forex mn sabar ke kia ehmiyat hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    i have been in forex trading business for last few months and in my opinion forex trading is a business only for those who have patience ,in my opinion most of the people loss in forex trading only because they have no patience
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      aslam alakm bhai jae forex treding sabar kyee buht zayada ehmiyt ha ap agra es forex mya sabar sa kam krya to ap ko es mya mya nahyee samjta kya ap ko es nakime kya mo deaknya prya ga
      • #423 Collapse

        forex 1 boht acha business hai agr ap esay achi trah say samaj lo k kesay tum loss ko stop kr sktay ho or kaisay tum profit bna sktay ho mtlb ap ko pehlay to es k baray main achi practice krni chahiay demo account main or news or market k sath touch rehna chahiay phir trade krni chahiay agr ap ko loss ho b jay to sabr rakho q k business esay hi boltay hain.
        • #424 Collapse

          Forex main sabr hi sub kuch hai.is k baghair hm forex main aik step bh nae lay sakty.agr hum sabr nae karain gy toa hmain bht sa loss bo skta hai q k yeh aik risk bh hi what if hum profit ki bjaye sirf loss hi hasil karain
          • #425 Collapse

            bhai jan saber ka phall isi lye to metha hota hy k ap apna sub kuch Allah ki raza per choor daity hain ur pher ap ager ap saber ka daman hath sy na chorin to ap ko itni earning ho gi k ap soch bhi ni skty is lye hamin sber kerna chye her hall main
            • #426 Collapse

              Forex q k aik risky business hota hai,or jab ap ko yahan se loss hota hai tu ap ko saber se kam kerna chahiey, q k jab ap saber se kam nhi lety hein tu ap wrong desicion lety hein or ap na sara capotal loss ker sakty hein
              • #427 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
                jee dosto mn ye pochna chata hon k forex mn sabar ke kia ehmiyat hy


                G bro bilkul theek kaha forez sabar walon ka kam hay baz log jaldi aur lalach main trade kharab ker k apnay paison ko zaya ker detay hain aur bad main sara ilzam wo forex per dal detay hain halankay aysa galat hay appp jab b trade kero koi bhe usko soch smjh k kero stats daikho phir trade ker sabar rkhna chahiye jaldi say kam nahi lena chahiye na he lalach say kam lena chahiye because zarori nahi k her bar jab insan lalach kray tw usko profit ho ziada ter nuqsan e houta hay
                • #428 Collapse

                  mery khayal mein to forex mein sabar ki bohat ehmiyat hy kyun k jab tak ap sabar say trading nhi karien gay aur jaldbazi say karien tab tak ap successful nhi ho sakty
                  • #429 Collapse

                    Bhai, ahmiat to mere khyal se jitni forex me hai sabar ki utni kisi me nhi, but it also depends on person to person way of working and tradign style
                    • #430 Collapse

                      sabar ak ase namat ha jis sai insan ko metha phal milta ha to har jeez mai insan ko sabaer karna chaiya jo bhe kam ho is vja sai forex trading mai bhe saber karna cheiya or aram sai kam karna chaiya
                      • #431 Collapse

                        dear sabar ki he tu sari ehmiyat hy ap koi b kam shru kro tu ap ko har qisam k halat sy nimatny k liay tyar rehna hota hy apko loss k liay b tyar rehna hota hy aur agr loss ho jay tu apko dil chota ni krna chahye balky sbar sy kam ly kr hard work krna chahye taky agli bar esa na ho
                        • #432 Collapse

                          forex mein sabr se kam krne ka hi phal milta hai agr ap jaldbazi ya jazbat mein a kar kam karo ge to ap ko loss ka samna b krna par sakta hai forex mein hamesha soch samj k or relax ho kr kam karna chahiye ta kay ap isy faida utha sako.
                          • #433 Collapse

                            sabar to har jaga ap ke lie successfull he bhut dafa jald bazi men ap ghalti kar jate hen or phir ap ko loss hota he jis se ap ka itimad kamzor hota he.
                            • #434 Collapse

                              jee janaab har kaam ki tarhaan forex mein bhee sabar ki bohot zeyada ehmiyat hai aap ko nehaayat sabar or tahammul or hoslay say kaam lena parta hai warna aap kabhi kaamyaab nahin ho saktay forex mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Ager ham forex mai sabar ko ahmyat de to per ye ek acha business hoga qk jab trade lost mai jata hia to hamian us k profit mai ane k lye sabar karna chahye and zyada earning ka soch be kam karee and thora sa profit per be ham sabar karee to ham bahot kuch kama sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X