net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    dear jaha tk mera khyal hai jitna achi net speed ho ap trading bhe utne he achi kr paye gyen kyn ke ap ko chart clear nazar aye gyen or ap market ko sahi tarah se analyse kr sakte hain or order bhe ap ka right time per instant lag jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      m tu forex m kam krny k liy 3mb use krti hon q k 3mb speed Kafi best hy forex py kam krny k liy q k km mb k net sy forum ka page Jald open nhi hota es liy m tu 3mb k net sy posting r treding krti hon .
      • #693 Collapse

        Forex trading ke liye aapko aapka computer aur internet high speed hona chahiye RK internet at least three G hona chahiye Agar four G ho to Aur Bhi acchi hai agar aap DSL ke user Hain To aapke liye 1mb ki speed bahut Hogi
        • #694 Collapse

          posting kay liye net speed itni honi chahye kay ap ki website open ho jay aur ap kay post save ho jaen aur ager ap trading kay liye net speed ka poch rahy ho to trading mt4 per hoti hay aur mt4 ko chalnay kay liye itni net speed ki zarorat nhi hoti ye software 2g per bhi chal jata hay. is say ap andaza ker saktay hain kay is per kitna data kharch hota hay.
          • #695 Collapse

            net speed best ho gi tab hi hum is forex main sucess ho sakty hain so hamain market main enter hony say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur market main knowldge acha ho ga tab hi hum achy say profit hasil karein gay
            • #696 Collapse

              forex mai live or sada urdu mai trading karty hain is ky liye internet speed be bohata che hone chahey pher he hum fast kam kar saky y forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain
              • #697 Collapse

                Aslamoalikum dears friends.......
                mn ap ki bt sy agree hon trading kliya mara khyal sa itni khas ziada net speed ki zarorat nai ha ager ap ka gher main dsl lga hoa ha or 1mb ka package ha or normal speed bhi arhi ha to trade karna main koi mushkil nai ho gi ap kiya kehty hn ???
                • #698 Collapse

                  Hanji bhai jan net ko sapeee k lahaz say kam say kam 1 am b yha 2 am b per second honi chahiyia q k net ki sapeed zada hoo gee tu ap apna kam sakon say kr sako gay q k aj kal ka ju doar hai wasy aj kal ka ju doar hai wo net ka hi hai hr biznace tkeiban net pay hi hoo raha hai
                  • #699 Collapse

                    Forex main kam kernay kay liye kuch chezen boht ahm hoti hain jo kay forex ki basic hain jesay koe acha sa PC, laptop ya mobile aur aik acha conection jis ki speed itni ho kay wo ap ka trading plate form run ker sakay aur jo ap ko koe help kay liye website open kerni hay wo open ker say. ager sift order open aur close kernay hain to us kay liye sirt MT4 low speed per bhi run ho jata hay. lakin sath sath help ya nanalysis kay liye other wesite bhi open kerni parti hain is liye aik reason able speed ki zarorat hoti hay.
                    • #700 Collapse

                      forex mai live live tradign karty hain is liye internet speed be fast hone chahey pher he hum achy tareky sy kam kar saky gy forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ho cuka hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life ime career be bana sakty hain
                      • #701 Collapse

                        Re: net speed kitni honi chahyia

                        aap ko is ma net speet high cahay is ma aap ko is ma low speet par posting karnay ma be msala ho ga is ma hum ko cahay kay hum is ma asa net use kary kay jis ki speet ache ho our is ma kaam to aap ko net sa he karna hota ha q kay ya aik online business ha to is ma aap ko net ki speet ache hio ge to is ma aap ko high cahay is ma aap ko online kaam karna ha net ki speet sahi ho ge to trading karnay ma asne ho ge
                        • #702 Collapse

                          Re: net speed kitni honi chahyia

                          forex trading kay liye net speed itni honi chahye kay ap apna kam ker saken ager net speed kam ho gi to koe website hi open nahi ho gi aur na hi thek say trading sofware chal sakay ga aur na hi jab trading karen gay to order nahi lagen gay que kay slow speed ki waja say order time per nahi ponchay ga aur order execute nahi ho sakay ga.
                          • #703 Collapse

                            Re: net speed kitni honi chahyia

                            hello dear brother forex ma trading k liya net ki speed bhi kafi important he es karobar min because net ki speed theek ho gi to hum theek time pe na sirf ye k trade open kar sakin ge balke us trade ko close bhi kar sakin ge time pe.
                            • #704 Collapse

                              Re: net speed kitni honi chahyia

                              market main is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aur market main kam kar k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain aur market main speed best ho gi tab hi hum achy say trade kar skaty hain aur market main profit hasil kar sakty hain it is best job
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Re: net speed kitni honi chahyia

                                hamain market main kam kar k hi hum sucsess ho sakty hain aur is forex main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga aur hamain apni net speed ko dekh k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess ho skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X