net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    is main speed achi honi chahye aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho skay aur greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur demo main learn kar k hi hum real main trade kar sakty hain aur experience hasil kar k hi hum sucess hon gay it is best job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      net ki speed kafi zada hony say is main trading ko krna kafi zada zarori hota hai kun kay is market ki yehi sub say zada zarori cheez hai jin say ik traders ko is say order ko lagana or sath main is market ko monitor krna zarori hota hai
      I LOVE PAK FORUM
      • #663 Collapse

        bhai aghr tu bat net ku es ki speed high he honi cahhye or posting k liye tu slow speed bardasht ho jati hai maghr jub hmain tarding karni hoti hai tu hmain net ki speed pori honi chahye aghjr tu hmari net ki speed kam ho jati hai tu hmain es main loss k cahncews zeyda ho jaty hain or hmari trading main hmra order open lait ho jta hai
        • #664 Collapse

          Assalam_o_alikum warahmatullah hi wa barakatuhu ! Mere khayal may net speed ager 2mbps bi ho to bht hay albatta higher speed equals to faster browsing
          • #665 Collapse

            Forex main kam krny k liye hamain bohat taiz internet na b ho to kam chl jata hai laikin internet ki speed aisi honi chaye k kam main rukawat na ay or jab ham trade lgain to asani sy lg jai or jab trade hatain tab bhi hamain msla na ho
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #666 Collapse

              Forex aur online busness hy aur jab tak es ki speed achee nahi ho ge apko kam karny mein mushkil aye mai tou mobil use karta hon aur eski speed achee hoti hy kam karny k liye
              • #667 Collapse

                net speed to trading kay lay best honi chey trading ka online business hai aor is main trader ko high speed internet sy trading main diqat nhi hoti hai aor trader instant order market main place krta hai jb trader ky pass net speed best hona chye phr trader ko trading sy good profit hota hia aor trader ko trading main problem face nhi hoti aor low speed sy problems trader ko face hoti hian
                • #668 Collapse

                  net ki speed bas ap k pass yahan par 3 g hona lazmi ha jis say ap araam k sath is may entry or fosrum may ap loog posting kr skty han or apna lye fund araam k sath generate kar skty han or apna kaam kar k paisay bana skty han is say
                  • #669 Collapse

                    sir forex ma net ki speed koi bhi metter nai krti ha itni honi chahiye k ap trade kr saky or ap forum pay posting bhi kr saky wesy sir 1mb bhi bhot ha forum or trade k liye wesy agar apnay ziada krna ha to wo ap pay depend krta ha lakin just forex ko thori si hi speed honi chahiye jis say ap forum ki side open krky post kr saky
                    • #670 Collapse

                      Bhai ye kam online hy aur es k liye net ki speed ka acha hona boht zaruri hy agar speed achee nahi ho ge tou na trading achee ho ge aur na hi posts wala kam sahe ho ga kudh mujhy aik daffa loss hova net speed sahe na hony ki waja sy
                      • #671 Collapse

                        Forex trading business bahot hi ziyada risky business hai aur News Time per to market main bahot ziyada volatilty hoti hai aur agar app ki inter-net speed kam hogi to phir apko ya to bahot ziyada profit hoga ya bahot ziyada lose hoga isliye apko kisi bhi achi company ka Internet use karna chahey jokey ek acha aur stable Internet provider karti ho
                        • #672 Collapse

                          Main too y khana chahon ga kay internet ke speed achi ho gei too aap achy say kam kr sakain gay agr aap ka internet acha na ho too forex trading aur forex fourm main posting krna mushkil ho ga koun kay ess say time zeada lagy ga
                          • #673 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: teeda پيغام ديکھيے
                            mera app sab user sy ye sawal hay ky forum par posting karny ky layia or trading karny ky layia net speed kitni honi chahyia:(
                            Mere Khayal Mein Tu Agar Hum posting kar rahe hai ya phir trading kar rahe hai to uske liye bahut Bade wale internet TV Zaroorat Nahi Hai 3GP aaram se internet apni trading kar sakte hain
                            • #674 Collapse

                              forex main trdaing karny k loiye net speed achi honi chahye full strngth main honi chahye q k yah aik aysa kam hain jis main hmain foran se cation lena hota hai aghr tu hmaraanet itna stong hota hai k hmain foran se trdaing karny de tu he bhatr hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Forex me net speed ka koi issue ni. Normal speed pe b kaam chal jata hai. Ager ap mobile pe forex use ker rahe hain to us pe network jo use ker rahey hain us ki speed behtreen hai forex use kerne k lie lekin shart hai k us area me signals porey hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X