Loss kay waqat.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa samjty hain or baz aysa nahi samjty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      G bhai loss kay waqt hamre sath bora hota ha or hum ic say bohat sa profit hasil kar sakty hain forex ak bohaat he acha business ha jis say hum acha profit earn kar sakty hain
      • #258 Collapse

        zahir si baat hai k hum hurt hoty hain jab hum aik trade lagaty hain to aik umeed hoti hai k ye profit main jaye gi lakin aisa nahi hota
        • #259 Collapse

          zahir ha feelongs to bht hi zaida kharab hoti haoin q ke humen loss horaha hoita ha magar himmat nahi harni chhayte or dimagh se kaam karna chahye take profit ho
          • #260 Collapse

            bhai jab meri trade loss mein jaa rhi ho tau mein zahir c bat hae mera paise invest hotay hain is liye mujhay buhat pareshani hoti hae aur apne oper gussa ata hae jab mje meri mistake pata chalti hae lekin phir aik hi bat mujhay hosla deti hae vo yeh k bussiness mein profit k sath sath loss b hota rehta hae is liye hamain ghabrana nahi chahiye.
            • #261 Collapse

              I think this a wrong question to ask at this place so it is better to ask those question which will give good impact on newbies.
              • #262 Collapse

                us time mari tangain kaam rahi hoti hain dil DDAG DDAG kar raha hota hay kay ufff gaie trade uff hogay loss lakin phr jasay hi profit hojata hay tu sub kuch badal jata hay or maza aajata hay trading ka.
                • #263 Collapse

                  first we should have proper knowledge about trading and if we don't have proper knowledge than our money and time both are going waste. we should take advice from well experienced traders that what strategies do they use? how they keep control on their emotions while trading? taking advice from successful traders is very beneficial for the newbies as they can learn from them and can achieve success
                  • #264 Collapse

                    jee my dear loss ka waqat app ko yha karna cheiyh ka app ko hope nhee chorni cheiyha ap apni kam py dehan dyna cheiyha app ko yh pta hona cheiyh ka app ko loss ka waqt app ko apny emotions py control krna cheiyh a
                    • #265 Collapse

                      yess bhai jab loss hota h to feelings kaisy achi ho skti h zahir h bura hal hi hota h ....jab hm itni mehnat krty h nd apni puri koshish krty h loss se bachne k liy nd jab loss hota h to feelings its not gud infct bad feelings ..........but forex site is best yaha boht faida hota h me to yahi kahungi jaha faida hota h waha thora boht loss to hona hi h ....
                      • #266 Collapse

                        Ap jante hien k loss tu koi b nahi lena chahta aur apni apni feelings ho sakti hien aur jub mujhy loss hota ha to man tenshan naha nleta q k loss to har busines ka has aha or ye to bary se bary trader ho ata ha to hum to phir bhe jonair han.
                        • #267 Collapse

                          aap ne boht acha swal kia hai us waqt insan ki boht hi buri feeling hoti hai khas kr agr real trading account ho to iskay sath sath aap ko analyse b krna chahiay k kia ghalti hui hai aap se
                          • #268 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                            Dosto kia ap batana pasand karen gay kay jub ap ki lagai huwe trade loss main ja rahe hoti hay to ap ki kia feelings hoti hain
                            Dear jab meri trade loss main ja rahi hoti hai. to mujy kisi cheez ki tension nahi hoti. wo is liye kay main jo be trade karta hon. proper analysis kar kay he trade karta hon. then dosri baat ye kay mera volume he bhot kam hota hai. kay ager loss ho jaye to tension nahi hoti.
                             
                            • #269 Collapse

                              first we should have proper knowledge about trading and if we don't have proper knowledge than our money and time both are going waste. we should take advice from well experienced traders that what strategies do they use? how they keep control on their emotions while trading? taking advice from successful traders is very beneficial for the newbies as they can learn from them and can achieve success ascg sadhgclas
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                jab me trade lagata hon aur mujhay us trade me loss hojata hai to phr meri feeling ye hoti hai bs kuch khanay ko dil nahi kar raha hota hai aur bs chup hojata hon aur bs ye khe raha hota hon kis trahan ye loss ko khtam karon ab kiya karon is wqt trading nahi lagani chaye thi .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X