Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    jaha profit hay waha loss bhe hota he hy zahir bat hy ap kahe kisi kam my paisy invst karty hoo too yaqeeni bat hy proofit ka sath sath loss bbhe hota hy so dont waryy mustakil mezaji sy kam karyy baqi ALLAH p chor dy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      well my dear friend, aap nay kafi thoroughly iss topic ko brief kia hai aur meray khayal say hum ager demo account ko apany real account ki tarhan small account samajh kay trading karain tou iss say bhi help mill sakta hai, humein ager demo account mein ziada balance milta hai tou bhi humein small lot sizes ko use kar kay practice karni chaheay...
      • #333 Collapse

        Forex meey hameesha sooch samajh kerr kaam kernaa chahyee aap iss terha forex account keey crash honeey kaa chance deey raheey heey aap forex keey bareey meey information collect kerteey jayee geey aur achhi earning leey payee geey trading keey liyee aap keey pass jitnaa bi knowledge hoo gaa utnaa hi kemm heey
        • #334 Collapse

          g ha dear ya baht bilkul thyek ha kya akyra ap damo account pra practis kra k bye loss hee kra ha to zaror ap nya kihye na kihye practis ma ciumee chotee ha es leya mra bhai damo account ora achye triha practis kra
          • #335 Collapse

            Forex trading min kaha jata he k hum agar learnign kar lein aur experience hasil kar k apni trading ki planing ka test bhi leite hin to hum es karobar min se kafi kuch earn kar sakte hin magar kabhi kabhi eisa bhi ho sakta he hum es karobar min se nuqsan leite hin after practice k bad bhi. Es ki bunyadi wajah hum es karobar min apni ghalation ko dobara repeat na karin.
            • #336 Collapse

              salam dear hamare galtio se hi hame loss hota hai ye baat thik hai mehnet apne jaga par haar kaam dehan se karna zaruri hota hai
              • #337 Collapse

                Dost demo account hota hi issi lyee keh pehle ap practice krlo prhir real account men trading kro agr us ke bawajod bhi loss hoa hai to iska mtlab hai keh practice sahi nahi ki hai demo account per.
                • #338 Collapse

                  mery sath bhi yahi hua hai aj main na boht puthe seedhi trades lagai han magar mery khayal sa ap ko or mujhy har nai manni chaiye is main bhi hamari hi mistake hai to hamen dobara sa learning karni chaiye.
                   
                  • #339 Collapse

                    forex trading ke lye ap ke knowledge earn karte ha expinre depnd kara ha ager ap ke pass acha trading knowledge ha to ap hot acha earn kar sakte ah
                    • #340 Collapse

                      i think forex trading ek aysa business hai jis main loss to hota hai lekin jb is main achi practice ki ho to loss hony k chance boht kam hoty hain kiyon k loss to hr business k hisa hota hai
                      • #341 Collapse

                        jee haan aap ne thek kaha aur aik baat aur add karna chahon ga kay demo par aap kay emotions wo nahi hotay jo real par hotay hain
                        • #342 Collapse

                          dear loss ko success and professional trader ko bhe ho jata hai is liye hamain us se learning karni chaye ta k hum us loss ko kam kar saky...
                          • #343 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fx-Soul پيغام ديکھيے
                            :confused:

                            so dear how are you i hope you are fine and very well

                            ap log demo par practs karty hain or phir apko lagta hai k ap real trading par bbhi kar lengy lekin jub ap karty hain to apko los hojaata hai asa q


                            to bat ye hai dosto k jub ap log demo par practis karty hain to whan ak ye k apka balnace kafi ziada hota hai q k buhat km los km karty hain or ziada balance par kafi km hoty hain chance loss k or 2srt bat k jub ap real tradiing karty hain to los q hojata hai wo is leay hota hai apka balance km hota hai or ap ki practis ziada balance ki hai to kabhi bhi demo par ak achi practic karni hai to apny account ko 100 usd par rakhne is se zizada ya km nahi kren


                            i hope usefull post

                            thanksss
                            practive kay baad mostly loss nai hota but aik sorat hi ma hota hay jab ham over confident ho jatay hn or hmaray ma lalch ajati hay hmari agr practice achi hoti hay to hm trader kr tay hn jab us trader say thora sa bhi profit hota hay ham usay phr invest kr detay hn jis say loss ho jata hay aik sorat ye hoti hay practice kay bad bhi hmaray ma loss ka dar ajata hay jis say hmen loss ho jata hy or jab ham starting ma hi ziada amount ko invest kr detay hn tab bhi hmen loss hi hota hay
                            • #344 Collapse

                              yar sirf practice se tu kam nhe chlta na. Markt bhi dkhna parhta ha k kya ho rha ha mrkt main. Aur kahan par humein kam krna ha aur kse krna. Ache analysis krna ha humein
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                baz dafa aisa hot hai k ap ko jab lagta hai k ap ki trading accuracy 80% a gai hai to ap real account par loss kar daity ho har trade par ap ko kam az kam 10 minutes analysis karna chaiye us k bad hi trade execute karni chieya phir ap ko loss nai hoga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X