forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear forex trading main patience hi sab kuch hota hai forex trading main jald bazi krne wale log sirf loss hi uthate hain forex main sirf patience rakhne wale hi log kamyab hote hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      kafi ehmiyat hai sabar ka phall hamesha meetha hota hai is ko hath sy na janny dain aur trade py dehan dain koi loss bhi huwa hai tou sabar karain profit bhi ho hi jaye ga
      • #63 Collapse

        Forex me sabar ki baht ziyada ahemiyat he q ke jald bazi aur jazbatiyat hamesha bane banae kaam ko kharab kar dete hen is liye hamen trading karte waqt sabar aur sukoon se work karna chahiey.
        • #64 Collapse

          dear forex me sabar bhut zarori hota hai kyu ke ye risky business hai jis me hum profit or loss dono hote hai agar aap ko loss ho jaye to aap ko sabar se kam lena ho ga kyu ke trading woh hi kar sakta hai jo sabar karta ho or loss ko bardasht karta ho ir sabar ka phal humesha metha hota hai
          • #65 Collapse

            bhut acha sawal hy ap ka bhai .mashoor zarb ul misl hy k sabar ka phal meetha hota hy agar ap b forex ma invest kr k aur sbar se kam le k start kren to profit ziada ho skta hy
            • #66 Collapse

              brother ap ne suna hoga k sabar ka phal meetha hota hai,trading me besabar logo ka koe kam nahe q k is me success k liye ap ko sabar or mehnat chahye phr he ap is me success hasil kar skte hain.
              • #67 Collapse

                sbr aik esi sawari jo apney sawar ko girney ni daiti is liye forex mei b sbr ki boht ehmiyat hai q k ye aik long term trading hai
                • #68 Collapse

                  forex trading main sabar aik bohat important factor hai sabar se app ko achi trade ka mooka milta hai app ager sabar se kaam lo to app sahi waqt main sahi jagah trade laga kay acha profit earn kar saktay ho.
                  • #69 Collapse

                    sabar aap ko loss se bacha skta aur acha khasa profit bhi day skta hai islye i would say kay sabar bohat ziada important hota hai aap kay liye iss liye aap ko chahye kay sabar se kaam karain jald baazi na karain kyun kay jald baazi humara nuqsan kar skti hai
                    • #70 Collapse

                      dear in forex trading patient importance is very high and we should not loose our stemna and always control our emotions in order to earn reasonable profit and avoid from loss in forex market and if we should not be patient then we may go into loss in forex trading market
                      • #71 Collapse

                        bhai forex men agr ham sabar se kam lety hen to ham ko loss nhi hota mean agr ham jaldazi men trade ko op en ya close kren gy to ham ko loss ho sakta he agr hm sabar se kaam le ker apna tajurba use ker k apni skills ko use ker k trade kren gy to ham ko profiy hoga or ham loss se bach jygy
                        • #72 Collapse

                          yes patience is very important if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then u can make a lot of money from the forex trading market ...........
                          • #73 Collapse

                            Forex main jb bhi ap trade lagao ap sabar kro tb he aap ko is smain faida hoga aur is smain tb he ap acha earn kr sakty ho . Forex ek best business hai duniak ka ./
                            • #74 Collapse

                              ji ha mere dost sarf forex main na hi sab busienss main hi sabar ki bohut hi amhiat hai . ku ki app ko agar forex busienss main success hona hai to app ko right time decision lena hoga or fir trade karna hoga so app ko time or sabar ki bohut hi amhiat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Sabar ka phal meetha hota hai forex main sabar ki bhot ehmiyat hai kyunk lose k wakt sbaar he hmary kaam ata hai aur ham es tarah trading jari rakhty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X