loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex kai baray mai kuch ghalat faihmiyan hain jaisay kai yeah app ko raton raat ameer bnadaita hai .........yeah kia short cut hai forex tu yeah sb ghalat faihmiyan hain jinko jitna jaldi dur kardia jai tu acha hai....agr hm zyada profit k chakkr mai over confidence ho kr trade kren to loss ho skta hai or is se bachne k liye hm chahye k hm greed se bache or loss ka darr bnaae rakhe or munaasib trading karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji haan forex mai kafi logo ko loss ka dar rehta hy hamain chiay k is dar ko khatam kar dadin and fresh ho ke tension free ho ke trading ki akarain ta ke hum achi earning kr sakin. darain gay to kabi sccuessful nai ho skain gay
      • #183 Collapse

        bhai jab tak ap ko trading men loss hone ka dr hoga tab tak ap acha profit nahe bna sakhte acha profit bnane ke lye zaruri he ke trading kerte waqt aap poori trhan confident hone chahyen ..
        • #184 Collapse

          Of course Dear bro yeh baat 100% right han k hamary andar loss honay ka dar hota han or yehi reason han k ham phir is man loss kr bi detay han or agr ham is man feel free ho kr bathy ga mean's k without loss fear k to maybe ham is man earning or profit took krskty han or hamy koi problem nai hogi.
          • #185 Collapse

            Risk lena to zarori hai kyun without risk forex trading impossible hai risk to loge to hi apko profit milne ka moka milega warn sirf paise haath main liyeh phirte rehne se kuch hasil nahi hota.
            • #186 Collapse

              dear ap ne thek kha k hum sub ko forex ma loss hone ka dar hota hai aur us dar hi ki waja se hum forex per risk nae late hai hum risk nae late hai aur loss se bach jate hai
              • #187 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: imiuser303 پيغام ديکھيے
                lose ka dar har bussines man may hotah hy kay us ki koi bhi wrong stepo say ussy lose na hojye issliye apko apni traf say bilkul 100% worked hard karni chiye baqi apkja apna luck aur allah say pray karthi rahna chiye
                Jee haan bhai jaan bilkul sahi kaha ap ne loss ka dar hume har kaam me hota hai agar hum apne dar ko qaboo kar lain to hume forex me loss bilkul bhi na ho.....
                 
                • #188 Collapse

                  g han jo b busnus men hay usy loss ka dar hota hay humain or loss ka dar hony ki waja say hum galtian kam karty hain jis ki waja say humain zyada loss nai hotab loss ka dar hota jis ki waja say humzyada riski kam nai karty
                  • #189 Collapse

                    jee bilkul mere bhaai loss ka dar tou har insaan main hota hae jo bhi yahan oay kaam karta he.. wo yeh he sochtya hae k agar maine ziada volume lga k trade ki tou loss hua tou wo buhat ziada hoga iss liye woh zaera dekh bhaal k kaam karta hae or kam risk leta hae..
                    • #190 Collapse

                      loss key tension nahi lny chahy warna loss sey ap ko bohat he tension ho gey is leye ap ko chahey ky loss sy door he rahey to best hai warna loss key sewa kuch hasal nahi ho ga loss ka dar nahi hona chahey ..
                      • #191 Collapse

                        ji han jnab me apki is bat say agree hn forex me ko join krnay wale log pta nai kya soch kay ate hain kay forex hume ameer ker daig aesa bilkull b nai hai ager ap kay pass traing ko smjhne ki or us me trade kerne ki potential hai to ap lazmi trading me earn ker skhte hain
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: imran12 پيغام ديکھيے
                          kiya ye bat drust hai ke ap ke andar loss honay ka jo dar hota hai wo ap ke liye behtar sabit hota hai q k is se hum bhot xiada risk lainy se bach jaty hain ?









                          o janab g loss ka dar tu her business ma hota hai or ma nai samjti ho k loss k dar ki waja sy insan koi business he na karye kiun k dear her cheze k advantage or disadvantage tu hotye he hai samj k karo gye tu advantage mila gye or wase he karo gye tu disadvantage ho gye.
                          • #193 Collapse

                            mere dost loss ka dar har bussines mein hota hai ke us ki koi bhi wrong stepo say ussy lose na hojye issliye apko apni traf say bilkul 100% worked hard karni chiye baqi apkja apna luck aur Allah say dua karti rahna chahiye.
                            • #194 Collapse

                              forex mein loss ka dar tpu har kisi ko hota ha kiyun k har koi idhar profit karny aata hai lekin jab profit ki jaga loss ho jaye, tou usey pasion se zada apny time spent pe afsoss hota hai k us ney itna time lagaya phir bhi loss ho gaya, iisi liye log loss se darty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Agar ap is business main loss ke matiliq darte rahen gae to ap kuch nae kama sakte aur ache businessman nae ban sakte loss is business ka hisa ha yeh bat ap ko man lene chahe.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X