Loss kay waqat.......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    ji han me abhi demo ki practice per hon or mujhe jab demo me loss hota hai me samjhta hon ke real me hua hai or me kafi tension me aa jata hon or apni mistakes ko sudharne ki koshish me lag jata hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      by taking in all that you individual to learn and requirement to enhance yourself on at the quantity when these are placed set up, specified financier develops to the status of a employer he is looking send to withal one statement is certain It present bed you indication to get there and stop your losses.
      • #288 Collapse

        hamy buht bura feel hota hai k jo kaam hum itni mehnat x krty hn vo achanak he hathun sy nikal jay tu bura lgta hai
        • #289 Collapse

          i am very very sad jab mujhe lose hona start ho jata hai . but m trade band nahi karte aap ke mutabiq isa karna durst hota hai ya nahi
          • #290 Collapse

            loss ky wakat huamre haal kya hoge bas agar loss ho jay humy hona chahiye kay market kis time loss jati ha lakin jab ham loss ma jatay ha to hamay apni trade sale nai krni chahiye qk kay kab bhi wo profit har he nhe bamn lane chaye balky umy dobara pher try akrne chaye ak....................
             
            • #291 Collapse

              salaam boss acha sawaal poocha hai aap ne well jub loss mein jarahi hogi to yehi dua hogi ke bhae please upar ajao lekin agar loss mein jaker trade khutum hojaye to phir aik he feeling hoti hai abay yaar phir koi nahi chalo next time bus yehi feeling hogi meri jub main trade karna shuru karoongi
              • #292 Collapse

                jb hameri trade loss ki taraf ja rahi ho hum emotional ho jaty hia aur over trade sa maxeed loss gain kar laty hai hum stop loss use neh karty is liya hamy big loss hota hia hum bad feel karty hai
                :cool::cool::cool:
                • #293 Collapse

                  g haan q nahi jb b meri trade loos mein ja rahi ho to mein sab se pehle apne jazbaat pe control krta hoon or apne ap ko perso koon rakhne ki koshish kra hoon ta k muj se koi aisa faisla na ho jis se muje pashta parey
                  • #294 Collapse

                    agar ap successful hona chatay hain tu aik baat mind mein rakhay es mein loose k waqt kud ku save rakhay ap ku faeda he faeda ho ga so es mein kamyaab honay k liye ap ku mind ke zurrat paray ge
                    • #295 Collapse

                      jab loss main a rhy hoty han to feeling to bad hi hoti hain to ham ko aisa krna hota ha keh apna loss ko cover krain aor aisa na krani keh bs us loss ki waja sy pershan ho jain to is trah loss cover na ho ga mhnt kr kay phir us loss ko cover kr skain gy
                      • #296 Collapse

                        afsoos to hota hai .........jab koi trade lose main ja rahi hoti hai.....humyn trade krte waqt stop lose or take profit ki option zrur use karni chaie......... or foran trade close nai krni chaie wait krna chaie
                        • #297 Collapse

                          the ability to make money fast from this market depend on the trader himself. there are choices that a person can go with...
                          using big lot is one choice that a trader can use to gain money fast....
                          • #298 Collapse

                            g ha bhi hum logo ko forex par loss sa bachni ka leay hum ko is par akam krna chey dill lga kar hum ko is par kam yab hony ka leay hum ko is pardill lga kar5 ka krna chey
                            • #299 Collapse

                              loss k waqt buhat dukh hota ha but agar hum dil haar dety hain aurdarr jaty hain toh hm kbhi kamiyab trader nai bn skty hain agar app ko loss hwa ha toh dukh to hota ha but humain apni galtion sy seekhna chahiye aur agli baar wo ghalti reapet nai krni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                ap kii open trade jub loss main ja rhai to to ap ko emotional ho ker is ko close nai karna chaye bilkay wait karna chaye kay kub market return ho gi but agr zyad down ho jaye market to phir is loss ko kam karny kay laye ap stop loss ka option use karian iss ay ap ki tarde ko target mil jaye ga aur ap ka baqi capital save hi rahy ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X