kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    g han mere bhi app bilkul sahi keh rahain hain aisa hi hota hai but log apni ghalti mantey nahi hi or forex busniees ko bora bahla keh detain hain asal main hamari ghalti bhi hoti hai or kuch market bhi move ho jati hi or es main koi shaq nahi ha key ghalti ker key hi samjhte hain forex ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Bilkul milta hai kiyoun key ap jab loss kartey hain tu us mistake sey ap lazmi learn kartey hain ap ko pata hota hai key ap ney yeh mistakes ki to unka yeh result aya so ap next time wo mistake pir sey nahi kartey hain or ap is mien apna experience enhance kartey jatey hain.
      • #723 Collapse

        dost actually hum jo b seekhte hain loss se hi seekhte hain qk jab tak humein loss nehi hoga to faide nuksan ka humein pata b nahi chalega. jab hamari strategy planning loss me jati hai to humein pata chalta hai k hamara yeh step ghalat tha or jab faida hota hai to samjh aata hai k hamara yeh step sahi tha.
        • #724 Collapse

          ji haan mere bhai jan jab humein loss ho jaye tou humein iss k peechay reason ko samjhna chahiye aur iss ko dobara se nahi kerna chahiye. tab hi hum achi tara se tarde ko ker sakein agy.
          • #725 Collapse

            jee haa bahi hum forex may loss say zadha sekhty ha humy practic hote ha or ache learning kar sakhty han.or loss humy buht kuch sekhta ha
            • #726 Collapse

              bilkul sahi bat hy bhai,insaan apni ghlti sy he seekhta hy,jab loss hota hy tu koi insaan b apni ghlti tasleem ni krta jo k achi bat ni hy,treading mein yeh sb sath sath chlta hy profit b milta or loss b hota.new member k liye thora tuff hota hy shuru shuru mein.
              • #727 Collapse

                Off course forex trading main jab b hamain loss ka samna krna prta hai to ye hamari apni galti ki wja se hota hai So hamain apni mistakes se learn krna chahiye or apni mistake ko dobara repeat nae krna chaahiye.
                • #728 Collapse

                  bilkul hame loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka moqa
                  • #729 Collapse

                    ha loss to humara sab sai bara ustad ban sakta hai qk loss humai wo sikha tha hai jo koi aur nahi seekha sakta qk loss humai sahi sai seeknai aur mehnat karnai aur acha kamanai ki himaat daita hai
                    • #730 Collapse

                      Maximum traders loss sey disheart ho jatey hain aur forex ko chhor detay hain. Hamain loss sey seekhna chaheye aur is ko accept karna chaheye. Yeh bhi forex learning ka aik part hy. Jab hum apni ghaltiyon sey seekhain gey to hum future main woh mistakes nahi karain gey jin ki waja sey hamain loss howa tha. Yeh mistakes hamain yeh batati hain keh hum ney kaisey kamyabi leni hy.
                      • #731 Collapse

                        of course jab tak aap ko loss nai hoga aap ko apni mistakes ka patta nai chaly ja jis ki waja say aap ko loss ho sakta hai is liay loss say bachnay k liay aap ko apni mistakes ko control karna hoga
                        • #732 Collapse

                          yes sure we learn a lot of from our losses because every loss that we make in forex have a reason behind it. SO if we find that reason then we can easily learn a lot and identify that reason and next time remember this and avoid in our trading. In that way we learn a lot and next time our trading is better then previous.
                          • #733 Collapse

                            Insan ghaltiyun say he sekta arha hai aur han yai bat ha k loss say insan baht kch seak sakty ho aur aik dafa loss honay say dusri dafa insane khob soch k trade lagata ha
                            • #734 Collapse

                              g haan forex sy hona wala loss hmn sabaq dy kr jata hy. . .or trader kee galti maan lo isy ya forex ka hissa man lo isy. . .q k business main loss ho he jata hy zaroori nai k wo galti kee wja sy he ho. . .kbi kbi market b unexpectedly behave kr jaati hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                jitna acha sabak hume loss say seekhnay ko milta hai mera nahi khyal k utni achi tarha say hum profit say seekh sakty hain.me b samjhta hn k loss humaray lye acha aur mumkin sabak de sakta hai aur loss k siwa kabhi b trader agay nahi barh sakta hai loss forex me sath sath hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X