forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    forex me sabar ki ehmiyat ye hai ke agar humara loss ho jata hai to hume sabar krna chahye na ke hum loss ke bd apna business chor de
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jab b koi trader sabar se kam nahi le ga or jald bazi kary ga to wo apni investment ko loss hi kary ga, koshish karnia chaye k agar hamari trading loss me ja rahi hay to tab tak sabar kia jeye jab tak hamri trading profit me na ajaye.
      • #213 Collapse

        ek to forex me jab intry lagaye tab sabser se kaam le jald bazi na kare market dekhkhe intry lagaye yeh nahi ke market buy me ja raha hai aur aapne sell ki intry laga diye dusra yeh ke jab intry minus me ho tab bhi saber kare daily news ko follow karke ke market kitna up aur down jayenga uske hissabse yeh nahi ke intry minus me jaa rahi hai aur hum postion cut kare wo time bhi saber se kaam le.
        • #214 Collapse

          Forex trading aik aisa business hai jis main Sabar itni ehmiat rakhta hai kay aap is kay bghair nahi chal sktay hain is main agay berhnay kay liay aap kay ander sabar hona lazmi hai is main junhi saber ka daman haath say nikalta hai to loss bhi ho jata hota hai is liay hamesha relax reh kay trades kero
          • #215 Collapse

            Hum ne sabar karny ka bohat suna hai forex trading me magar sabar kaha or kaisy karna chahiay iski information bohat thory members ne discuss ki hai. Forex me patience waha karna chahaiy kay humen market ki position jab tak nazar na aay tab tak order na lagaen or jab hamar koi order profit me aa jay tu phir isko take profit tak hit hony kay liay laga rehny dena chahiay or patience karna chahiay jis tarha hum loss waly order ko profit me aany ka wait karty hain or hamara loss increase hota rehta hai isi tarha profit waly order ko bhi laga rehny dena chahiay or takay maximum profit me order ko close kia ja saky.
            • #216 Collapse

              bhai forex mein sabar ki boht ehmiyat hai sabar rkhna chahye agar ap long temr mein trade kr rhy ho tb bhi aur short term mein ho tb bhi kiun k apko trading mein ak dam he se profit nhi mil jata hai currency uper neche hoti hai to bht he mushkil se apka target pura hota hai aur is mein time to lgta he hai.
              • #217 Collapse

                bhai jan Forex men sabar hi to chahye agar koi banda sabar nahi kar sakta to wo trading hi nahi kar sakta. mean agar aap jald baaz sabit huey to samjhen k aap kabhi bhi kamyab nahi ho sakta aur agar sabar ka daman thamey rakha to kamyabi aap ke qadam choomy gi...
                • #218 Collapse

                  MEry bhai forex mein sabar ki boht ehmiat hai aap jald bazi mein trading nhi kr skty agr aap jald bazi mein trading kryn gy tou aap ko loss bhi hou skta hai ic liye aap ko trading krty waqat sabar se kaam lena chahiye phir hi aap successful hou skty hain...
                  • #219 Collapse

                    forex ki ehmiyat bht hai humari zinadgi m dekha jae khas kar k students jo k apni study ka kharcha aforex say anay walli profit say pura kartay hain aur woh log jo apnay officess m ja k kam nae kar sakty woh ghr pay hi beth k apna sara kam kar sakty hain aur paisa kama saktay hain ...
                    • #220 Collapse

                      Janab Forex mein wohi trader kamiyab hota hai jo sabar sy kaam leta hai ye jald bazi ka business nahin hai is business mein jald bazi sy nuqsan hota hai, agar hum is mein thora sabar karen gy to jald he achy trader ban jaen gy. Forex mein sabar ki buhat ziyada ehmiyat hai.
                      • #221 Collapse

                        forex trade may sabr k ehmiyat ye hy k agr sabr sy kaam liya jay tu hum trade may kuch earn kar skty hain market oper nichy hoti rehti hy tu thora sabr sy kaam le tu koi profit ho skta hy
                        • #222 Collapse

                          dear jaisa ka ap janta hain ka saber ka pahel mitah hota hai forex ka b yahi hessab ha ka jab profit ho to saber kary aur jab noqsan ho to saber kary tak ka us saber ki ahmiyat ka pata cahla saber ka amal ek trader ka liya buht aehm ha jo usa ek acha admi b bana deta ha is sa insan apna gusa par b kabo pa leta ha
                          • #223 Collapse

                            is kam mein kiya sabar har jagha hi fayda dyta hy agar sabar nhi to kuch bhi nhi
                            or forex mein bhi sabar ka bhut bara hath hy ke apko lalach se bchata hy
                             
                            • #224 Collapse

                              bht zayda ahmiyat hy sabar ki, agar app main sabar hy to app success hasil kar sakty hain bus app ko patirence rakhni ho gi hota kuch nhi hy bus agar trade loss main jati hy too wo thory time ky liay hi jati hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                the patience is the most important in the forex without the patience the success is not the possible in the forex that is why if you want to get the success in the forex then you have to trade with the patience
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X