forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    is kam may zaida din lagya to kam asan ho jaya ga ar forex kay durasn ke kei kam ham kr sktay hay isleiyai ham ko pershan nhi huna cha heiyai ar imotional na hoon to stress na layya to kam asan ho jyay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      sabar ki forex men bohat ahmiyat ha q kay aghr ap jald bazi kro gay to apko loss ho skta ha is liye mind ko hazir rakh kay aur aur sabar say trading krni chaye is say apko bohat faida ho ga..
      • #438 Collapse

        Mary khayal ma forex ma sabar b boht e zarori ha...agr ap bina sabar kiye or profit ki lalach ma agr ap ny koi galt trade ka di to ap ko loss b ho sakta ha
         
        • #439 Collapse

          Mary khayal ma forex ma sabar b boht e zarori ha...agr ap bina sabar kiye or profit ki lalach ma agr ap ny koi galt trade kar di to ap ko loss b ho sakta ha
           
          • #440 Collapse

            forex mein sabar aur tuhammal se kaam karnay se ap ku ziyada faeda ho ga kosis karay es mein mind se trade karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
            • #441 Collapse

              bhai janf orex ak business hia our ye itna b asaan nhi ha ke esy har koi easily kar saky isy pehyl bht learn karna parta hai our trading ki practice akrni parti hai.ye ak bht hi profitable business hia
                 
              • #442 Collapse

                han g forex mein sabar ki bahot ahmiyat hy because forex suitable business hay sab kay liye aap ko chayie kay forex ko learn karya takay aap ka knowledge increase ho is tarha ap forex mein aik achay trader ban jayn gayn mein forex ko bahot pasand karta hon aur future mein bhi acha trader bano ga .
                • #443 Collapse

                  Forex mein sabar ki ehmiyat se inkar nahi kiya ja sakta specially in long term trading where you have to trade for hours and hours,so patience plays a key role in successful trade.
                  • #444 Collapse

                    sir g ma tu ye he kaho ga k forex trading business ma sabar eak asi chez hai jo karo gye tab he earn kar sakho gye kiun k agar wase he trade karo gye tu loss b ho sakhta hai.
                    • #445 Collapse

                      Bhai jaan forex trading main kmyaab wo log he hotay hai jo k sabar say kaam letay hai q k bhai jaan yeh aik business hai jo k is business main lalch say kaaam leta hai wo hamesha loss ka samna he karta haibis business main bhai jaaan ....
                      • #446 Collapse

                        yes i would like to say here that in forex trading if you have high level of patience then it means you have command on your emotions regarding controlling them so be patient all the time in forex to get your desired sucess
                        • #447 Collapse

                          g ahn as men ap ko kam shoro karna sa pahlah sabar sa kaam lana pahrtah ha jab ap mokamal tur par tayar ho jatah han tu par ap kah laya karna muskil nahe hotah forex par kam karna
                           
                          • #448 Collapse

                            Bhai jan bus ap yun samaj lijye k pak forex forum ki trading ma ma forex ka mtlb hi sabar hai, jo is ma sabar se kam lega wokamyab ho jaye ga, q k ap agr sabar se kam nhi loge to trading ma nuqsan ho skta hai or ap kbi is ma kammyabi hasil nhi kr pao ge
                            • #449 Collapse

                              dear brother........forex trading business may sabar mery khayaal se greed may ata hai .......jesy k kam profit khasil krna aur sabar k sath chalna .......jesy kisi na sabr ko tor kr greed ko chun lya ho aur loss ka shekaar ho gya ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex me sabr ki bohot importance hy kyun k jab hum apna kaam kerta hain tu haeim is baat ki jaldi hoti hy k humein profit mile lekin agger hum patience se kaam lein tu humein kafi profit milta hy.,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X