"First time small amount is suitsble.is it"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    G haan ibtida may small amount say hi trading karni chahiyah takay practice bi zayada hojaia or loss bi na ho jasay jasay experience zayada hota chala jaia ga wasay hi aap amout zayada kar kastay ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      ha agar aapko lagata hai ki aapko sirf test ke liye forex me trad karana hai to aapko kam amount se start karana chahiye taki aapko pata chale ki forex trading me kitana risk hota hai aur aap demo me bhi try kar sakte hai agar aap khud ke paiso ka risk nahi lene chahaye hai to isliye aapko demo bhi khul sakte hai aur forex trad karana sikha sakte hai
      • #138 Collapse

        ya you are definatly right i agree with u u asked very nice question every new one should start their first trading from small amount their lossing possiblity is very hight in intial stage
        • #139 Collapse

          yes brother ap ne thek kha k first trade karne walo ko chaye k forex ma kam amount ko trade kary because kam amount ko trade karne se un ko loss b kam ho ga because new trade karne walo k pass experience kam hota hai
          • #140 Collapse

            my dear friend agar aap soch smhaj kay kar rahey ho to app first me b acha earn kar sakty hain ma forex business ko bohat he zada pasand karta ho forex is usually a great online good business ma ne forex business pay gar beth kay bohat sa profit earn kia ha i like forex business;;;;;;;;;;
            • #141 Collapse

              han aisa hi krna chahe jab tk sahih is main smjh na a jae tb tk is main small investment sy hi kam krain gy to sahih income ka zaria bny ga aor is sy achi income bn jae gi
              • #142 Collapse

                janab mere khyal se first time ap ko small amount se hi trading karni chahie or phir jese jese ap ka experience increase ho jae ap apni amout bhi increase kar len
                • #143 Collapse

                  If you learn perfectly all terms of the Fores business then you can invest big amount but perfect is a small amount that create your confidence, make you perfect businessman and it has low risk.
                  • #144 Collapse

                    forex main start smal account invest sy krain to achi bat ha kion keh is main sy learning phly kr lain phir us kay bad is main sy earning ziada bad main krain
                    • #145 Collapse

                      assalam-o-alaikum jee janab bilkul humain apni first trade kam amount se karni chahiye because agar aap ne is ke bare mein achi knowledge aur learning nahi ki hogi to aap ko loss bhi hosakta hai...
                      • #146 Collapse

                        yes jab aap pehli pehli baar trading kar rahey hoo live account pey tou mera yehi mashwaaraa hai key aap thorey paisay invest karo and phir usi par trading karo takey aapko koi big loss na ho aur aap loss par regret na karo.
                        • #147 Collapse

                          dear, mae tou yeahi suggest karunga k starting mae kam capital invest kiya jaai takae agar apko knowledge naa ho aur loss hojaai tou woh ap bardasht kar sako , warna zada capital bhi invest kar saktae ho par apki trading knowledge pae depend karta hai
                          • #148 Collapse

                            je haan ap jab be first time invest ment karay tu small amount se he start karay agar es mein kud ku successful karna chatay hain kiyon k ye work he asa hai es mein tention na ley thankful for questio
                            n
                             
                            • #149 Collapse

                              Jee haan mein app ki baat sy agree karta hon. Jab app busines start karn aur forex trading mein bilkul new hon tu pehly basics ko learn krn aur phir demo account ki taraf ain. Phir next step par app capital invest karn aur is capital ko limited rakhn q ky app is market mein new enter hoty hn tu app ko market ka pehly idea karna chaieh.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ge ha ye bahut he new trader ki liye ye zarori hai ka start mein small capital sa trade ki jay ager ap zada invest karo gay tu to ap ko zada loss ho ga kyu ka ap ka pass skills aur knowldge nehi hoti aur mistakes aur greed sa trade karty hai intial stage ma less low ammount se tradin g krna chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X