Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    demo account main loss is lye kam hota hai kay us main agar trade phans bhi jay to hum close nahi karty aur trade recover ho jata hai Q k hamain account wash honay ka dar nahi hota, jb k real main agar hamin 5 dollars ka bi loss ho jaye to hum close kr dety hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      g haan sahi kaha ap ny k mostly traders demo pay practice krty waqt zyada equity use krty hain. . . .or real trade main wo thory balance sy trade krty hain is sy practice k baad b loss ho jata hy.. . .is liye jitney volume sy trade krna chahty hain prctc b utny he volume sy krni chahiye demo pay
      • #558 Collapse

        The daily volume of currency trading in the forex market up to 3 trillion dollars. And for comparison recall that the size of the New York Stock Exchange Activities of the shares does not exceed $ 300 billion per day, that is, it needs to be a half years for the New York Stock Exchange to reach the size of the currency market and an important learning Forex well
        • #559 Collapse

          Trading foreign exchange on margin carries a high level of risk, and may not be suitable for all investors must be learned so well does not come lossy large
          • #560 Collapse

            Haan baz dafa aisa h jata hai ka practice achi karty hain akin phr bhi reall account trading main loss ho jata hai tu iss se tensin main mat ayin ap ko is baat ka pata hona chaye ka ss is business ka part hai ap thri cncentratin karain ap k prfit h ga aur loss tu har business main hoyta rhta hai
            • #561 Collapse

              Dear if you do scalping in forex. you would like to do 5 mu time frame . because i am doing also in scalping in 5 mu time frame in my demo trading. but many trader do no like that. but i like also when i have free than.
              • #562 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen loss kafi hota ha or is business m hmen loss kabhi bhi or kisi bhi waqt ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me sbr se kam lyn or loss k waqt hmeshah us se lesson lyn ta k achi earning ho
                • #563 Collapse

                  forex trading mein profit hasil krny k liye practice krna demand nhi ha balky ap practice kr k profit kmana seekhein. ye baat matter krti ha. is liye apko practice se profit kmana seekhna chahiye sirf practice krny se koi baat nhi bne gi.
                  • #564 Collapse

                    agar apko perectic k bad b loss hai to ap again sy peretic karin demo account per work karin zeada sy zeada aor forex k barin mai achi tarha learn karin kahi sy
                    • #565 Collapse

                      My deer mery kheyal may to agr ap ki practice achi hay to ap ko loss ka chance hi nahi banta but bazz dafa isa hota hay k ap ki achi practice hony k bawajod ap loss kr lity hain is ki sab say badi waja ap lalach kr jay to ap ko loss hi hota hay ya ap jald bazi kr jay to isi sorrat may loss ho ga warna nahi
                      • #566 Collapse

                        dear forex aak business ha or es mein profit or loss to hona he hota ha har dafa profit he to nhi ho sakta na leken mere khayal sa ager ap ko loss hota rahe ga to ap apni oss mistake ko thk karen jis pa ap ko loss hota ha to ager wo mistake thk ho jaye ge to ap zeyada earn kar sakta hein
                        • #567 Collapse

                          G haan risk free forex trading ho sakti hai laikin us kay liyay plan, strategies aur knowledge important hai jis kay zariyay aap apna nuksan kam say kam kar saktay hain aur us ko coverup bhi kar saktay hain.............
                          • #568 Collapse

                            hrllow brother me ye samjata ho hame demo per practic kerty hoy forex ki real aount pe kam kerty hane to hamra loss ka chance kam re jata hy or hame demo account me kafi samj se kam kerna ho ga jis se hamey bad me real account per kam kerny me asani ho ge have a good day
                             
                            • #569 Collapse

                              bhai loss say kahbi bhi bhagna nai chahye ye to business ka aik part hota hay, agar aap loss ko apnay liye aik forwarding step bana lain to phir to aap ko loss say bhi faida ho ga lekin agar aap nay apnay loss say kuch bhi nai seekha to phir to aap ko realy loss ho gaya hay,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: fx-Soul پيغام ديکھيے
                                :confused:

                                so dear how are you i hope you are fine and very well

                                ap log demo par practs karty hain or phir apko lagta hai k ap real trading par bbhi kar lengy lekin jub ap karty hain to apko los hojaata hai asa q


                                to bat ye hai dosto k jub ap log demo par practis karty hain to whan ak ye k apka balnace kafi ziada hota hai q k buhat km los km karty hain or ziada balance par kafi km hoty hain chance loss k or 2srt bat k jub ap real tradiing karty hain to los q hojata hai wo is leay hota hai apka balance km hota hai or ap ki practis ziada balance ki hai to kabhi bhi demo par ak achi practic karni hai to apny account ko 100 usd par rakhne is se zizada ya km nahi kren


                                i hope usefull post

                                thanksss
                                jee bhai app ki post be use full hai aur app ki baat be theek hai ager hum demo per profit earn kerte hain to uss ki sab se bri waja yah he hai k hum demo per zyada balance per trading ki practice kerte hain jab k jab real account ki traf ate hain to iss main humara account ka balance kam hota hai :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X