Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    practice forex trade k lie bht important hai ap ko practice nahi chorni chahye jb tk apko aysa na lage k ap acha kar saken gen tb tk ap log khusish to karo ap bht ache tarder ban pao gy...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      My be there is still flaws are present in your planning and strategy if you think that and analyse again then you can get good results of your trading and again you have to practice and practice unless and until you are able to trade again
      • #78 Collapse

        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss to hojata hay chahay kitni bhi practice karlen kun kay ye to business ka hissa hay aur insan kahen na kahen ghalti kar jata hay is leye loss hojata hay but ghalti say seekhna chaheye
        • #79 Collapse

          i think agar hum demo account per concentration n interst k saath practice karai gy or acha exprience hasil karai gy to real account mein loss k chances buht kam hogy....n phr n unfortunatly humain loss hua to humain ek or best chance mila learning ka hum apny us loss se buht kuch seekhsakty hy q k jb tak hum ghalti nai kerty jab tk hum acha seekh nai paty.....
          • #80 Collapse

            Practice ke bad bhi agr humein loss hota hai to may be humri hi galti ho aur agr humri mistake ki wajah sy loss hota hai wo bhi practice ke bd to humein seekhna chahye..
            • #81 Collapse

              bilkul theek kha hy aap ny demo main capital zada hota hy is liy agr vahan koi trade loss main jay b to again prfoit main aajati hy. but real account main aysa nai ohta yahan humian loss ho jata hy ya account hi wash ho jata hy
              • #82 Collapse

                har insan ki apni apni soch hoti h yara loss profit kismat ki bth h par insan ko chaya k wo sachi manat or lagan sy kam kary usy loss ni ho ga or practic to har km ma zuri hoti h na to agr kbi kbi loss ho b jay to dil chota mat karo
                • #83 Collapse

                  ji bhai apna sahi kaha ma apke bat sa gree krta ho but some time hum ko loss bhe ho jta ha hamsha asa ni hota jasa hum chta hn trading ma profit loss ka chance equal hota hn and kabhi kabhi zada practis ka bad bhe loss ho jta ha
                  • #84 Collapse

                    meray khyaal say ye bat zruri nahi hai k agar ap ziada practice karogay to hi kamyab ho gay ap agar mehnat karogay to phal zrur milega so mehnat par yakeen karain or planning k sath trading karain to loss nahi hoga
                    • #85 Collapse

                      koi banda itni prectice karay or phir us ko kisi business main loss ho jaye ye tu us becharay banday ki bad luck hi ho sakti hai kay usko loss kaisay hoa hai ek dafa tu banda heart ho hi jata hai
                      • #86 Collapse

                        dekho naa mere bhai jo demo account wala platform hota hai woh inhi ka koi program hota hai es lie es mian humain loss kam hota hai or real main humain loss hota yun hai ke company humain demo es lie deti hai ke hum jaane ke humain kese trading karni chaie jese hum real main trading karian toh humain loss naa ho so real main bhi wohi trick use kiya karo
                        • #87 Collapse

                          hmm sahi bat hai dear and i am 100% agree with you because jis tarhan haqiqi zindagi or khayali men faraq hota hai isi tarhan is men bhi yehi hota hai demo account just is for practise only
                          • #88 Collapse

                            dear mere khyal mein jab hum demo par sahi tawajo se paractice karein ghy to ap k loss hone k chance kam se kam ho jate hain jo log demo par sahi paractice karty hain un ka knowlodge bar jata hain or wo kabi loss ki traf nahi jaty
                            • #89 Collapse

                              For that we need of patience , its can make us be good mind if we are in bad condition , as we know patience is the main key to get success in forex trading. we must can control our emotion when suffer loss. good forex trader will patience waiting strong signal and patience to not give up when in bad circumstance
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                practice ky bad loss nahe hota he agr all option use kr ky trading ke jy to loss nahe hota he mgr es me high alerts rehan must hota he ky koe problem create nahe hone chaye must he ky ham ko ache response mile jy jab experinece ho jy to fr loss nahe hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X