net speed kitni honi chahyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    net speed aaj kal toh sub service provider ki achi hi hoti haai... aap MT4 ya MT5 terminal may trading kartay haai or os may kam speed pay b aap ki trading hoti haai... agr speed achi naa ho toh khabi b open trades na karian...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Forex trading tou ap just normal net speed ky sath bhi ker sakty hain jo apko market movement continue variation ky sath show kerwati rehy bagi forex market ka graph hi hota hai jis ky liay I think two mb speed bahot zyada hai ky agar apka net two mb per chal raha hai tou apko koi preshani nehi aaey gi
      • #648 Collapse

        ar humain achy sya kam karna hay to humain net speed ki zrort hay to humain hard work kar kkay achy say kam karna ho ga hard work kar kay learning say market main kam karna ho ga
        • #649 Collapse

          Aap ko trading key leye Internet ka speedy package lena chaheye ya phir DSL ya wifi ka use krna chaheye. Hamain itni speed key sath kam krna chaheye keh trading key doran interruption na ho aur ko kaheen loss na ho jaye. Is ky elawa UPS bhi zaroor use krain takeh light janey key bad bhi aap ki trading continue rahay.
          • #650 Collapse

            Forx trading main net ki speed ki koi shert ni hy bas apko net ki Jo zaroorat hoti hy k bus as apka net on ho aur 3 g chalna chahiy ta k apko trading mein kisi bi qisam ka koi masla nu aay bas itna net hona chahiy
            • #651 Collapse

              is forum pe posting k liye aor trading k liye bohat ziada high speed ki zaroorat nahee parti hai bas normal speed ka net pe bhi ye kaam ho sakte hain forex ki ye baat achi hai k is ko karne k liye kuch alag se arrange nahee karna parta hai
              • #652 Collapse

                net ki speed ka zaida hona chahye hum is main boht hi acha earn kar skaty hain aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay it is best
                • #653 Collapse

                  Dear aaj kal to net ki mobile per bhi speed wa wa hoti hai laikin aap ko pata hona chaiay kay forex trading kay liay net ki itni zada speed ki zaroot nahi hoti sirf ptcl ka 1mb ka bhi connection laga hua ho to kay lain kay forex trading kay laiay bot had tak theek hota hay
                  • #654 Collapse

                    g han is main net speed ko tez hona ho ga ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess ho skaty hain aur earning ho
                    • #655 Collapse

                      is main net speeed achi ho gi tou is main hum acha aur jaldi kam kar k boht hi acha bonus hasil kar saky gay aur hamain trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay it is best
                      • #656 Collapse

                        forex trading main agar hum kam karna chahty hay to eskay liey humary net ki speed bhi theak honi chahiey agar humara internet theak nahi ho ga to humari trading main rukawat ho sakti hay
                        • #657 Collapse

                          Yes dear Forex trader main aapko Ye kahunga Meera syal mein Park forum p posting karte waqt aapke net ki speed achi honi chahiye ke aap ki post update ho sake itna bhi na ho k aap ki post forum pay update na ho sake
                          I LOVE PAK FORUM
                          • #658 Collapse

                            Dekhiye forum par posting ke liye net ki high speed jaroorat nhi hai yaha aao real time par kuch nhi karte hai Balki pehle se Bani thread Mei reply karte hai jismei itminan se kaam kiya has Sakta hai par trading ke dauran mamla alag hota hai waha par app Kitna fast market Mei enter aur exit karte hai Yeh maaniye rakhte hai market Mei opportunity aati Rehti par unki speed bhi waisi Hoti hai appko market se match karne ke liye waisi hi speed ki darkaar hai isliye internet fast hona behalf jaroori hai tasking price change se pehle aap apni trade Laga le kabhi to internet ki sped issue ki wajah se trade closed karne Mei kaafi mushkilaat ka Saamna karna padta hai internet slow speed bhi kabhi kabhi loss ka sahab ban jaati hai
                            • #659 Collapse

                              neet ki speed koi b ho bas aapka net thek chal raha ho ye zarori nhe hain k aaapk pas kafi teez net ho bas asa net ho k merket chal rahi ho or aaap jaaab post kar rhy ho tu aapki post ho main ne b kafi suna hain k neet fast hona chaiye net ka forex say koi talug nhe bas aapk pas 1 net conntion hona chaiye or 1 leptop ya pc bas ye kafi hain trading k liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                agr ap forex market mai trade krna chahtay ho tou eskay lye ap kay net ki speed fast ho gy tou ap esmarket mai trade kr sakty ho low speed ki waja say ap forex market mai right time mai na order open kr sakty ho aur na he close kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X