kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    ak toh galti hoti he or dosra lack of knowledge hota he agar ak trader ke pass acha knowledge nahi he toh woh market ko achi trah se deal nahi kar skata kiu ke forex me ham ko chahie ke ham sbaar se work karen or bar bar practice karte rahen is se hamara confidence barta jay ga or ham kamyaab hon ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      agar aap forex trading main invest kartay hain aur aap ko loss ho jata hay to aap apni oss ghalti ko dobara nah dohrain to yeh aap ka experience hay aur aap ko agli bar loss nhe ho ga
      • #663 Collapse

        Dear friend ji haan aap nay bilkul tdheek kaha hai forex trading business mein hum sab say pehlay hum loss kerkay hi seekhtay hein aur dosray business mein bhi beghair loss kiye beghair nahin seekh saktay.
        • #664 Collapse

          Dear agar apko forex trading par loss huwa hai to apko dil chota ni karna chahiya balka apne galtio sy lesson hasil karna chahiya galtiyao humain bhot kuch seekti hain.
          • #665 Collapse

            Loss ko repeat na karna bhi aik tarah ki training hoti hy. Hamain loss sey ghabrana nahi chaheye balkeh is sey kuch na kuch seekhna chaheye, yeh loss hamain batata hy keh hum ney kaisay kamyabi leni hy aur kis kis mistake ko repeat nahi karna. Loss bhi business ka hissa hota hy aur is sey ghabrayen nahi. Kamayb wohi hota hy jis ka loss kam aur profit ziada hota hy.
            • #666 Collapse

              agar koi seekhnay wala ho to yaha say kafi kuch he seekh sakta hai aur dobara wo kabhi us mistake ko nahi dohrae ga aur bus kam aur kam he kare ga ta k us k lye kuch acha chal sake.
              • #667 Collapse

                yes jab app ko lose hota hai toh app ko us se bahut kuch learning karne ko milta hai first app ko trading ki samaj ajati hai k app kise lose se bach sakte hain aur kese profit lena hai is mein app ne .........
                • #668 Collapse

                  Gee bahi gee loss se hum ko bohat kooch learn karne ko milta hai hum us galti ko nest na kr ke profit m bhi change kr sakte hai balke or bhi bohat se galtiyu se bach sakte hai because every mistake give you a new lesson.
                  • #669 Collapse

                    g han forex trading business ma jo bhi loss hota ha wo trader ki ksi na ksi ghalti ki waja sa hi hota ha ya phir lalach ki waja sa ka kuch pata hota nahi aur banda har trade ko hi profitable samajh kar trades open kia chala jata ha ye bhi nazar ma nahi hota ka apna capital kitna ha. is lia loss sa seekhna chahia ka kahan aur kis waja sa ghalti hoi aur loss howa.
                    • #670 Collapse

                      g hum sb ko is jb bhe trading mai koi nuqsan hota hai to hamare apni galti ki wja sy hota hai lakin is ka hum sb ko faida he hai q k jb b nuqsan hota hai to humayn kuch na kuch sekhny ko milta hai ta k hum dobara wo galti na krayn
                      • #671 Collapse

                        ha agar ap ne loss kar leya hai aur ap ki kisi galti de huwa hai tu ye ap ko ak he baar ho ga aenda agar ap nahe es ko face karna chhatay hai tu es ki galti ko pakr lo and theak karo
                        • #672 Collapse

                          g haan bhai jaan q nai jab ap aik ghalat trade laga daty ho to ap ki trade loss men chali jati hai to ap ko is men ehsas hota hai k men ne ghalat trade ki is jaga pay ye ghalti ki
                          • #673 Collapse

                            Most of what happens is a trader with small capital to put all the risk on just one occasion just by installing size trading large lots with the hope of gaining huge profits in a short time.
                            • #674 Collapse

                              Wasting time and money in Forex trading, based on the experience of my foreign tading successful AUR honay the high K P KI apny liye zarori a apny knowledge of these two transactions per kryn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                yes dear hume forex trading jase risky business main hume loss apni he mistake ki waja se he hota hai kun k loss ki koi na koi waja zaroor hoti hai aur ager hum apni uss mistake ko apni teacher bna ker us se learning ker luin to phir hum loss ko control ker sekte hain :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X