Loss kay waqat.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    jab trade loss mai hoti ha to feeling achi hoti ha lakin jab trade loss mai hoti ha or margin level nahi hota to feeling achi nahi hoti kun ke ap ka account wash hone wala hota ha us time koi cheaze achi nahi lagti bus kise bi tarha account safe ho jae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      ager apki trade loss me chali bhi jaay to mera opinion he k ap hopless na hon aur isko zyada mind se mat len. matlab zyada confuse mat hon. because ap koi last time trade nhi kar rahe next time inshallah ap win karo ge
      • #243 Collapse

        ammmmm dear feeling to said h hun g na jab loss me jaye gy to mger loss hunna b ek tarha se achi bat hoti hai issi liye loss b hunna chae ussy b bht kuch seekh ny ko milta hai.
        • #244 Collapse

          brother loss k waqt apko sabar sy kaam karna chaye hai. apko apny mind ko fresh rakhna chaye hai r achi price ka hamesha w8 karain
          • #245 Collapse

            zahr hy loss ho rha ho to feeling achi ni hoti pr ma ap ko apny zati experince ki bat bata hon k jb b trade loss ma ja rhi ho or ap k pas margin ho to trade ko close na kren trade wapis zaror ati hy chay one week k bad ay es ly ap apni close trade ko zero loss pay la skty hen
            • #246 Collapse

              jab bhe hamen trading main loss hota hai to zahir see bat hai k ham sad ho jaty hn dissopiont ho jaty hn dill krta hai k ham aur investment na kren aur loss say bach jain lakin ye batain sirf wo log sochty hn jo trading main new hn jo log trading ko as profession kay tor par adopt karty hn un k lye loss koi bari bat ni hoti hai q k wo apny loss ko dill par ni lyty hn aur dobara try krty hn
              • #247 Collapse

                jab ap ka order loss my hota hy to phr us waqat ap ko market ka waite krna ho ga qun ky forex trading my agr ap trade ka waite krty ho to wo wali trade ap ko boht hi acha profit dy jati hy jis trade my ap ka loss bi recover ho jata hy is ley ap ko achi trade krna ho gi
                • #248 Collapse

                  seriously bohat bura lagta hay k kion trade loss main chali gaye....or phir sochtay hain k kash is trade ko main is tarhan lagata.
                  but eventually loss main trade dekhnay say sabaq milta hay k dobara ayesi galti na ho or next time hum dehan say trade lagain
                  • #249 Collapse

                    mery bhai main ap ke bat smjh gai ap kiya pochna chahty ho jub hum pori post krty hain or month k start me humy jub pymnt milti hai tb pta chlta hai humy kitna loss ho gya hai tb dil krta hai is forum ko chor den lakin aisa nahi krna chahy hum dekhen hum ne kahan ghlti ke taky nex wp ghlti na kren or loss sy bachen
                    • #250 Collapse

                      dear jab meri koe trade loss main jati hai. to main patience se kaam leta hon. because main jab be analysis karta hon. to un analysis kar beleive rakhta hon. kay mere ye analysis 70% to 80% thek hon gay. or ager kisi trader ko analysis karne nahi atay to wo mujh se learn kar sakta hai. free of cost.
                         
                      • #251 Collapse

                        jab hmari chalti trade ko loss ho raha hota hai to axer asa hota hai k december kay month may b paseena aa raha hota hai to yeh halat hoti hai hmari lekin part of trading hai yeh sub kuch
                        • #252 Collapse

                          Ge han my dear ap na boht acha swal kia ha ma ya kahna chhon ga ka jab hmare trad loss ke taraf ja rhe hote ha to hmare feelings boht he ajeeb se ho jate ha ka agr hma loss ho gya to ham or investment kedher sa la kar invest karin ga .
                          • #253 Collapse

                            loss k waqt hum boht he gusy main hoty ho lakin hum ko patience k sath kaam lena chahiya or jald bazi nhi krni chahiya or jb hum ko loss ho to hum ko us loss sy lesson seekhna chahiya or us py work krna chahiya
                             
                            • #254 Collapse

                              Mere piyare doot mai forex ka aik naya user ho aur maine forex ko abhi naya join kia hai aur filhal forex mai sirf comments kar raha ho aur trading abhi start nahe ki es liye mai abhi es bare mai bhi nahe bata sakta keh loss k waqt kia feelings hote hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                G han dost jab ham trading karte hen to hamari trade loss mein chali jaye to humen bohat zyada afsoos hota ha aur ham emotional ho jate hen is liye emotions ko control karna b bohat zarori ha hamary liye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X