Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Well mera khayal to yeh hai ke forex ka kaam krnay se pehlay user ko kissi expert se training le leni chahiye or abb to forex itna famous hai ke easily trainer mil jata hai. So main personally recommend bhi krn ga or khud bhi kissi trainer se train ho kr kaam start krn ga takay safe side per rahoon. So think about it and then start your work confidently.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      forex trading 1 aesa business ha k jis mein hamein agar practice ha to hamein es mein loss bohat kam hota ha lekin agar ham es mein serious nai hon gay to hamein phir es mein loss hoga otherwise hamein es mein loss nai hota
      • #408 Collapse

        my dear brother assalam,o,alaikum mere khayal se to aisa nahi hota practice sahi nahi ki hogi ya to wo isko sahi smja hi nahi hoga
        • #409 Collapse

          practice k baad b loss hona koi bari baat nai hai dost. dil choota nai krein aur himat se kaam lein. forexek daam se kisi ko ameer nai banata hai. practice krty raho aur himat se kaam lo. ek din zaror profit ho ga. jo jitna zada loss bardash krta hai usko utha zada experience b ho jata hai jo agay ja k bhot kaam ata hai.
          • #410 Collapse

            g han bht practices krne se b is main se loss ho jata ha ku k ye bht hi risky business hai magr ham hardwork kr k mehnat se is ko samj k kren ge to mere khyal se is main se kbi b loss nahi ho skta agr ham samj k kren ge to is main se bht sare paise b kamaye ja skte hain.....
             
            • #411 Collapse

              practice k bad b loss ho jata hai kun k jab hum domo account pe practice karte hen to wahan humare pas balance kafi ziada hota hai to hum bina soche samajhe order place kar dete hen kun k jo pain humen real account pe hoti hai wo demo pe nhi hote so hum trade laga dete hen jis se humen loss ho jata hai
              • #412 Collapse

                agr loss kr hi jaraen hen tou ap ghour karen k ap loss q kr rae hen loss ki waja dhonden or dekhnekis waja se ap loss ap kr rae asy hi ap achy trader ban sakty hen
                • #413 Collapse

                  ji yay aap sahi keh rhay hain demo p hum fearless ho k trade open close kertay hain usp leverage aur capital bht ziada hota hay jiski waja say hum loss p waisa feel nhi kertay jaisa hum real account p kertay hain jahan humary investment limited hoty hay.
                  • #414 Collapse

                    well jb aap demo account preactice k liye use karty hai tou aap ko pta hona chahiye k demo account sirf practice k liye hai aur aap ko demo account serious lena hoga tab he aap forex main kamyabi hasil kar sakty hian.s
                    • #415 Collapse

                      Demo account mein mein tu 200$ k sath practise keta hone owr 2 3 account khol kr khud k sath contest kerta hone..aik pe technical indicator k sath owr dosrey pe news k sath trade krta hone.... kabi scalping...kabhi long tradessss....es trah analysis kerta hone k konsi strategy behtar hai.........
                      • #416 Collapse

                        dear forex mai ap ko faida earn karo aru faida ta k ap ko es liye faida earn karo k ap acha earn karo aur jab tak ap ko faida es liye daikh sun k kam karo aur ap apni life ko set karna ho ga aur ap es ko ache se enjoy karo gy....
                        • #417 Collapse

                          forex main app ko practice karney k bad b agar loss hota hai to pp forex ki learning karo or demo main us ko aazmao tab app ko kamyabi mil jye gi
                           
                          • #418 Collapse

                            dear aisa boot hi kam hota ha k agar hum practice karian or loss ho aisa boot hi kam hota ha agar hum practice karte hain too is ka matlab ha k hum learn karte hain agar hum learn karte hain too hum samaj lain k earn kar rahe hain , forex ma learning is the main step of earning,,,,,,
                            • #419 Collapse

                              dear friend forex aik business hai or business main to loss kabi kabar ho hi jata hai is liye hum ko mayoos nai hona chahiye or is bat per gor karna chahiye k hum ne kon c galti ki hai jis ki waja se loss ho raha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                g han practices k bad b ap ko is main se some time loss ho skta hai ku k ye bht risky business hai is kiye is main se b loss ho skta hai is liye forex business main bht acha experinece r proper knowledge ho tb hi s main se bht achi earning ho skti hai.....
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X