Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    practice k bad b loss ho skta hai per aap ne ahtiyat karni hai aur apne mind ko fresh kar k trading karni hai ta k aap ki tawajja sirf aur sirf trading per ho aur market ka daily jaiza le kar apni trade lagao
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      bhai kabhi kabhi aisa bhi hota hay kay ham forex trading business mai bht ziada paractice kartay hain or bht ziada mehnat kartay hain us tay bawood bhi ham forex trading mai money losse kartay hain to hamain dil chota ni karna chahiye or apni mehnat jari rakhni chahiye takay ham trading mai success pa sakain.
      • #228 Collapse

        my dear practice jab sahe treekay se ki jae to ghalti ki gunjaish khatm hojati hai pehli baat toh ye hai kay demo account ko seekhna chahye waqhan apni mistakes par nazar rakhni chahye phir uskay bad real trading main qadam rakhna chahye tab jakr apko loss nai hoga
        • #229 Collapse

          Ge han my dear bro ma ap sa ya kahna chta hon ka agr jis trader ko practic ka bad bhe loss hota ha to is ke mari nazer ma is loss ke mane reason ya ha ka ap na demo account per practice real account sumajh kar karta to ap ko loss kabhe nhi hota .
          • #230 Collapse

            Because your practice is not a professional and therefore you lost money in the forex trading.. if you will learn and understand to market by demo so then your experience and skills will be improved and then you can earn money...
            • #231 Collapse

              mei samajta hu k agar insan serious hokar kam kary tou kabhi bhe loss nahe hota aur mehnat arur rang lati hai aur demo pe practice kar k ap apni mistakes point out kar sakty heinaur unhy sudhar sakty hein aur apni real trade ko behter bana sakty hein
              • #232 Collapse

                Newbies have better chance for the earning this money because they entered in this business not accidentally., they enters with the proper knowledge and planing so they prefer to learn first.
                • #233 Collapse

                  agar pratice k baad bi ap ko loss ho jata ha to ap ko ya baat achi trha samj lani chaia k ap ki pratice hi teek se nahi howi aur ap ko aur ziyda pratice ki zorrat ha aur ap jitni ziyda pratice karo gaa ap uttna hi ziyda sucess k qreeb se qareeb hoty chaly jao gaa
                  • #234 Collapse

                    demo prr kamm karne ke bad real prr loss is lea ho jata he ke app ko abi thk trha see samj ni hee ya tu app se kghin mistake ho rhi he ya phir ke appbaleanse normol ni rakhte ya kmm hota he ya zada
                    • #235 Collapse

                      is business main aap ko practice ke bad bi lss hota ha pr koie preshani ki bat nhi aap ke pas dobara profit gain krne ke bht se trareqe han jin ki madad se aap ko is business main success ho skti ha
                       
                      • #236 Collapse

                        Dear agr hm practice theak karen tu hmen loss k chances bht kam hoty ha forex me practice agr hmari acchi ho tu hm is se hmeshah zyada profit hi hasil hota ha
                        • #237 Collapse

                          my dear brother agar practice k bad bhi loss ata hai tu us ka koi kasoor nhi koi bhi buisness hai us mein profit k sath sath loss bhi hota hai
                          • #238 Collapse

                            yes this is true that after the practice there may be loss inthis plate forum this is possible . if you want to avoid this lose then it is not possible to you becasue the noremal lose is the natural and we have no any way to avoid from this.
                            • #239 Collapse

                              humari apni mistakes ki waja se he loss hota hai aur baz auqat hum rules nazaranaz kardete hai jis ke bina per loss hota isliye ghaltiyan kam karne chaye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Sir i totally agree with you aesa bilkul hota hai ke jub hum demo account use karte hai to us mai by default $1000 ya $5000 se kholte hai aur yeh aik standard account ho jate hai jaha loss ke chances bohat hi kam hote hai aur phir jub hum practice karne ke bad real account kholte hai $100 se to zahir bat hai ke loss to hoga to mere mashwara bhi logo se yahi hai ke jub bhi ap demo account mai practice kare to utne se hi account khole jitne ap bad mai investment kar sakte ha.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X