Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Forex aik mind game aur is main emotions ki koi gunjayesh nahi hy. Jo log tension main aa kr trading kartey hain aur trading key doran jazbati aur aggressive ho jatey hain, woh aksar wrong decisions ley letay hain jin ki waja sey un ko buhat ziada loss ho jata hy. Jitna aap relax mind key sath trading karain gey utna hi aap ko faida ho ga. Forex ko learn karain aur phir trading karain aur is key elawa loss sey ghabrayen mat, yeh to business ka hissa hota hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Yes forex trading me trade kartewakt hame pura hosh havas me trading karna chahie.Kiun ki forex me hame jo bhi decission lena hota he usse soch samajke lena chahie.
      • #588 Collapse

        g han meray bhai forex mai huemn aram sai kam kerna chayea agar hum is kam mai jazbati houjate hen otu kuch bhi faida nahi houga hu,menm loss bhi kafi zeyad houta rahega
        • #589 Collapse

          Jazbaat mein hoty huy koi bhi kam achay trikay se surinjam nai pata, sirf hum emotions se avoid kar ki hi apni achievemments ko achieve kar sakty hein, magr wo jo her time emtions mein rehty hein means sirf emotions se hi apna sub kuch kar sakty hein.
          • #590 Collapse

            han g forex pe kam kerte hoe hum is per kam kernaq chyae is m ager hum forex ko smjhe k ager hum jazbati ho bhi jaye to humra kam khrab ho jaye ga hum forex ko smjh jate han fore x pe kam kerna or isko smjhna hamre lye zada kam kerna or earng kerna perta hai
            • #591 Collapse

              je main ap ke bat se agre karta hon .kah trading karte waqat hamin jald baze nahe karna chae .bohat soch samaj kar hamin trading karna chae .kunkah jab ham log soch samaj kar trading karen ge .to hamin loss bohat kam ho ga .agar ham jald baze karen ge to hamin loss bhe ho ga .or hamara profit he khatam jae ga .as lae hamin bohat tawaja se or hosle se trading karna chae .
                 
              • #592 Collapse

                je main ap ke bat se agre karta hon .kah trading karte waqat hamin jald baze nahe karna chae .bohat soch samaj kar hamin trading karna chae .kunkah jab ham log soch samaj kar trading karen ge .to hamin loss bohat kam ho ga .agar ham jald baze karen ge to hamin loss bhe ho ga .or hamara profit he khatam jae ga .as lae hamin bohat tawaja se or hosle se trading karna chae .
                 
                • #593 Collapse

                  nahi hamen bilkul b forex buseinss main jazati nahi hona chahye ku k agr ham is main jazbati ho kar ti trading karen ge to is main se hamen hi loss ho ga ku k ye buseinss bht hi zyda risky buseinsss hai r hamen is main aram k sath trading karni chahye,........
                   
                  • #594 Collapse

                    so the average shortage forex trader in the related to their knowledge in analyzing the market and I am sure there are many who have the inability in money management so that the effect on the emotions of trading
                    • #595 Collapse

                      you are absolutely right hmen forex trading me bilkul jazbati nahi hona chahiye.iss sy hmara he nuksan hoga.aksr log forex me loss hony jany k bad jazbat me a kr trading chor dety hn ya trading sy related koi galat faisla lay lety hn jis sy sirf loss he hota hy
                         
                      • #596 Collapse

                        yes dear bilkul men ap ki bat se agree karta hon trader ko jazbat me trade nahi karni chahiye, because jazbat me aa kar decision wrong born hota he aur wrong direction me trade place ho jati he, behtar he jab ap ka mind fresh ho tab market ki trend ko samjhne ke bad order place kare.
                        • #597 Collapse

                          This is very much true , agar aap nay aik trade main profit earn kar liya hay to phir aap ko aik dobra bara risk lay kar nai trade nai krna chahye, aisa na ho keh aap loss kar jayan, jazbati bilkul nai hona, keh chalo aik bar loss ho gaya hay koi bat nai, phir kar kay dakhta hoon, ye jazbat hamain sink kar datay hain,
                          • #598 Collapse

                            jee bhai app ne bilkul theek kha hai ager hum forex trading main emotional ho ker trading kery gai to iss ka hume loss he ho ga kun k emotions ki business mai koi jgha nai hoti iss leya mera to yah he khyal hai k hume forex trading ko apne emotions ko dor rkhna chahiya :)
                            • #599 Collapse

                              exchanging ek brain ka small business existen jazbat sirf dil sy nakalty hian is usually layia exchanging karty hoiay na for you to gussa ould - chahyia or na hi jazbati hona chahyia aisa karny sy reduction zada hony ka khatra hota existen sab trader ko chahyia ky wo take it easy ho ky sakoon sy exchanging ka small business males kaam karyen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                forex trading acha businesss hy hmen kabhi jazbati nahi hona chahiye.trading me hmen apny emotions ko bech me nahi lana chahyie kiun k iss sy sirf hmara nuksan hota hy.hmary liye behter hy hm relax ho k trading karyn tab hmen koi loss nahi hoga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X