forex me loss hone ki waja?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    forex main loss honay ki waja ye hay keh log lalach kar jatay hain, agar lalch na karian to phir loss bhi nai ho ga, meray khayal main to loss ki sab say bari waja lake of knowledge aur lalach hay, agar hamaray pass knowledge hay to phir loss honay ka khatra kam ho jata hay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      Aslam o alikum app ka sawal acha hay forex trading may loss karnay ki sab say bari vaja hay kay knowledge or experience ka na hona agar app with out experience kay trading karay gay to app ko nuqsan hoga is lya pahly app ko experience ki zarorat hoti hay
      • #948 Collapse

        Assalam to allikum ji bhai jaan baat ye existen kay forex currency trading major reduction honay ki kafi waja ho sakti hain jesay kay non severe perspective ka hona aur ghalat conclusion lena kun kay marketplace bohat taiz chal rahi hoti existen us all waqat aap ka aik ghalat conclusion aap ko reduction morning sakta existen.
        • #949 Collapse

          dear forex mein loss ki sab se bari waja tu apni investment se zyda ki lot size ha is liy trade krny se pehly ap trad market ka complete analysis kern phir ap ko loss nahi ho ga
          • #950 Collapse

            forex mein loss hony ki sub se bari wja ye hai k..knowldge or experience k bgair hi trading krna..or practice na krna.demo trading na krna.is liye learn then earn.
            • #951 Collapse

              main yahan new hoon aur merey khayal sey forex main hamain nuksan is liye hota hay jab ham hard work nahi kartay hama chahiye ham sabar sey kaam lain kiun kay forex main tab ziada kamyabi milti hay jab ham sabar sey kaam lete hain
              • #952 Collapse

                Mery khyal sy forex trading mein loss hony ki waja greed hy orr ic k sath sath forex trading mein loss hony ki sb sy bari waja forex trading ka knowledge orr experience na hona bhe loss ki aik big reason hy.
                • #953 Collapse

                  is ki bohat ziadah wajah hoti hai and wo ye b hosakti hai .
                  1. lack of risk management .
                  2. over confidence about the market .
                  3. lack of the trading information.
                  4. lack of experience.
                  5. etc etc etc etc..
                  • #954 Collapse

                    forex main loos hone ki bohat si waja ho sakti hain sub sa bari waja forex main greedy aur proper knowledge ka na hona is waja sa zayda tar trader ko loos hota hain aur new trader he aysi mistake karte hain expert trade to bohat souch samaj kar trade karte hain
                    • #955 Collapse

                      forex men loss hony ki waja knowledge ka na hona ha or trading k bary men experience ka na hona ha is waja se loss ka samna karna parta ha agar behtar knowledge ho to loss se bacha ja sakta ha
                      • #956 Collapse

                        forex mein loss hona toh mamoli baat hai lakin hum is loss ko rok sektay hai agar hum aik ache strategy istamal karey or apni lot size kam se kam rakhy or humyshah condition ke motabik trade karay or tp or sl zarror lagain or profit hasil karey.
                        • #957 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdulmoiz
                          yar forex me lose ki main waja humare apni galtiya hoti hn jis ki waja ce hum yha loss krte hn humi apni galtiyo ce hoti hn humi greed or jald bazi ki wja ce bht nuksan hota hn humi ya chezo ce tw dur hi rehna chae hn or loss cebachna hn tw learning n planing strong karen IN SHA ALLAH zaror prfit huga bhai apko
                          Right. Learning is more important than investment because if you invest less money to start trade you can make huge profit only if you know how to trade
                          • #958 Collapse

                            Forex me loss hony ke waja yehee hoti hy ke aap baghair seekhy forex me apny pesy invest kr dety hyn es ke elawa agr aap trading ke doran greedy mind use krty hyn tau aap ke leye loss ka sabbab ban skta hy, so aap ko bilkul cool mind ho kr forex trading krni chaheye.
                            • #959 Collapse

                              Dear sir forex trading business aik risky businesses main loss honay ki sab say bari waja hum trade open kartay waqat apnay risk ki management nahi kartay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Ap ke loss ke waja ap ka kam expirence hai q k ap new hain isliay pahlay forex pay prectice to lazmi hai bagir samjhay forex pay to loss he ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X