Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Forex trading main jazbati ya emotional hona aap ko nuqsan puhancha sakta hy aur is sey aap ka profit destroy ho sakta hy. Trading key doran patience sey kam krna buhat zarori hota hy aur jo log emotional ho kar kam kartey hain woh wrong decision lena shuroo kr detay hain aur yun jo profit hasil ho raha hota hy woh bhi zaya ho jata hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      jazbati kbhi bhi nhi hona chaye . forex me trading ky doran frish mind rkhna chaye. agr aap ka mind fresh nhi hai to aap trading se door rhyn. jald bazi aur be sabri se aap apna nuksan kr skty hain.
      "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
      • #693 Collapse

        Aksar traders trade kay profitable hony per ya ziada loss per emotional ho jatay hain. emotional ho kar trading karna bohot he risky kaam hai aur . aur emotions mai trading mai ziada tar loss he hota hai . iss liye trading kay doran emotions per control karna lazmi hai.
        • #694 Collapse

          Agar ap forex main trade ker rehy hain then apko kabhi bhi apna confidence loose nehi kerna chahiay jab apko kisi trade main maximum profit hasil ho jata hai ya maximum loss ho jata hai suddenly tou ap confidence loose ker sakty hain but apko jazbati ho ker apny profit ko loss main badalny sy rokna ho ga warna aesa ho sakta hai ky jo apny profit hasil kia ho jazbati ho ker ap sara profit loss main badal lain
          • #695 Collapse

            humain is main emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay hard work kar kay kam karna ho ga
            • #696 Collapse

              G bhai g apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin chahye hy k hum forex mai emotion ko ek side per rakh ker trading kiya karain jo is mai best way hy earni g ka
              • #697 Collapse

                Trading key doran emotional hona buhat dangerous hota hy aur is sey aap ka loss barh jata hy aur jo profit hasil kia hota hy woh bhi zaya ho jata hy. Trading sey pehlay planning krna zarori hota hy aur planning sey aap profit aur loss ka aik target set kr saktey hain aur phir us key mutabiq apni trading ko manage kr saktey hain.
                • #698 Collapse

                  G Han forx trading main hamain trading k doran jazbati ni hona chahiy agar ham forx trading k doran jazbati ho k trading karain gy to ho sakta hy k hamko forx trading main bahut ziada loss ho jay
                  • #699 Collapse

                    Ap ki baat theak hai k forex market bikul bhe jald bazi na kray. es market mai srif wo traders he successful hotay hai jo es market mai patience ya cool hotay hai tou wo es market mai profit earn krtay hai.
                    • #700 Collapse

                      g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur experience hasil kar k hi hum trade kar skaty hain aur knowldge hasil karna ho ga ta k earn ho
                      • #701 Collapse

                        Yes dear ap ki bat thek ha hume forex trading ma jalbazi se kam nai krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha h is ma bihat kuch kma sakte hein ye hamre liye sab se acha business ha
                        • #702 Collapse

                          is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain
                          • #703 Collapse

                            jee bhae , agar aap Forex tradings mein koch hasel karna chaehte han to appko chaye keh app Forex tradings mein jaldbazee se kaam na lain kio keh agr jaldbazee sy kaam leti han to aapko lose bhee hao jaata ha
                            • #704 Collapse

                              je bhai aap ny thk khaa h Forex mein jazbaet qaboo karna bohat ehim hta h kayon ky jazbaet me hosh kho deti h or Forex mei stress damagh nhi bal ky calm zhen and confidance kee bhaut need h.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Haan gee bhiaa aokee baat bhee thk hm koe bhee bussnes krty hain US mei hamin patience say kaam laina chaehiye qk hum agr jazbatee hongi tao hmara hi lose hogaa trdaeiong be ik aisa hi bussnes he es em b hamin soch samjh ky kaam karna chaehaiye wrnaa hamin lose bhee hao sakhtaa he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X