kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    g ha bhai ap ny bht achi bat kahi ha mai ap ki bat sy agree krta ho hm is mai loss sy bht kch seekh saqty ha is sy hmein pata chalta ha k hmm ny is business mai kaha pr galte ki thi next time hm waha pr galti nhe krty apny rules ko follow krty ha jis sy koi masla nhe hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      g chaye forex ho ya koi bhy field is me zaori hay k hum expricne k sath he start ker is liye agr loss hota hay to wo owner kiya us lki apni galti ki waja sy he hota hay is liye humy chaye k is hum agr loss hota hay to us loss sy humy kuch seekhna chaye taky next time loss sy bacha ja sqy
      • #693 Collapse

        g han sai kaha hai loss sy b hamain lesson milta hai g so hum ko buhat kuch seekhny ko milta hai mere tu yehi khayal hai k kehty hain na insan thokar lagny k baad he sanmbhal seehta hai forex tradding main loss aap k liye aik bada lesson chorti hain or aqal mand insan wohi hai jo apni mistakes se sabaq hasil krta hai jo hota achy ky liye hoyta hai g so...
        • #694 Collapse

          assalm ualaikum ma ap ki bat sy agree ho kar kahta ho ho ky agar loss khana to smajh lo wo ap ky experiance ko barhata hy knowlrdge ko or information ko bhi or loss khany sy pahly ki hui galti dobara nhi karty hy
          • #695 Collapse

            jee han agar ap iss business main loss nahi ekrte too ap kop apni mistakes ka kesepata chle ga iss lye agar ap ko loss hota hi too a ko pershan hone ki zarrot nahi hi ap asni se iss business main acha gian le sakte ho orr kamyb bi ho ge
             
            • #696 Collapse

              bahiyo kio k jab ham koi b big loss kartey hian to pihr ham ko kafi khuc learn karnay ko mila hai maslan sab say main cheez jo milti hia wo forex trading me lot size ka result k ham jo bari lot laga kar trading kartey hian wo ham os k bad ni kartey phir meh toh forex trading ko like karta ho I like it very muchai agar humi Forex trading main shai learning karna ha tu apnea ar loss sa hi humi positive learning karna chaya bar bar apni mistake ko repeat nhi karna chaya taka humi Forex maia loss na ho .
              • #697 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: brdku پيغام ديکھيے
                forex tading me successful honay k liye zarori hai k ap apny experience aur apny knowledge ki base per trading kryn without these two things forex trading is a waste of time and money .,,
                Right! It needs alot of knowledge and planning nd then we can do well in forex....so forex is not harmful...in fact, it is more useful and we can make more profit with it, if we learn it well.
                • #698 Collapse

                  dear mere khayal say ager app ko sab say ziada knowlge milta hai tu wo app ko loss say he milta hai kun k jab bhi app ko loss hota hai app ko boht dukh hota hai aur phir app wo mistake tehak karty hain jiss ki wja say app ko loss hoa ho.
                  • #699 Collapse

                    i think kai trading karty time jo cheese hamain sochnay par majboor karti hai woo yahi loss hi hota hia ..Or agar loss na ho too aap kabi bi aik achay trader nai ban saktay ku kai agar aapko earning means ka profit hi hota jai then aap kabi bi ache tarha say learn karnai ki zaroorat mahsoos nai karain gay
                    • #700 Collapse

                      yes bro forex mein jitna kuch aap loss say learn kertay hian itna aap kise bhee aur cheez say learn nahi kertay hain is liya ager aap ka kise bhee trade mein loss hoo jata hai tu tense na hn aap us pay learn kerain keh aap ne kahan pay mistake ki hai jis ki waja say aap ka itna loss hwa hai forex mein.
                      • #701 Collapse

                        forex trading eik aesa on the internet run hai jahan aap apni mistakes se bohat kuch seekh sakte hain aap ko chahiye ke aap un ko repeat kerne ke bajae un hi mistakes ki waja jane aur un se seekhen ke aap ko kya loss hua
                        • #702 Collapse

                          jee han janab men es bat ko manta hon ky forex treading men hony wala loos hum ko apni ghalte sy hi hota ha forex men loos ki bi bout bare ahamyat ha wo ya ky jub hum loos karty hen to hum ko apny hi loos sy hum ko bout kugh seekhny ko milta ha or hum wo ghalte ko dubara nhi karty or hum ko aik ache treading karny ka moka bhi milta ha .
                          • #703 Collapse

                            Forex trading men loss hame hmesha apni galtiyo ki waja se hi hota hai. iss ka aik acha tariqa ye hai k ham apni galtiyo se sekhye, orr wo galti bar bar repeat na krein jis se k hame loss hota hai. lalach na krein orr choti trade laga kr usse profit mein close krein.
                            • #704 Collapse

                              G han ye aik asa business ha jis me hmen loss se b kafi acha lesson hasil hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt sbr se kam lyn or is business me loss se hmen kafi acha experince or hmen loss se kafi achi learning b hasil ho sakti haa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                ager hamain forex k trade mien loss hota h to es ki waja yeh h k hum kio na kio mistake kerty hien or mistake kerty hein es lye hamain es mistak sy seekhna chhye or mistake ko repeat ni kerna chhye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X