Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    asslam-o-alikum, g bhai ap ka bohat bohat shukriya k ap nay ye baat batae, mere khayal mein agar hum apnay demo account pay bohat ziyada dhayaan aur tawajjoh say kaam kren gay to hamien loss kam ho ga kyun keh hamari practice bohat achi ho jaye gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Forex trading main trading key practice kay bad b hamain loss ho sakta ha .is leya kay ya aik risky work ha or is main hamain bohat mohtat ho kar kam karna arta ha . or tab he earning karneyhotey ha .
      • #393 Collapse

        buhat hi achi ho or haqiqat pasand bat ki hai ap nai mjhay to ap ki post buhat hi psand aye hai or aisa hi hona chahye jitna ap invest karsaktay hai utna hi ap ko demo account mai practice kartay waqt lena chahye
        • #394 Collapse

          g mn smjta hun ky aisa ho jata hai ky hm ko practice ky bad bi loss o jay magar is bar loss ziada ni hota r losss honmy ky chanavces b km oty hain is lia mn smjta hun ky hm ko is kam ky lia
          • #395 Collapse

            assalam aalaikum friends.. jasay k bhai khai rahy hai k tarding mai in ko loss hoa hai.. tou mai yai batata chalo k try try again ko mind mai rakh kar ap apni life ko start karay.. aur ek cheez yai k ap himat say kam lay inshallah next time u will succeed .. thanks
            • #396 Collapse

              dear humen forex k business se pehle demo account per achi practice karni chahiye kiu k demo account b real account ki tara he hota hai aur humen isay real account ki tara he use karna chahiye to phir hamare liye best rahe ga
              • #397 Collapse

                practice ky baad aap ka loss kam hota hia aur demo account say ham forex ko learn kar saktay hay aur practice kar saktay hay and real par ham trading kar kay money made kar saktay hay isi liye aap ko chayei kay forex ko learn karay takay aap mustakbil mein aik achay trader ho aur achi money made kar karay .
                • #398 Collapse

                  ap ko demo account par practice karny hogi tab hi knowledge hoga and apnay emotion control karna chayie kiyon kay forex aik great business hay and risky bi sath saath ager ap kay pas knowledge hay tu yeh ap kay liye profitable business bhi hay aur is mein earn karnay ki koi limit nahi hogi ap kay liye isi liye ap ko chayie kay forex ko learn karay takay achi earning kar sakay .
                   
                  • #399 Collapse

                    han g thek kaha ap ne demo account ko hum ko bohat profit hota hai lakin jab hum real account main jatay hain to huim ko loss hojata hai.real main hum depression ka shikar rehtay hain aur koi na koi galti kar detay hain.
                    • #400 Collapse

                      jee bhai jaaan kuch log pratice aisy krty hain k bss formality pori krty hain ... wo dil laga k kaam nhi krty learning nhi krty hain jis ke waja sy wo real account ko join krny k baad b loss b krty hain ....
                      • #401 Collapse

                        practice zarori hai aur loss dono hotay hain aur yeh aap ki luck hoti hai ky forex mein aap ko loss aur profit hota hai is mein aap ki effort involve hoti hia aur aap is business mein effort kary ky money make kartay hain aur yeh business always reh ga aur mein is business par work karta raho ga.
                        • #402 Collapse

                          g hain gforex aik bhbut acaha kam hsin is mahum ko risk linu hotu hainis m hum ko kam ka bhut experienc ehasal hotu hainsi very good bussiens ssi am hum ko kam ka bhut profit be hotu hainis very nic ebussine s si
                          • #403 Collapse

                            dear agar practice k baad b loss hota ha too pir ap ko forex par kam nai karna chaye q k jitna zeda hum forex par loss karte hain uttna hi hum jasmani b kamzor ho jate hain or hamari shate b sath dana chore dati ha dear agar forex ma profit ha too is ka ma loss b ha,,,,,,,,,,
                            • #404 Collapse

                              agr ap lerrning kr k, experience hasil kr k aur demo account per practice kr k kam krty to loss ka samna nai krna parta agr practice krny k bad bhi loss ha to ye bad luck ho sakti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                yar forex ik bussiness hai or har bussiness ki tarhan forex mai bhi loss hota hai iss liye ye baat bari nai keh loss hota hai profit hona koi baat nai loss ko manage karna bari baat hai kiyon ke jo log forex mai loss ko mange karna seekh lety hain un ko loss ke chances boht kaam hoty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X