"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    ku ka jab ap points bantha ha to un points ko foren tarding mah lagnha chate ha yah bhi nahe suchata ha ka jes chezzz ke tarde kar rhe ha wo drust bhe ha ka nhe or is wajha say hm log loss kartha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      forex mai loss ki bohat c wajohaat hai aur es mai sab se bari waja ye hai k ap ko es ka knowledge nahe hai aur es k leye tu bohat sa proper knowlegd ki zarorat hai aur
      • #228 Collapse

        kafi reasons hoti hain har kisi ki kabhi hum log achay sa market nahi dakhtay kabhi depress ho kr kam kr rahauy hotay hain asay hi kafi mistakes ho jati hain
        • #229 Collapse

          Is ki boht sari reasons ho sakti hein,, for example ,, apne koi business start kia hao,,or ap ne us ka kisi se mashwara bi ni lia or start ker dia,,or ap ko is business k bary men how know bi ni hai,,tu ye ap ki loss ki waja ho sakti hai,,or ap ki laperwahi bi ap ki loss ki waja ho sati hai,, kisi kam k liey ap ki na ehli bi loss ki waja ho sakti hai
          • #230 Collapse

            Main jab new enter hua es karobar min to meire loss ki bunyadi wajah meiri knowledge aur information min kami thi magar jeise jeise main ne ziayda time deiya yahan pe to humari knowledge aur information min ezafa hota gaya. Ab main ye keh sakta hon k meiri knowledge aur information mi to kafi ezafa ho gaya he magar mujhe abhi apne jazbat pe qaboo pana he because meire loss ki bunyadi wajah meira jazbati trading karna he.
            • #231 Collapse

              forex trading main lost honay ki sab baray wajy with learning work ko start karna hai jb forex kay baray main malumat nahi hogya hum sai kam nahi kar sakty humain is main lost hogaa lihaza sab say phly kam ko samj lay phr kam start karian
              • #232 Collapse

                jald bazeeeeeeeeeeeeeeeeeeee aur lalaccccccccccccccccccchhhhhhhhhhhhh ha loss ki wajay aur experience ka na hona b aik waja ha is liye trdig zara soch samajh karni chahiye ta k ap ki mehnat wasteeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee eeeee na ho
                • #233 Collapse

                  dear bilkul thik kaha ap ne k sab se important reason loss hone ki emotions ko control na karna hy wo is lie agar ap ko forex main trading k doran loss bhi ho jata hy to ye ap ki mistake hy ap ko apni mistakes ko remove kar k dobara trading kar k apna profit earn karna chahye
                  • #234 Collapse

                    forex trading man mostly jo logon ka lost hota h us man jo main reason hoti hain un man sab se zyada lalach aur emotions ka control na kar paana aur without experience kay trading karna aur iske ilawa demotrading na karna ye main kuch reason hain jin ki wa se forex man mostly loog apna loss karte hain so is lyee forex trading jab bhi karen to apne emotions ko undercontrol rakhen aur experience hasil kar k karen
                    • #235 Collapse

                      yuppp right loss ka reason yehe hai k hmey practice nahe hoti hm begair practic ek he shuru ho jty hai... or es waja se hmey loss ho jata es liye behtar hai k hm phely demo account per practic ekry.
                      • #236 Collapse

                        fore xme loss ka to kai reason hota hai apako jitana bhi loss hota hai usse apako learn karna milta hai gara aap sahi taraghse trade karta hai to aapko bahutsara profit milts sakta hai ye bahut hi badiya km hota hai
                        • #237 Collapse

                          AOA. g han bhai shb ap na bilkul theakkha ha hum appni galtion ko serf demo sa hi darust kar sakty han ap na bht achi advice di ha ap ki bht mahar bani.
                          • #238 Collapse

                            dear bhot se reason hain loss hone ke ap copy write krte hain jis ki waja se ap ko loss hota ha ap lalach na kren aur full leasrning se work kren tb hi ap ko profit ho ga otherwise ap ko loss ho ga agar ap rules ko followni kren ge
                            • #239 Collapse

                              Sub se badi reason loss ki greedy hai fir demo par par practice na karna hai aur is k bad aksar log indicator aur news ko follow nahi karte jes ki wajah se unko loss bardasht karna pardta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Forex loss ki ak hi waja hoti hai aur wo hai hamri mistakes jab bhi hum koi mistake karty hai tu hamy loss hota hai. tu ye mistakes hum lack of knowledge aur less experience ki waja se karty hai tu hmy phly in chezo ko sikha chahye phr tarde start krni chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X