forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    sbr ke bht ahmiyat ha forex me..jo k hum me se bht so me ni hoga...me ne be sbri me orders lga k bht nuqsaan kiya ha.ab ahista ahista sbr ke trf barh rai hn,,,ab mje andaza ho ra ha k sbr kitna zroori ha meetha phal khany k liye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex main trading karte waqt sabar ko made nazar nahi rakhna chahye balke apne dimagh ko hazir rakh na chahye or apne emotions per control karna chahye
      • #198 Collapse

        forex me trading krne k lye humei sbr se kam lena parta hx aksar logo ko loss uthana parta hx to wo sbr se kam len aur next time koi glti krne se bchen aur apne knowledge aur experience ko kam me laty hue trading kren
        • #199 Collapse

          ASSALAM O ALEIKUM hmmmm mere bhai forex me sabar ki bht zada ehmiyat hai ap ye samjh lein k agr ap k andar sabar or bardasht nh hai to ap kabhi bhi ache trader nh ban sakte qk agr ap jald bazi mein trade lagaenge to yaqeenan kuch na kuch ghalti hogi or usse apko loss hoga
          • #200 Collapse

            Forex mein sabar ki buhat zayada ehamiyat hai kyun k sabar se hi aap trading se related sahi decision le sakte hain and theek se planning kar sakte hain k kis trade ko open kar na hai kahan invest karna hai etc is lye jis se aap sahi decision le kr better trading kar sakte hain.
            • #201 Collapse

              bhai ap ne bhut acha sawal kya ha bhai is bary mera khyal ha k apko is business me saber say kam lyna chahy q ky ye ik online business ha to is liy apko is business me koi jald bazi nahi karni chahay
              • #202 Collapse

                Forex mein kaam karte hue aap ko sabar ka daman kabhi nahi chorna chahain aap ko apne loss pe sabar karna chahain aur apni mistakes ko point out karna chahain is se aap ko faida ho ga agr aap forex per sabar se kaam nahi lete to aap ka dil is se badzun ho jaye ga aur aap is ko chorne per chale jaye ge is per mai aap ko yehi keho ga k forex per wo log hi kamyab hai jo is per loss karte rehe hai aur apni mistakes se learn karte rehe hai.
                • #203 Collapse

                  dear forex mae sabar ki ehmiyat aisi hai jaise k apki zindagi mae apko sabar ki zaroorat hoti hai , utna hee musqil hai sabar karna trading mae jitna k asal zindagi mae hota hai , lekin sabar ka phal bhi milta hai sabar karnae par profit ki sahakal mae ..
                  • #204 Collapse

                    Patience is so much important in the forex trading business that patience makes the trader strong and confident and trader can get the best knowledge and experience due to great patience, so we should be patience all the time in forex.
                     
                    • #205 Collapse

                      ammmm forex pak me sabar ki bht ehmiat hai allah b kheta hai k sabar kar sabar k phal methha hota hai isi tarha forex pak me ap sabar kar k profit earn kar sakten hai.
                       
                      • #206 Collapse

                        haan ye baat ke humain forex trading main bohot bohot se zyada bohot sabar karni chaie kyon ke sabar ka phal metha hota hai or humain sabar se kabi bi loss nahi hoga mere bhai yaad rakhna
                        • #207 Collapse

                          brother agar hum sabar k saath kaam karen aur lalach na karen to i think forex mein hum kabhi loss nahi kar sakte aur acha profit earn kar sakte hain forex ka kaam hai bhi uske liye jo sabar kar sakta ho
                          • #208 Collapse

                            Dear forex main sabar ki bohat zaida importance hai q k ye risky business hai agar ap ko is main loss ho bi jaye tu ap sabar se kam lein or next time achi trading kar k acha profit gain karay...
                             
                            • #209 Collapse

                              Bhai jan i think k Forex business man sabr ki kafi value han because agr ham is man sabr krty han to phir hi ham is man success or profit bi gain krsaky gay or agr ham is man greedy krty han or is man over confidence hotay han to phir ham is man kuch bi earn nai krsaky gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Bhtttt ehmiyat hai sabar ki....trading main hamesha patience rakhna chahiye...juldbazi main trading karne se ap concentrate nahi kar patey aur right decisions nahi lete so apko loss ho jata hai...is liye patience is important in trading......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X