of planing lack of proper stratigy and lack of confidence aur is k sath sath kuch factors aise hain jis main ham like greed aur over confident aur emotional ho k decision making karte hain jis k waja se hmain loss ho jata hai
                             
                            • #344 Collapse

                              forex men loss khany ki main waja knowledge ka na hona hai is se hamain market ka pata nahi chalta or ham is men loss khaty hain is ley haman market ki pori learning se trading kerni chahye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                dear forex main loss hone ki bohat sari wajoohat ho sakti hen kiu k ye ek bohat he risky buisness hai aur haman kisi b waqat loss ho sakta hai dear is liye humen carefull ho kar kam karna chaiye dear

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X