Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dear Practice kary kay baad b loss hony ki waja main yehe hay kay demo account pay hm practice bina kese dar say and with out any tension karty han but jab real trade karty han to ham normal ho kar nae kar paty or loss ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      practice complete ki jy to loss nahe hota he faida hota he earning bhe best hoti he agr practice ky bad loss aik ya two bar ho to fr to koe baat nahe he mgr agr bar bar ho to fr nuksan he control karna chahy ky keo loss hota he aor es tara nahe hona chahy tha
      • #108 Collapse

        Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main practice kay bad bhi loss hojata hay wo sirif hamari apni ghalti say hota to us ghalti say seekhna chaheye takay loss na ho aur ye koi bari baat nahe hay kun kay seniors traders experience kay bad bhi loss kar jatay hain kun kay ye business hay jahan profit and loss dono hotay hain
        • #109 Collapse

          ji haan bilkul shai kaha ha apne hum demo pa jab practice karte hain tu hum bht kamyaab hote hain magar phir jab real trading karte hain tu hame loss ho jata ha iska reason ye hai k demo account pa hamare pas investment kafi hoti hai uar demo pa hum apni strategies se trading karte hain wahan hume ye hota ha k loss bhi hoya tu koi baat nahi lakin real pa investment apni hoti hai is liye loss ho tu khud ko hi hota ha
          • #110 Collapse

            yes forex mai loss kerna koi bari bat nahi biggners ko loss face kerty rahty hai loss is simple and profit is difficult ,profit ko simple bnay k liy apko mahnat kerna perti hai hardworking ker k knowledge gain ker k exeperince barha k ap profit ko b simle earn ker sakty hai
             
            • #111 Collapse

              jaha aysa bah kuch bah karna hota tha as kammkaha bara maha pa ko bah yayh achi lagta tah par ham as bat koh achi sa samj anhe sakta ha.
              • #112 Collapse

                dear friend forex main jitne practis ho utne kaam hai practis se ap ko experince hasil hota hai our loss b kbi ho jata hai kun k kbi kbi market move kr jati hai galat side py is se loss ho jata yai but hum wo loss recover kar skte hain
                • #113 Collapse

                  bhai jan ager ap is business ko join karty han to ap ko is business kay bary me proper knowledge hona bhut zrori ha ager ap practis kay bad b loss hota ah to ap kay pass is business kay bary me knowledge kam ha
                  • #114 Collapse

                    jan ha demo account pe jab ap practice karte hain tu ap ki andar ik confidence ata haap k andar skilss develops hoti ha.or agr is k bawajood ap jab real account pe trading karen or ap ko loss ho jay tu is ka matlab ha k ap ko abi or practice ki zaroort ha,ap ko kisi trader sy guide lena ho ge k kis waja sy loss ho raha ha.ap ko loss contrl karna ho ga ta k profit earn kar sakken
                    • #115 Collapse

                      g han apne sahi kaha he apko practice me zada bonus milta he to apko is bat ki fikr nhi hoti k apko loss hoga jab real account me kam kerte hn to apko loss hota he to ap preshan hone lgte hn.
                      • #116 Collapse

                        main samjta hoon demo account pe practice ke bad bhi ager app loss ke chance ko kam kerne main nakam hote hgo to is ki waja app ne demo account pe jab loss kiya to us mistke ko read kerke us se fida nahi utaha
                        • #117 Collapse

                          waja bhi bohat solid hy ke ham normally demo account mein bohat ziada balance se trading kerte hein jiski waja se loss ke chances kam hojate hein q ke jitna ziada capital hota hy utna hi risk factor kam ho jata hy.. sp traders demo account mein utna hi balance rakhen jitna aap ne real account mein rakhan ho
                          • #118 Collapse

                            janab app ki bat theak ha ka bar bar practice ka bavajod app ko loss ho jata ha jab app demo per practice karta ha phir bhi loss ho jata ha ku ka ya risky kam ha
                            • #119 Collapse

                              bhaai agar kissi ko buhat ziada practice karnay k baad bhi loss hota hae ye tou shayad uski apni kotahyaan hngi jo es ho raha hae wese esa thora buhat na mumkin hae k practice karnay k baad bhi loss hota rAHAY.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                demo account per practice k bad bhi loss hota hy real account per is ki main waja hy k hum demo account per serious ho ker practice nai karty .... jabhi hum real account per loss ker kerty hy...agar hum dem0 account ko reall acount smajh ker us mein practice karain gy to humain loss ka samana bilkul nai karna paray ga n hum achi earning kar sakay gy,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X