Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Brother , forex aek bohat he acha buisness ha lekin is mein humen ek bohat he achi practice ka hona bohat zaroori ha lekin ham koi choti b mistake b karen gy to humen loss ho skta ha is liye carefull ho kar kam karna bohat zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear forex me trading k ley siraf practice hi zarori nahi hay, sath me market news ko b follow karna pardta hay or hardworking kar k experience or knowledge b learning karna pardta hay.
      • #153 Collapse

        practice k bad ye zarori nahi hota k app ko profit hi ho aur loss na ho loss to senior aur bohat experienced tarders ko bhi ho jata hai is liye is se khabrana nahi chaiye balke agey barna chaiye aur loss se sabaq hasil karna chaiye
        • #154 Collapse

          Agar ap ky pas experience ha aur ap ko phir bi loss hota ha tu ak problem ay bi ha ky ap ky pas market ka proper knowledge nae hota ho ga is liy ap loss hota ha
          • #155 Collapse

            agar hum ko practcie k bad loss hota hai to hum ko dekhna chahye k hum kesay is kam ko karty hain aur samjhty hain bina samjhay is cheez ko nahi karna chahye jiss me hum ko ye kam karna hota hai.
            • #156 Collapse

              yes it is a good reason for loss who trade well in the demo account :( so i must say that kay jo koi bhi demo account per trade ker kay
              practice gain karty hen un ko chahiay kay wo demo account ko real account samjh ker hi trade karen but ye hay kay main samjhtin hun kay aisa karna bohot hi mushkil hay her kisi peron kay liay.
              • #157 Collapse

                face the loss after the practice that they are not serious in trading about the forex trading, and they just want to earn money and do not try to learn more and not focus on work, every trader should be serious about the trading. :D
                • #158 Collapse

                  agar ap treading kar rahy hain or es ma ap nay prectice karny kay leay demo account ko bi join kea hay hay or ap es par apni treaning mukamal karny kay bad ap treading ke arf aty hain or phir apko s ma loss hota hay to apko chaheay kay ap es hawly say demo par discussion karen
                  • #159 Collapse

                    mery bhai agr hm is forum ko iman dari sy join kren or mahnt sy km kren to hmy loss nah ho ga agr hmary pas knolag hai axperianc hai to hmy loss nahi ho skta mera to yahi khyal hai
                    • #160 Collapse

                      mery bhaio app demo account ko real account samajh kar wahan trading karain to app sahi tarah se practice kar saktay hain ager app demo pe serious work nahin karenge to app kabhi bhi nahin seekh paye gay bohat se log demo pe tension free trading is liye kartay hain kyun kay humain wahan virtual loss hota hai...
                      • #161 Collapse

                        yes dear Practice kary kay baad b loss hony ki waja main yehe hay kay demo account pay hm practice bina kese dar say and with out any tension karty han but jab real trade karty han to ham normal ho kar nae kar paty or loss ho jata hy
                        • #162 Collapse

                          Nahi bhai jan mera nahi khayal k koi forex trading business mein practice k bad bi loss kar de q k agar wo demo account per profit karta tha to usy real mein bi profit he karna chahiye ya pher shayed wo lalach mein a k loss kar de.
                          • #163 Collapse

                            salam mery bhai practice k bad bhi ager ap ko loss ho jata he or nakami hoti he to koi tention na len or mehnat karen kun k jitni ziada ap hard working karen ge ap ko us ka phal zarur mile ga or trading kerte time apna dimagh bilkul fresh rakhen ap ko zarur success mile gi ...................thanks
                            • #164 Collapse

                              achy aur behtar treeky say apny sary kaam saranjam day sakty hain aur iss main humara buhat yada faida bhi ha aur kaam main aghy barhny ki lagan aur himat bhi ha iss main hi phr hum loss say achi tarah bach sakty hain trading me apko bohat dafa pactice ke bad bhi loss hota he or iski waja ye hoti he ke market kabhi bhi reverse ho jati he so market reverse hone ki waja se apko loss hota he jabhi apko hamesha take profit or stop loss ko use karna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yes my all dears friends forex main ap jitni zayada practice karo gay otna hi loss k chancis kam ho gay demo pe practice kary or jitna apne real account main belance rakhna hai otna hi demo main bhi belance rakh k trade kary phr ap successful ho gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X