loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g ha sir aap nay thek kaha hain ye sahi bat hain k humaray andar jo dar rahyta hain forex mai loss honay ka wo humray liye acha hota hain jis se hum forex trading mai risk kam lety hain or is mai greedy karanay se bhaj jatay hain or kam risk se profit gain kar lety hain or usi mai khush rahty hain...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      business me to loss hote he he jab ap business kry ge to soch ly ky profit be es me ata he aor los be hota he mgr loss tara hota he aor profit ziada ata he try kro ky nuksan tora ho kab ho be jata he ye be nahe kaha ja skta ky nahe hota he ho jata he
      • #138 Collapse

        Assalam o alikum dear friends ham jo bhe business start krte hean usko acki tarah learn krke or samaj kar start krte hean or yehi forex treading me he forex ko itna app learn kren ke app ko usme loss ka darr he na ho.................
        • #139 Collapse

          haan gee bilkul forex trading mein trading krty hoe loss ka der aap key leye bhtt acha sabit ho ta hai kyun key ager aap ko loss ka der ho ga aap tab hi us se bachne ki koshish kren gy is se aap ko loss hone key chance bhtt kam ho jaty hain
          • #140 Collapse

            loss ka dar us wakt hota ha jab apko ismay malumat naho to ap is may trade lag do or wo tarade nagetiv chali jay pir apko is ay loss ka dar ha
            • #141 Collapse

              Of course Dear bro yeh baat 100% correct han. ham sab k andar loss honay ka fear hota han or yehi reason han k phir ham is man reality man bi loss krdetay han but agr ham is ko business samjh kr k kary i mean k ham yeh soch kr kary k yeh business or is man profit or loss hota hi rahta han to i think phir ham is man shortly successful ban skty han.
              • #142 Collapse

                har business mai los ka dar hotha hai forex mai bi loss hony ka dar rehta hai eska faida ye hotha hai k ham loss ky dar sy learning or pratice ziyatha karthy hai or high rik bi nahi lythy hai or ham aram sy earning bi karsakthy hai
                • #143 Collapse

                  haan g aap nay thek sawaal kiya hay. yhe dar her banday main hona chahye taa k wo apnay investment ko mehdod rakhay aur big risk say bachay. taa k kam risk say zyada faida ho jae
                  • #144 Collapse

                    wase to har nya trader me yeh chez dekhne ko mily ge ku ke humy is ka itna experince nahi hota lakin jasy jasy hum is me expert hote jate ha to or ghltyo se sabaq sekhte jate ha to yeh dar khud ba khud khatam hota jata ha,,,
                    • #145 Collapse

                      main ya samjta ho k forex mein dar bhi kabi kabi bhut ziada loss karwa deta ho kyun k jab aik trader dar dar k trading karta hain tu us se koi na koi mistakes ho jati hain jis wo forex mein loss karwa leta hain . forex mein agr hum planing k sath chalta hain tu na hum ko dar loss karwa skta hain aur na he koi aur cheez.
                      • #146 Collapse

                        hame is bat ka ilm he k forex men loss ka bhi der rehta he is business me hard working bohat zaroori he knowledge or prrectice bhi kerte rehna chahie demo account he hi is lie ke ap is k bare men achi practice ho jaye or koi loss na uthana padh jaye ................thanks
                        • #147 Collapse

                          g bhai ye bat tu darust a k har ek k andar loss ka dar tu hota hai chaye wo koi b kam kre hacha ho ya bura jise k hmne forex k business ko join kia hai us main b hamain loss hone ka dar hai kyun k loss hone ka koi time mukarar nahi hai main sab ce ye hi kahoon gi k khud ko bhadur krain jitna darain gy utna marain gy
                          • #148 Collapse

                            ji haan ye baat durust hai jo humary under loss ka dar hota hai wo humary liye bht behter sabit hota hai jis ki wajha say hum bht soch samjh ker full experience k sath trad kertyhain sahi decision laityhain is terh ahumara loss ka margen kam or profit ka zada hojata hai.
                            • #149 Collapse

                              We may suffer losses in forex trading, because yes, my opinion, greed and emotions in forex trading that is very dangerous. Therefore, we should be able to control himself in Forex. This is my opinion.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Forex may loss ka dar tb hta hy jb ap es may bgher sekh kr kam krty hyn,agr ap forex may kam knowledge hasil kr ky aor practice sy kud ko tyar kr ky kryn to ap ko loss ka dar nai ho ga blky ap ke achi earning ho ge forex may.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X