Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    apna sahi kaha ma apke bat sa gree krta ho but some time hum ko loss bhe ho jta ha hamsha asa ni hota jasa hum chta hn trading ma profit loss ka chance equal hota hn and kabhi kabhi zada practis ka bad bhe loss ho jta ha
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      hum demo per practice kertay hain tab haumain chhaiay kay utnay balance money kay saath kerien jitni baad main ap nay real account main invest kerna ho dosra kam money kay sath practice kernay ki try kerien jab fully confidence a jaiy to real account main trade start ker daiyn baghari kisi fear ka.
         
      • #483 Collapse

        forex mai loss kerna koi bari bat nahi biggners ko loss face kerty rahty hai loss is simple and profit is difficult ,profit ko simple bnay k liy apko mahnat kerna perti hai hardworking ker k knowledge gain ker k exeperince barha k ap profit ko b simle earn ker sakty hai
           
        • #484 Collapse

          dkhen loss or gain is busienss ka part hai. ap ye bat to apny mind se nikal he den k ap ko kbi loss nai hoga. ap ki trade me koi na koi factor aisa a he jata hai jis ki wja se ap ko loss hota hai practice k bad b.
             
          • #485 Collapse

            aisa hota hai bhai agar hume kisi trade mein nuksaan ho jaata hai tou hume pehle apni galtiyon ko thik karna chahiye fir uske baad hei hume real account chhedna chahiye,hume apni galtiyon se forx mein sikhana chahiye..
               
            • #486 Collapse

              my dear you are right i'm fine shine bhai jaaan demo account par apko traning di jati hai k apny real account ko kis tarha use karna hai aur jab ap apna real account use karty ho us main loss aata hai wo apki apni galtiyo ki waja se hota hai ap pehly market ko check kia kary kia possition hai pir trade lagaya karein.
                 
              • #487 Collapse

                is business main achi practice nahin kartey hain to phir apko is main practice ke bad hi loss hi hot ahey isliye hamen is business main always achi se achi practice karni chahiye aur apne liye achi strategies banani chahiye.
                   
                • #488 Collapse

                  meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
                     
                  • #489 Collapse

                    g bilkul theek kaha aap ne demo pe balance ziada hone ki waja se loss ka chance bohat hi kam hota hai is liye us se ham samajhte hain k ham forex main kamyab ho gae
                    • #490 Collapse

                      mere khyaal se to agr ham demo per practice kar k real acount mai trading karte hain to loss k chances kam se kam hote hain agr ap demo ko poori tawajjo k sath use karen or wahan se sahi learn karen practice theek hogi to ap kabhi bhi loss ki taraf nahi jayenge.
                       
                      • #491 Collapse

                        iss ki aik bohat main reason jo meri samajh main ati hai wo yeh hai kay hum demo account main baghair kisi darr kay trade kartay hain aur phir jab real account main real money kay sath trade kartay hain to hum loss kay darr say trading main koi mistake kar jatay hain.
                        • #492 Collapse

                          dear paratice ka bad be loss ho jae to pher app wrong way pa kar raha hay trade is lia app ko bad ma bi loss ho raha hay wasa forex ma her din new hay is lia perfect practice karien
                          • #493 Collapse

                            forex main aap demo main jitni mehnat karia n gay aapko is main utna hi fayda hay . lakin baz oqat markete aisa rukkh akhtia karti hay kay hamaray analysis dharay kay dharay reh jatay hain aisi surat e haal main hamain apni practice pay shak ni karna chahiye balkay isko ignore kar kay agay barh jain
                            • #494 Collapse

                              1 2 din ki practice nhi chahiye aur na he trades lgane ki, practice chahie to strategies k liye chahiye us pe kbhi loss nhi hota hai apko na he kisi ko, practice se he seekhta hai insaan mera 1 year experience hai is main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                loss hota he tab hai jab practice theek se na ki hui ho practice ke baad aap ko strategies banani parti hai or un ki he badolat aap ko forex me kamyabi hasil ho pati hai otherwise is me kamyabi hasil kar pana itna bhi asaan nahi hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X