forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    My dear friend app ko is liya loss horaha hai kyun ka app na abhi tak apna emotion ko control nahi kar sakta ho aur is ka lila wa app stop loss nahi use kar ta ho app zada sa zada demo use karo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      apny account kay balance kay hisaab say he risk lay sakty hai or es ka best expernce nahn hota ha is liy hum bary se bar loss kr bethty han or hum demo par practis agar to account main kaafi capital hai to phir big risk bhi kia ja sakta hai or agar..........
       
      • #138 Collapse

        bhai jaan forex trading main pata nhi kya waja hai aap ki koi bhi trade kabhi bhi zyada profit main nhi jati aap jo bhi trade open karte ho wo loss ki tarf hi chali jati ai aakhir aisa q hota hai
        • #139 Collapse

          There are many factors that gives us loss in the forex trading business and that are we are become greedy when we get some profit in forex trading business and we want to get more and more profit from forex trading business to become rich but we get more loss in it also we have lack of knowledge and we can not able to control our emotions in forex.
          • #140 Collapse

            g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu ka hu is sa thab tak loss nai ho ga jab thak hum is pa koi galte nai karty is sa huma loss nai ho ga.....................
            • #141 Collapse

              los hony ki wajha y hai k hm jaldbazi krty hain aur lalach hm ko los ki shakal dekhata hai hm aghr sai sy market ko dekhay aur thora saber kr k kam kary 2 hm los sy bech skty hain, is main hmara hi faida hai q k los main hm aur tendion main ho jaty hain aur phr galat faisla kr dayty hain .
              • #142 Collapse

                forex me loss hoany ki bari waja yehi hai k hum yah apay kaam ko seekh kar nahi karty hain bjae is kaam ko seekhnay k hum isay awe he karnay ki koshish karty hain jiss say hame yaha pay loss hota hai.
                • #143 Collapse

                  forex mai loss hone bohat se wajohat he laken ager ap comment ek line ka ho ya ap ne kisi ka comment copy kia ho ye ap ka comment post ke mutabiq nae ho tw is surat mai loss hota he ager ap chate he ke ap ka loss na ho tw demo account pe phale practice karen phr officialy ae,......
                  • #144 Collapse

                    forex me loss hone ki wajha yeh hoti hai aksar dekha gaya hai ke trader ka pass kam knowledge yea kam experince yea fir live trading me overconfident trade yea fir jada kamane ke chakker me bade lot size rakhkhe trade kare to loss hone ke jada chance hote hai.
                    • #145 Collapse

                      forex mai loass hone ki kaafi wajah hoti hain jis maai sabse bari wajah ye hai k ham forex ki learning nahi karte hain or bina jane ham forex mai trading karte hain is se hamen forex mai trading kar k loss hi hoga or kuch hasil nahi hoga...
                       
                      • #146 Collapse

                        dear forex me loss hony ke do waja hy pyhle to ap forex ky bary me nhi janty or loss ho geya dosre ap forex me kam kr rhy hy or os pr gohr nhi kr rhy or galte py galte kr rhy hy.......
                        • #147 Collapse

                          jee janab aisa hey key aap ko forex mey thab hee loss ho sakta hey jab aap ko koi ghalti kii hogi or aap ko problem thab hee create hoti hey jab aaptrade kartey hey laikin us mey koi bi power nahi hoti yaani tukkaey key base mey lagayi jaati hey
                          • #148 Collapse

                            dear forex trading business ma loss ki bohot si waja hai kiun k kuch logo ko forex trading business ma knowledge or experience na hona ki waja sy loss hota hai or kuch ko greed or emotion ki waja sy loss hota hai.
                            • #149 Collapse

                              Jab hum loss krte hian to us ki koi na koi wja zrur hoti ha us galti ko again na krain ye sikhati hai wo galti humain, bri lot se trade krna km knowledge or trading start krna ye achi habits nahi hian trading main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forex mai loss hone ki waja ye hoti hai k apne kai na kai smjne mai mistakes ki ho. forex ki knowledge le kar demo account mai zada se zada practice kar k market ko dekh kar samaj kr trading kare to loss se bacha ja sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X