kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Baheyo hamain apnay loss say b bohat kuch sekhnay ko milta ha is leya ay ham is loss say he apney mstakes ko jantay hain or pher in ko khatam kartay hain . or apney kamzoreyon ko pakartay hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      wasay dear deaka jahay tu hum jeetnay say itna kuch nahee seektay jitna harnay yah loss honay say seektay hai or harnay ki asal waja hamara lalch hai jub b hum lalch karay gay tu os may aksar lss hota hai
      • #108 Collapse

        g han bilkul hame loss se bhi bht kuch seekne ko milta he qk loss hamari apni kuch mistakes ki waja se hi hota he is lie ham next time wo ghalty nah kertay hain is lie loss ki apni jaga importance he forex trading me isse hame bht kuch seekne ko milta he
        • #109 Collapse

          jee jee bilkul loss se bht kch seekhne ko milta hai loss hoga tbhi to galtion kk baad kaam ki smjh parre gi k ab hm kaam pe zyzda dhyaan den
          • #110 Collapse

            definitely there is no doubt that we also learn from our loss in business. hamain loss se b bohot kuch seekhne ko milta hai. Eg. hamain jis galti ke bina par loss hota hai, i donot think so k wo galti ap dobara karain gae! or business me tu profit aur loss dono hota he hai
            • #111 Collapse

              yes i agree forex mai trading karty way hi trader ko loss ka samna karna parhta hain trader se koi na koi asi mistakes ho jati hain jis say usko kuch loss ka samna karna parhta hain or hum mistakes se loss hota hain tu hum tabi usay sikh sakty hain.
                 
              • #112 Collapse

                wo kehtay hain na akal badam khanay say nahi thokar khanay say ati hai isi tarha b hame yaha pay kaa karnay k lye achi trading karna hoti hai aur aap ko yaha pay achi tarha say trade karna hoti hai.
                • #113 Collapse

                  jee han hum ko loss sai b bht kuch sikna ko milta hai agar loss hota hai to hamare kiya galti thi jo loss howa hai os galti ko hum sai krta hai or next time os galti ko na krna ki koshish krta hai jis sai hum ko loss b nai hota or galti ko b hum sai kr lata hai.
                  • #114 Collapse

                    haaan na loss say he tu hum seeekhty hain ager loss ko app sahi tarah daikhain gay k app say kahaan galti hoi hai tu app is mai next tym wo galti nahi karen gay or app ko achi earning milnay k chancess barh jaen gay isi liye kehty hain k learmn karo loss sy bhi
                     
                    • #115 Collapse

                      bilkul hame loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka mo
                      • #116 Collapse

                        bilkul har loss trader k liyy ek sabaq hota hai kiunkay wo loss se ap apni ghalti theek karsaktay hain.or jee han trades se honay wala loss sirf trader ki apni ghalti hoti hi kiunkay us hee ne koi blunder kia hota hai jis ki waja se posts cut hoti hain or loss hota hai.
                        • #117 Collapse

                          loss se hum ko apni mistakes ke bare me pata chalta hai agar hum apni ghaltiyon ko sudhar len to hum ko loss hona band ho sakta hai jis ki wajah se next time hum profit he earn karen ge .
                          • #118 Collapse

                            Loss se kafi kuch seekhne ko milta hai aur jo knowledge hamain demo contest per milta hai wo bohat hi best hai newbies kay liye aur jab hum real account per loss kar dety hain to hamain preshan bilkul nahi hona chahiye kun keh is se best knowledge learning ko mil jata hai.
                            • #119 Collapse

                              mare dost yer mare khyal mwe hum ko loss se eik good experience learn kar saktay han mare dost is me koi shak ni ha mare dost but hum ko sad ni hona chay mare dost kiun is ka koi fada ni ha mare dost.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                je haan hamein apne loss se apni mistake ka idea hojata ha k hamein ye kam dobara nai karna chyea lekin mere khayal se trading me loss toatlly trader ki waj se hota hai usse ek esi strategy bnani chye k dollar k upar neche honay se uski trading pe koi farq na pade or usi hisaab se investment karni chye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X