Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    dear forex ke demo account par practi kar ke apko is se trading business ke bare me jo knowledge or experience hasil hota hai agr ap is ko real account par istemal karen gy tou apko kam se kam loss ka chance hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Assalam u Alikum dear..... :) bhai ik bat mind main rakhain k apki her trade k sath loss to lazmi shamil hoh ga qk jaise he ap trade open krtay hain wo loss main he hoti hai es leya loss khtm nhi kia ja skta...
      • #303 Collapse

        my dear loss is the part of forex when ever you loss your money then it does not mean that you are fail because loss is the first step of success.
        • #304 Collapse

          ager ap ko practice kay bad bhi loss ka samna ho to is ka matlab yahi hai kay apko abhi tak sahi tarah se trading nhen ai haior ap trade main mistakes per mistakes kye ja rahe hain .
          • #305 Collapse

            in the trading and in the worlds business then maiin thing is taht lose and the porfit in the business you havbe the experience of 20 years but you can bear the lose some thimes this is also place in the forex trading.....
            • #306 Collapse

              bahi bat pressure ki hoti ha jab ap demo par kam karty hain tu ap ko mently pressure nahin hota apni investment ka jis ki vjas ay ap relax ho kar kam kar rahy hoty hain or profit karty jaty hain lakin jab ap ko real main kam karna hota ha tu aik dum say ap apny oper market ka or investmnt k loss ka presure ly jaty ho or trading bhi dar kar karty ho yahe dar or pressure donoun mill kar ap say lss karwaty hain
              • #307 Collapse

                haha agr practice k bad bhi apko loss ho ap smjhein k ap ne tek se kam nhe kiya aur na he khud ku khush rakha
                   
                • #308 Collapse

                  yes dear yeh hamare knowledge or experiense pa depend karta ha agar hamare pas knowledge na ho to ham jo marzi kam kar lan us ma wo kam ap sa hard working mangta ha ise lye hame chahea ka forex pa bhi successful hone ka lye hame hard working karne pare ge so tb he ham kch kama saken ga.
                  • #309 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fx-soul پيغام ديکھيے
                    :confused:

                    So dear how are you i hope you are fine and very well

                    ap log demo par practs karty hain or phir apko lagta hai k ap real trading par bbhi kar lengy lekin jub ap karty hain to apko los hojaata hai asa q


                    to bat ye hai dosto k jub ap log demo par practis karty hain to whan ak ye k apka balnace kafi ziada hota hai q k buhat km los km karty hain or ziada balance par kafi km hoty hain chance loss k or 2srt bat k jub ap real tradiing karty hain to los q hojata hai wo is leay hota hai apka balance km hota hai or ap ki practis ziada balance ki hai to kabhi bhi demo par ak achi practic karni hai to apny account ko 100 usd par rakhne is se zizada ya km nahi kren


                    i hope usefull post

                    thanksss
                    dear friend ya to ap demo account ko use kartay waqat over confedence ho jatay ho kay bs ab ap acha kar lw gay or real mai atay waqt ap sy kuch nahi hota ya phr ap apnay kam karnay ka tareqa badlo...........
                    • #310 Collapse

                      jnab me aik bat apko btaon yar k ye is liay hta hy k jo ap log kehtay hen k demo pe itna faida hua hy itna hua hy wo is waja say wahan spread bht kam hta hy only 3 pips
                      • #311 Collapse

                        loss kabi bhe hamare pecha nahi chorta is lie ;oss forex ka ak part hota he is se ham bach nahi skate yh sath sath chlta rhta he is lie ham ne market me eanring karni he toh kuch planing krna ho gi phir hi ham profit zita or loss kam karte hen baki practice se hamako fida hi hota he
                        • #312 Collapse

                          Ji mere bhai bohat hi useful post hai ap ki ap bilkul theek keh rahe hai ke jub hum demo account par practice karte hai to by default us ke andar investment bohat zyada hoti hai jaha par loss ke chances bohat kam hote hia aur phir jub hum real trading karte hai to hamari investment kam hoti hai to loss ke chances zyada hote hai hai to humhe demo par practice utne hi account se karni chaiye jitna hum bad mai real account mai investment kar sake.
                           
                          • #313 Collapse

                            g nai ap ko pracice kay baad loss nai hoga ekuy kay es main ap ko practice hi es baat ki karwi jati hai kay ap es main kasay gain hasil kar skhtay hai es main ap ko practice kay baad loss nai hoga
                            • #314 Collapse

                              dear friends aj ka question ya hain practice k bad bhi loss. dear agar ap forex main demo trading account main practice karty hain to ap ko kafi balance hasil karty hain kuk is main bar bar practice kar k ap k loss ka chance kam hota hain jtni practice zada hogay demo account main is qadar ap ko fada hoga. ap achi earning chahty hain to ap ko zada say zada practice karna hogay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                dear mai is wajah se he tu kahta ho k forex ka work hard work nahi smart work hai demo par kam k leye ap ko damagh use karna pardta hai ap ne real account mai jitna invest karna hai ap ko os se be kam is mai balance ko rakhna hai aur fir ap ko practice karni hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X