forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    g bhai jaan may sirf ita kahna chahu ga k forex may sabar ki yah hai ahmyat bhai jan jasa k ap jantay hai k sabar ka phal metha hota hai zindgi k har situasan me wohi insan kamiyab hai jo sabr krny wala ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      i think mary khayal sa ja thak ma janta hu ka forex ek bhot acha kam ha is laya is sa huma koi noksan nai hota blaka sabar karna par profit b ho sakty ha................
      • #153 Collapse

        Forex me patience bhot important rakhta han agar hamre pass sabr hi nhi hoga too hum kuch bhi nhi kar sakte han...q ke forex me jab bhi um koi decision lete han un ko confidence ke sath apply karna chiye aur phir result ke liye bhi sabar karna bhot zaroori hota han ...aur sabar loss ke waqt karna bhi bhot zarrori hota han
        • #154 Collapse

          Agr ap forex bussiness karty waqt sabar nahe karyngy to ap ko Bohat problem hogi isi lye ap ko sabr karna Bohat zarori hai jasy kisi ko nuksan hojata hai trading krty waqt to usy sabar karna chahiye agr wo sabr nhe karyga to apna pora bussiness band kr ky chala jayga aur agr wo sabar karyga aur umeed rakhyga profit ki to yaqeenan usy agy kamyabi milygi
          • #155 Collapse

            jis insan mein sabar krny ki taaqat hai wo forex mein bohat e kamyaab insan bn skta hai mere khayal mein to sabar krna forex ki eham shart hai
            • #156 Collapse

              mere dost forex may patience buhat ziada zaruri hay, us ke bagher banda kabhy bhy successful trader nahy ban sakta, banday ko apnay andar sabar rakhna chahye aur kabhy bhy jaldbazi nahy karni chahye
              • #157 Collapse

                Forex trading me patience ( sabar ) buht matter krta hay kbhi jald baazi say kaam nahi lena chahiye kiun k jald baazi me kia gia kaam loss hi deta hay so patience say kia gia huwa kaam profit ki indication hay its very important factor in forex trading
                • #158 Collapse

                  forex mai ap jald bazi ni kr skty kiu k jald bazi mai km glt hee hota hai or ap trading mai jald bazi kry gy tu ap ko profit km hee ho ga or ap ki investment or time wast hee hota rhy ga.
                  • #159 Collapse

                    Assalam-o-Alaiqum, business k rules me se aik hai k wait for the right time to sabar ki ehmiat bohat hi zada hai jo jitna sabar kr k trade kryga utna sada safe rahega jab k jald bazi me nuqsaan k chances zada hai tou esliye jald bazi ko avoid krain or sukoon or itmenan se trade krain
                    • #160 Collapse

                      sabro bardasht ki ehmeyat yahan to dunia k har kam min hoti he leken pakistan forex treding min s ki khass ehmyatt he............... jo admi jald bazi or cunfedness ka muzera karta he wo hamesha hi nuqsan karta he
                      • #161 Collapse

                        forex me sbse zada sabar ki hi ehmiyaat h bhai ... qk wese bhi sabr ka phaal ka metha hota ha or haar jaga sabr se hi kaam lena chahiye taky kamiyabi rahy ... or iss business me tw ssbse zada zarorat ha k aap saabr se kaam len or sabar tahuml se kam karen ek ek kadam dehan se uthaen or pehly se planing karky rakhy taky kamiyabi hasil ho planing hogi tw results positive rahengy warna loss bhi hoskta ha.
                        • #162 Collapse

                          Forex trading ki is working main sabar ki bohat important ha so is liya humy chaheya k hum forex trading ki is working ko such samj kar trading kare take hum yaha is online working main profit more and more ho or loss kam say kam ho so sabar say working karny chaheya.
                          • #163 Collapse

                            sabar ki forex me to kya, har jagah har mor pe ehmiyat hai, hamesha sabr krna chahiye, sabr ka phal meetha hota, sabar krne se Allah khoob nawazta hai. aur yehi forex me hai...
                            • #164 Collapse

                              agar ap na is field main sabar karna seekh liya to samjho ap is market main ak mahir insan ho.agar sabar hi ni hai to phir ap kuch bhi ni kar sktey ho.forex main ak acha knowledge hone k sath sath apki learning honi chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Forex main asal ehmiat hi sabar ki hai kionky market seconds main ooper neechay hoti hai is liye jo bhi kaam karain soch samajh kar achi tarah dimagh lara kar karain aur sabar k sath karain taky loss k chance thoray kam hoon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X