kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    g haan jo apne loss say seeekhta hai tu wohi is mai kamyaab hota hai q k age loss say seeekho gay tu next tym app ko wo loss nahi milay ga bal k us say bhi app profit nikaloo gay tu app k liye double profit ho ga is liye loss sy seeekho yeh best hai ager kuch ban`na hai is kaaam mai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Ge bilkul agar ap ko pata ho ga ke meri is ghalti ki waja se mujhe loss huwa to ap wo ghalti dobara nahi karen ge ap loss se bhi mehfoz rhen ge.
      • #648 Collapse

        Yes, we can learn many things from loss in Forex trading market and we can be able to make profit after learning from our losses in Forex trading market,.
        • #649 Collapse

          g friends me agree krta hn k trading me hone wala loss khud trader ki apni mistake se hota hai or ye tb hota hai jb trader k pas knowledge ki kami hoti hai ya phr os k pas abi zeyada experience ni hota . agr wo full knowledge k sat trading kry ga or slowly slowly kry ga to osy profit k sat sat experience b hota jaye ga k kse or kb zeyada trading krni hai
          • #650 Collapse

            Forex is best business in the real account ,because forex trading market is risk business , but you most important trading market analyses
            • #651 Collapse

              g han ham loss sy acha learn kr skty hyn lekn es ky ley zrori nai ky bar bar loss keya jaye,market may kam without loss ky be keya ja skta hy aor es may proper earning hti hy achy trader es may pehly learn krty hyn aor phr earn kr skty hyn.
              • #652 Collapse

                aslam o alaikum jihan forex mein hame loss se bhi sekhne ko miltahein q k forex mein loss hona is kam ka hisa hein haur hame is se koch seekne ko hi miltahein taqe ham a c galti dubara nahi karein
                • #653 Collapse

                  asal main hum jo bhi dair paa learning kertay hain wo loss say hi hoti hain may bhi profits say hum itnay achay results nahin lay saktay hain jitna kay hum apnay losses say seekhtay hain so mistkes say sab say acha experience hota hain
                  • #654 Collapse

                    Yes loss teaches Us he lesson for life and I believe that if a person will keep learning from their loss they will need no other teacher than his own follies. He will gradually realize do's and don't of the market and he will automatically learn the trading himself. So this learning process should never stop from my point of view.
                    • #655 Collapse

                      ahan, kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay, loss is just mistake, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho :)
                      • #656 Collapse

                        jee haa, bilkul loss se seekhny ko milta ha. mere khayal se jitna loss se learn kiya ja skta ha utna wasy kbi b nhi. jb hamein koi loss ho or hum usko dekhein k ye hum nei kaha mistake ki jo hamein loss huwa to hu maloom karein gy k next time isko profit mein b badla ja skta ha.
                        • #657 Collapse

                          han ji loss ho to aap apni mistakes dhondo is me or dekho aap se kahan per galti hui hai aap agar galti karo ge is me to aap ko kuch bhi is se hasil nhi ho sake ga is lye mistakes se bach ke he forex me chalna chahiye aap ko takey loss kam he ho .
                          • #658 Collapse

                            Yes brother forex trading main maximum hum apni he mistakes say seikty hain our lesson hasil kertay hain our ye useful tb hota hy jab app dobara iss ko repeat na karein to its mean k app baat ko understand ker chukay hain our aik achay trading ki maharat hasil ker le hy our next time ye mistake dobara nae ho ge
                            • #659 Collapse

                              Ji bhai bilkul trader ki apni ghalati hoti hai jis ki waja se usay loss hota hai kyon k yeh market aisi hai k har second move ho rahi hoti hai or acha trader woh hota hai jo market knowledge ly kar trade kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                g han kuch b hai her haal me khush rehna seekhna he bohat bari baat hai per log samajty hain hain ap koi samaj jai tou achi baat hai sub kay liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X