forex trading ke liye kitni raqam ki zarooret hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    dear aop ko ak acha or successful tradoer banana ka liya ap ko time per nhi depeaand krna cha hiya so dear ya ap per or aop ka experience and knowledge per depend krta ha so dear ya ak online business ha so dear i like this business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      g bilkul sahe poucha apne bhai forex tarding k lea jini be ho trading ho sakti hy latkin jitni ziada ho outna he apke forex trading k lea acha hy kun k ais me mm ka khyal rakhna hota hy..
      • #543 Collapse

        g bilkul dear forex per trading karne k liye hum kam say kam 10 say b apni trading ko start kar sakte hai lekin agr hum jitna low capital k saat trading karte hai ye humare liye bhot risky hosakta hai and is say humara acount b wash hosakta hai humay forex per trading karne k liye much investment karni chaiye
        • #544 Collapse

          Sir forex aik international business hai jo ap log kahin bahi kisi bhi waqat isay baghair pason kay start ker saktay hain is may koi raqam nahi lagti hai ye free may open hoti hai ap kisi ki batan may na jaye thank u
          • #545 Collapse

            Ya depend karta hai kay ap kasi money managemen kartay hain. agar ap $100 sa trading start kartay hain to os ka liya zarori hai ka ap 3-4% risk lain aik single trade ka liya. Is sa zayada agar ap risk lain ga to ap ko loss ho skta hain. Also ap ko practice or study karni ho gi forex market q ka is k bagair forex ma earn karna mushkil hai.
            • #546 Collapse

              forex ma trading high invest be kar sakte ha aur low invest be kar sakte ha ..ye depend karta ha k ap k pass experience aur knowledge kitna ha...low invest karne chayhe ta k trading experience hasil kar saken...10$ se trading kar sakte han..
              • #547 Collapse

                ye zarori nai hai k ap k pas raqam ho to ap forex main trading kar sakty hain balky forex main ap posting k ariye apna bounce bna k us bounce sy b trading kar sakty hain.
                • #548 Collapse

                  Forex trading mein investment ki koi limit nhi hy forex trading mein ye ap par depend karta hy k ap kitni investment kar sakty han aur ap ziada se ziada investment bhi kar sakty han aur kam se kam bhi investment bhi kar sakty han aur jetni ziada investment ho gi utna ziada profit earn kar sakty han aur kam se kam profit earn kar sakty han
                  • #549 Collapse

                    Basic analysis in the forex seeks to predict the value of the currency rate and direction in the market through the analysis of current economic conditions, the government and social policy factors within the framework of the business cycle. The foreign currency traders measure the economic situation of the state through the study of the level of macro-economic indicators
                     
                    • #550 Collapse

                      dear forex main ap 5 dollar se bhi trading shru kr skty hian and jitna zyada ap ki investmnt hogi utna hi zyada faida hota hai q k jitna zyada gurr hoga utna zyada meetha hota hai is liye apni hasiat k mutabiiq investmnt kren
                      • #551 Collapse

                        forex trading 1 bohat he profit able or risky business hai forex trading me tab he invest krni chahye jab ap k pas experience ho ager experience hai to ap 100$ se pe trading start kar skte hain or achi earning kar skte hain
                        • #552 Collapse

                          agar ap bhot achy trader hy to ap ko is k liya bhot kam rakam chaiya hoti hy 10 doler tak our agaer ap ko orex ki zeada samnaj nai hy market ehsani sy samaj nai ati hy to ap ko is my bhiot investmint karni parti hy
                          • #553 Collapse

                            Forex trading main ap ko kafi achci investment ki need hoti hai ap jitni achchi investment kerte hai ap ko utna hi faida hota hai kiyun ke long term trading kerne ke liye ap ko kafi achci investment ki need hoti hai
                            • #554 Collapse

                              The difference between the bid price (sale) price and demand (purchase). For example: If the price of the euro / US dollar currency pair 1.5034 / 1.5037 (or in other words, if the offer price of 1.5034 and 1.5037 price request), in this case the difference in points (spreads) 3 points (Pips). Simple points difference ensures that the trader entry and exit of the deals better
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                Dear hmen is business k liye achi khasi raqam ho tu hm is business se acha earn kr skaty hain kyun k jitni raqam hogi utna hi hm is business se asani se acha earn kr skaty hain or is business se asy hm acha earn asani se kar skaty hain isi liye ye best business ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X