"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Forex tradnig mai loss honay ke kafi saray reasons hain . sab say bara reason tu emotion ka control na hona hai jis ke wajha say experienced traders ko b trading kay doran loss ho jata hai . iss kay elawa ziada tar loss traders ko trade open karnay mai jald bazi karnay say hota hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Yes dear ap ki bat thek ha hume is ma lose be hota ha ur profit be is ma hume experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein agr hamre paas experience bo tu
      • #378 Collapse

        mery khyal main loss ki bohat sari reasons ho sakti hay agar humary pass trading kay bary main kam knowledge hay to es waja say humay market main loss ho sakta hay aur agar hum lalach karen gay to es waja say bhi humay loss ho sakta hay
        • #379 Collapse

          hum jab is k rules ko follow nai karty hain aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience ho ga tab hi hum is main acha earn kar skty hain aur trend ko use kar k earning karein
          • #380 Collapse

            loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur experience hog ga tab hi hum sucess hon gay it is bst
             
            • #381 Collapse

              hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay it is best
               
              • #382 Collapse

                Mery khial main jin logo ko loss hota hy uski waja yeh hoti hy k unko bahut ziada jldi hoti hy ameer bnny ki aur yehi lalach unko dabo deti hy to mery bhaio forex trading main trading k doran na to ap jazbati hon aur na hi ap lalach kro phr ap dikhna apko loss ni ho pka
                • #383 Collapse

                  forex main deposit loss keny ki kai reasons han for example lose your patience ,lacke of experience lack of knowledge and lack of skills ye main reason hn forex main loss krny ki ager ap ne good trader banna hy to in per overcome krna ho ga
                  Signature removed by moderator
                  • #384 Collapse

                    sab say bari waja hi loss ki wo hi kam knowledge huna awor sab say bari waja hi greed karna lalach ma aa ky loss kar bahtana ya sab sya bari waja hi ap ko cahyea ager ap ko loss hu raha hi to trading band kar kay sab say phaly forex ko jany awor demo pa kam kary paher asal account pa aa kay trading kary
                    • #385 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: work21 پيغام ديکھيے
                      The main cause of my loss in the trading business is not able to controlling emotions till now and i have not a sufficient experience in this business,so i accept my loss because this is my mistake,so i am improving in the demo account,and i think demo is necessary for every one to get experience of this business.
                      Forex trading Mein Los cabos a reason they ho sakti hai K traders Bina learning k hey profit banane ka sochte hain aur traders Thodupuzha feet banane ke Baje Jyada profit banane ki laalach Karte Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #386 Collapse

                        Assalamu alaikum bhai Umeed karta hun aap bilkul theek thaak Honge Hum Sab Ka loss hone ka sabse Jyada reason Yeh hai ke hum bahut zyada jaldbazi kar Jate Hain aur doosre number par abhi market ka knowledge bhi nahi hota Jis wajah se nuksaan Utha na padta hai
                        • #387 Collapse

                          Loss ki main reason i think yahe ha k baghir samjhay forex ko us pay trade lgana. Forex ki education k baghir ap kbi bhi achay trader nai ban sktay. Jb aik banday ko forex ki bascis k baray he ilum nai to usko profit kesay ho ga. So get proper knowledge about forex ta k ap loss say bach skain.
                          • #388 Collapse

                            Forex market mai loss ki reason ya hai.
                            1 greedy
                            2 emotional trading.
                            3 begar analysis kay trading
                            jo trader forex market mai en factory kay mutabique trade krtay hai tou wo forex market mai loss krtay hai. es lye forex market mai loss ko control krna hai tou ap ko forex market ki learning krna hai tou ap forex market mai trade kr sakty oh. aur profit bhe earn kr sakty hai.
                            • #389 Collapse

                              Re: &quot;What is the reason for your loss?

                              Bahi ma nay abi real trading start ki he nai hy ma nay abi asi month he join kia hy. Demo ma practice karta hun abi as ma b loss hota hy vja aur kia honi mj ko abi trading ka sai say knowledge aur experience nai hy aur ya he main vja hy meri loss ki.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Re: &quot;What is the reason for your loss?

                                Forex trading memory loss ki Peeche Mera Peer hai jo Mujhe is Kabil nahi hone data km trade ko Jyada der open racks Hoon Aur meri trade Nazeer lost my J Akshar Kaat main dekhta hoon Jab Main Aise station main trade co close kar deta hoon aur baad mein meri trade profit Mein Band hoti hai to mujhe samajh Aati Hai Ki Main Kahan galat aur kahan se hota Hoon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X