kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    gee nahi loss say sekhny ko na milta ha to yah bat mind main rkha krain loss boht badly condition main ho jata ha trader bad condition main ttrading na kia kray trade ko sahih kry to profit ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      apna nuksaan wo wahid cheez hai jo duniya main b or yahan bhi ap ko sab say zaida sikhaati hai sab say pehlay to apni apnay lose kay causes daikho or jaano k ap nay kahan kon si galti ki jis say apko loss hua
      • #678 Collapse

        Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamr akma karna ka paisa data ha
        • #679 Collapse

          G han ye aik asa business ha jis me hmen loss se b bht khcuh sekhny ko milta ha kyun k loss se hm is business me kafi acha experince hasil kar sakty hain or loss se hm acha experince hasil kar k is business me achi earning b asani se kar sakty haain..
          • #680 Collapse

            ji han loss se bhi seekhne ko bahot kuch milta hae kiunk mera khial hae k jo admi apne kiay hue loss se seekhta nahi hae woh phir loss karta hae.
            • #681 Collapse

              ji han ham ko loss se bachne ka moqa mil sakta hai or losses he se ham ko sabaq hasil karna chahiye forex ke business me losses se bach kar he chalna chahiye ham ko kiun ke losses he ki waja se forex ke business me ham agey nhi barh pate hain .
              • #682 Collapse

                g bhai apko forex trading mein loss se bohot kuch seekhne ko milta hain kyunke forex trading mein loss hone se apko pata chal jata hain ke kis point mein huemin kya karn achahhye aur kis point mein huemin loss hot ahian
                • #683 Collapse

                  G han ye aik asa business ha jis me hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahye kyun k is business me hmen loss se b kafi khuch sekhny ko milta ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt hmeshah apni emotions par cantrol kareen
                  • #684 Collapse

                    g han g loss se hmae lesson milta hai hme ye lesson milta h k ame apni ghltyon ko thek kerna chaye kbhi apni ghltyon ko ignore mat kren jo apko nuksan de bad m islye jo mistake ho isko thek kren ta k apko koi nuksan na ho is m apka apna faida hai
                    • #685 Collapse

                      g han bhai jaan bat ye hai ke forex loss aap ko itna kuch sikhaya jata hai k aik profit ya aap ki kai din ki learning bhi aap ko nahi sikha sakati laken yah sikhanay walay par depend karta hai k wo apna loss ka kis tarha ezala kar saky
                      • #686 Collapse

                        gess mein tarder ko loss be hote loss tarder ke apny galtion ke wage se hote hein is liyen tarder ko apny loss se kunch senkhan cheny or loss ke wagwe denkhan cheny or loss ko donber nhe hony deny cheny loss tarder kt sekhne ko milta hy.....humain is baat ka andaza hota hy k hum jo kam kia tha yh jo faisla liya jis ki waja se humain loss hau wo akhr q hua....hum again jb woi kam karty hy jo buht soch smajh k karty hy takay loss na ho....hum hamesha apni ghlatio or loss ki waja se hi s
                        • #687 Collapse

                          yes loss se hi ziada seekhne ko milta hai apni mistakes ka pata chalta hai aor us ko door karne ki zaroorat hoti hai is tarah ham successful ho sakte hian
                          • #688 Collapse

                            ji ham humy loss sy bhi bhot kuch seekhny ko milta hai ky agar humy kam karna hai ya trade lagani hai to greed ky sath na lagay balky apni galtiyo ko durustt karny ka moqa milta hai jb hum apni galtiyo ko jan lyty hai ky humy trade karny mein q loss howa to ainda hum dobara wo galti karny ka souchty bhi nh
                            • #689 Collapse

                              g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is loss se bhe bohat kuch seakhny ko milta hai and issi liye hamain los sko bhe avoid nai karna chaye balky us se learning karni chaye ta k hum is main loss se earning kar saky.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Ji hai forex main humy loss say sekhny ko milta hai jab humy loss hota hai tou humy pata chalta hai kay hum ny yeh galti ki thi humy loss hua hai phr hum galti ko thekh klarty hai pher humy thora forex trading sekh jaty hai or hum loss say bach jaty hai forex main humy loss say bach kar acha earn kar sakty hai loss say humy forex trading ka acha earpinces or knwoldge hasil hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X