forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Bahi jan maray khyal say sabbar say aap ki murad emotional per control karna hay and hum agar apnay emotional per control kar letay hain to aik good trader ban saktay hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      yes forex man patience ki bohat zayada value han or ham is man jitna patience sy kam ly gay ham ko utna hi zayada faida hoga or ham is man utna hi zayada profit gain kary gay or hamy koi msla nai hoga
      • #498 Collapse

        bhai jan aap ne bht hi achi thred post ki ha ham jitna zayda sabar se kam akry gay hamy utna hi zyda is se lose se bach sakty ahi our profit hasil kar sakty hai
         
        • #499 Collapse

          humen forex men sabar k sath trading karni chaye kun k forex men agar hum sabar k sath trading nhi karen gay to humen loss b ho sakta hai kun k forex boat risky job hai so humen forex men bohat soch samajh k kam karna parhta hai or humen forex trading men ziada lalach b nhi karna chaye kun k lalach buri bala hai
          • #500 Collapse

            forex me sabar ki bohat ehmiyat hai mere bhai aap ke andar jitna sabar ke sath kam karne ka hosla hota hai utna he zyada aap yahan se kama sakte ho or mere khayal se sabar or sakoon ke sath kam karne wala he yahan se maximum kama sakta hai .
            • #501 Collapse

              forex me sabar ki bht ahmiyt he and aap forex ko learn kar kay money made kar saktay hay yeh aik acha tareeka hay kiyon kay forex aik real business hay aap ko chayie kay aap forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge bhi increase ho .
              • #502 Collapse

                Dear is business me sbr ki bht zyada ahmiyat ha kyun k ye aik asa business ha jis ko hm jald bazi me nahi kar sakty hain agr hmen is business me achi earning karni ha tu us k liye hmen is busines me hmeshah sbr se kam laina chahye
                • #503 Collapse

                  My dear brother forex trading me saber ki bohat zeyyada ahmiayat hi es ko ap ea tra samajh ly k forex trading me jis ko saber krna ata hi us forex trading bhi krni ati hi or jis me saber nahi hi wo kbhi bhi ek acha trader nahi ban sakta..
                  • #504 Collapse

                    Mere khyal main to jo sabar kreta hain uss ko iss k pall zarora milta hain or han ager ap sabar karengay to yaqeenan apko kamyabi milngi humesha forex main trading sabar se kerni chahiye
                    • #505 Collapse

                      salam bhai jee app forex mein laaluch na karin is mein app ka he faida hai app forex mein kaam karna chahtayh ain tu app ko saber se kaam karna ho ga
                       
                      • #506 Collapse

                        Dear is business me sbr ki bht zyada ahmiyat ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning tb hi hoti ha jb hm is business me sbr se kam laity hain or jb hm is business ko hmeshah tention free ho k kam karty hain tb hi hm is business me success ho sakty hain
                        • #507 Collapse

                          forex me sabr ki bht zayada ehmiyat hai ap agr sabr se kam laingay koi bhi kisi bhi tarah ka deceision lainay se pehlay pori tarah uski knowledge laingay uski achi tarah planing karaingay......
                          • #508 Collapse

                            jeejaanb yeh aik online busnsie hai is amin jab aap sabar karty ho to aap ke trade achy profit main chali jati hai or aap ka account acha ho jata hai
                            • #509 Collapse

                              bhai forex trading ma sabar ki bht ehmiyat ha. forex trading trader ko sabar se trading krni chaiye aur apne feelings aur emotional pr control krna chaiye. aur aik planing se trading krni chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                forex mein sabar he asal cheeze hai jo ap ko profit ki taraf ley jati hai, sabar sey agar kaam na lia jaey tu loss he hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X